What is Stop out?
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is Stop out?
    Traders/Experts only Please explain what is Stop Out and why does that happens as I have already lost $ 98.50 in trading starting only from $ 40 Those who don't know any thing about it please stay away(Chawlain Marnay se parhaiz karain).
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    thread tou ap nay achi open ki magar khod he ghallti kar di jo end main slang language ka use kiaa,sab log he new hotay hain laikin zaroori hai k jo chez samajh nahin aa rahi uss k baray main thora sa parh lenaa chahiyee,any way stopout tab hota hai jab ap k account main capital takreban wash ho chuka hotaa hai or broker majboran ap ki trades ko close kar detaa hai,currencies main tou capital bilkul he wash honay par ye hota hai or comodities main thoray buhaat capital ko account main chor jata hai magar wo capital sirf itnaa he hota hai k aap eur/usd par 0.01 ki trade open kar saktay hain..is say bachnay kaa sahi tarika hai k risk managment sekh li jaye
    Mind Is like A Parachute - It Is Useful only IF Open
    • #3 Collapse

      stop out level is acertain require margin level in %, at which a trading platform will start to automatiacaly close trading[starting from the best profitable position and untill the margin level requirment is met
      • #4 Collapse

        g han mra bhai apna sahi bola han forex ma ma apki bt sa agree krta ho forex ma hum ma stop loss ko ahmiyt dayni chya han jis sa hum ma bht faida hota han
        • #5 Collapse

          dear mje is bare mai pata hai per mai samjta hu humay stop loss and take profit nhe use karna chaiey kabhi kabaar ye market trend high b hojata hai is liye humay ye nhe karna chaiye
          • #6 Collapse

            bhai jan stopout tab hota hai jab ap k account main capital takreban wash ho chuka hotaa hai or broker majboran ap ki trades ko close kar detaa hai,currencies main tou capital bilkul he wash honay par ye hota aur bhai end par jo languge use ki hay us par thora ghour karien yahn sab achay comment day rahay hain
            • #7 Collapse

              stop out tab hota hai jab aap k account mein say capital wash ho jata hai or broker majborab aap ki trades ko close kar daita hia . iss liye ehtiyaat karni chaihye kyun kay ye forex bohot risky hain
              • #8 Collapse

                jub ap trade lagaty ho tu take profit k sath ap stop bhe lagaty ho es ka matlub ye hota ha k ap ne trade ko fixed ek command de hoti ha k agar es level tak market opposite chaal jay tu yahan per trade stop ho jay mai mazeed loss bardasht nai kar sakta lekin es tara ni hona chahye Q k trading main ups and downs aty rehty hai
                • #9 Collapse

                  stop loss ko use karty hain to humain achi earning hasi lho sakti hay jis say humain trade main achi earning hasi lho sakti hay kun kay ziada loss nai hhota hay take profit b use karna ho ga
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    agar hum forex trading main theak say mehnat karen gay aur tab he hum esmain achi earning karnay kay qabil ho sakty hay aur humay esmain lalach bhi nahi karna chahiey lalach karnay say faida nahi hota

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X