Try Try Again
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Try Try Again
    Traders ko aksar apni mistakes ka idea nahi rehta aur wo loss ker letay hain. mera aik idea ye hay kay ager aik dafa loss ho jay to us mistake ko note ker kay us ko hal talash kerna zarori hay. aur phir new try karen. aur isi trah kertay rahen jab tak trading main kamyabi nahi mil jati. bar bar try kernay say success mil jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Galti to kissi bhi trader se ho sakti hai agar ham kissi waja se koi mistake kr jate hain to hamen koshish krni chahiye k ham phir se uss mistake ko dobara se na kren ayr apne kaam pe tawaja se
    Agar ham bar bar mistakes krte rhen ge to ham kabhi bhi acha kaam nhi kr parn ge so hamen koshish krni chahiye k ham apni mistakes pe control krte huye kaam ko akren to yahi hamare liye better hai
    • #3 Collapse

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik bahut hi acha business hey aur risky bhi hey aur risk men kabi kabi loss bhi ho jata hey lekin hamen himat nhi harni chahiay aur iss loss se seekhtay huway bar bar koshish kartay rahna chahiay ta k loss ko kamyabi men tabdeel ho jay
      • #4 Collapse

        ​Try try again is a good strategy for gaining success, forex trading aik complicated aur highly risky buisness hy isis main ager hum ko loss ho gai to dil ni shodna chay bulkey mazeed mehnat kerny chay aur apnyapny kami ko pora kerna chchay, jo log rasty main hi shod daity hn wo kabhi kamyab ni hoty
        • #5 Collapse

          Business man experience gain kerny k liye kuch losses kerny perty han laikin forex ka buisness tu basic say hi loss pay depend kerta ha jub tuk trader loss nae kerta or learning ku time nae daita oc ku experience gain nae hota.
          • #6 Collapse

            Apki bat bahot achhi ha forex trading forun mn business kafi moshkil kam ha is mn profit bhi hota ha aur kabi kabi loss bhi ho jata ja lekin shro shro mn loss ho bhi jay to himat naen harni chayay dobara achhay treeka sa koshish krengay to kamyabi bhi zroor milay gi
            • #7 Collapse

              G Hn Dosto forex trading ma agr ap ko loss ho jy to ap ko heat ni hona chy or na he galti ko ignore krna chy Bilkay ap ko dkhna chy k ap sy aisi knsi galti hoti hy jis ki wja sy ap ko loss hota hy hr br loss ho to sabak seekhy aik din aisa aya ga k ap zroor kamyab ho gy
              • #8 Collapse

                Dear friend gab koy trader bar bar loss karta by aur woh asa karta hi rahta hy osay as bat ki samagh nahi ati k woh loss qu kar raha hy agar woh apny as loss ki wagah ko malom karnh lag gay to wob ahest ahest forex trading k bary main sekh gaty hai
                • #9 Collapse

                  Daer apki bat darost hay kh agar apko loss ho jay to apko tradeing chorny ki bajy os mistake ko talash karna hoga or os dobara na karna hoga es tarha he ap kamyab ho sakty hain agar ap loss say gabrah gay to apko apni mistake ka hal nanahi mily ga or ap mazed loss kar sakty hain
                  Apni mistake ko achi tarha dekhin or oska hal talash karin esi main he apki kamyabi hay
                  All The Best Dear Friends
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Try Try Again

                    agar nuqsan ho gya hay to humay bechy nahi hatna chahiye kyun keh nuqsan ho jata hay bs humay chahiye keh ziada say ziada mehant karen aur daikhy kis galti ki waja say market main nuqsan huwa hay us nuqsan ko theak karen tab he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe reh sakty hay

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X