Kia pak forex forum per only urdu main hi posting ki ja sakty hy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kia pak forex forum per only urdu main hi posting ki ja sakty hy
    ​Dear forum members pak forex forum per mostly pakistani users hi naxar aty hn aur almost subh posting hi urdu main nazar aty hy, aur mairy khayal main ye aik bahut badi bat hy ke humhum subh urdu main hi posting kerty hn jis se subh doston ko samjhny main asany hoty hy main ye popochna chahta hon ke hum ppak forum per only urdu mmain hi posting ker sakty hn
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear ye waqae axhi baat hy k pak forex py sirf urdu main he loog postyn krtyn hyn is wo loog jo itna ziayda pary lilhy nhe hyn un ko is bhoyt faida hota hy or wo har cheez ko aasani sy samhaj aa jati hy dear myry khiaal sy aap pak forex main sirf urdu main he postyn kr sakty ho ye baat abhe mjhe sahe tor py confirm to nhe lekin myry khial sy aysy he hy kiu k mjhe itna pta hy k english ki posto ka alag sy forum hy jahan py sirf english main he loog postyn karty hyn
    • #3 Collapse

      g dear forex mein urdu mein postis krne se ye faida ho ga k wo log jo english se wqif ni hain unko urdu k sth wasta h to wo ba sani is p post kr skte hain or agr is mein english mein post ki jaein to bhe thk h is mein kisi kism ki koi pabndi ni h
      • #4 Collapse

        G Hn Dosto forum py hm urdu ki posting he kr skty hy or sath ma ap thory bht English k word b use kr skty hy lkin wisy hmain.urdu ma he type krny ki khoshish krni chy tak hr kisi ko es ki smjh aa jy or hm jo b type kry hmain os k spelling wagera ka khas khyal rkhna chy
        • #5 Collapse

          Dear bilkul si kaha forex main sirf Urdu main hi posting KR skty Hain or ye bht achi bt hai forex man Jo log English ni janty un ke liye BHT asani hoti hai or wo asani see posting kr skty Hain or Pakistan ki language bhe Urdu hi hai or forex ka bhe rule hai keh Urdu main posting kren bcz ye bht hi achi bt hai or asan hai Urdu main posting krna
          • #6 Collapse

            Dear brother ap ne bahut hi achi bat ki hey forex trading men pak forum pe English aur Urdu dono men posting hoti hey lekin hamen chahiay k posting ko Roman English men karen ta k sub ko aasani k sath samaj aa jay kiun k forex trading men men educated bhi hen aur kam education walay log bhi hen iss liay posting aasan alfaz men karni chahiay
            • #7 Collapse

              G bilkul theak kha ap ny ham forex fourm me Urdu ma he post karni chahiye or andar he English k Ku h word use kar dy to koi bat nahi but agr ap Urdu ma post kary gay to new mamber ko zada asani hoti ha es liye hame achi se achi post karni chahiye or Urdu ma he post karni chahiye
              • #8 Collapse

                Dear frind pak forex forum go hy as mainbgo humbpost karty hain woh urdou main hain yeh pakistanion keleye asan kar k banaya giya hy aur agar ap english main bhi post karen gay as main bhj koy masla nahi hy magar urdou main create karna acha hy as leye urdou main hi create karen
                • #9 Collapse

                  je haan filhal pak forum pe urdu posting he allow hay pehley yahan log english mei bhi posting kartay thay kaafi time pehle phr forum walon ney urdu posting ko allow karwaya kay sirf aap urdu mei posting karo takay sabi members ko faida ho kyun kay maximum log Pakistani hain eslye ye forum deserve kerta hay kay urdu mei posting ki jay
                  :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

                  PLEASE VISIT HERE
                  • #10 Collapse

                    G bhai pakistan forex forum pa post ya thread urdu ma hi keye ja skty ha our ye humary leye buhut achi bat ha k hum urdu ma post kary ak to post ya thread karny ma asani dosra thread ya post ko parh kar samjany ma asani hoti ha es bat pa humain pakistan forex forum ka shukar guzar hona chaheye k hamary leye ye ficility muhayya ki ha
                    • #11 Collapse

                      Pakustan Forex Forum mn Pakistan k log hn to es ly urdu mn likha jata h ta k samjhny mn asaani ho aur traders ek dusry k experience sy full faida utha skain. Roman Urdu aj kl aam use mn h es sy hr koi samjh skta h. Agr English mn ho to adhy sy zyada log to English na smjh skty hn aur na hi correct spelling likh skty hn. es sy posting bht effect ho skti h.
                      Just view ???, Like kon kry ga???
                      • #12 Collapse

                        ji rule to yehi hay k posting sirf urdu main ki jaye. English language allow hay but kum use karni chahiye. yahan thread create karny ya posting karny ka maqsad yehi hota hay k agly bandy ko samaj aaye jab english kisi ko samaj e na aaye to kia fayda.
                        • #13 Collapse

                          hanji ham pak forum main sirf urdu main hi post kar sakty hain kyun kay urdu hmaari language hai pakistan kay log isay bohat easy triky say samjh sakkty hain kyuon kay ye forum pakistani logon kay liye hi is lea ye pakistan ki qomi zuban main create hoa hai or bahtar yahi hoga kay ap is main urdu zuban main post karen
                          • #14 Collapse

                            Dear members posts ka asal maqsad forex knowledge ko new members and senior members ka experience new members tak pnchana hai and pakistan forex forum p 95% log Urdu ko asaani se read and write kar saktay hain and ham mai se aksar members ki practice b posts krne k lye Urdu language ki hai is lye posts ko Urdu mai posts krna ziada behtar hai taake forex ka knowledge aasani se spread ho sakay aor hamein apas mai baat krne k aasani b ho
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              G bilkul Urdu hamari qomi zaban hy es main post kar k acha lagta hy. Dosra yeh apny mulk k logon ko smjh bhi ati aur es ko likhna bhi asan hy.pak furam main Urdu mein post karna bahut achi bat hy es se sab log apni bat dosron tk puncha skty hen aur dosron ko bat ko asani se smjh skt hen.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X