Kea forex ma learning ka koi fullstop hai ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kea forex ma learning ka koi fullstop hai ???
    Dear mery khyal m forex trading m learning ka koi fullstop nhe hai q k es m roz kuch na kuch new hota hai agr aj ap ek cheez dekho gy to kal kuch or new sunne ko mily ga es ki learning unlimited hai ap sb kes kehty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G nahin dost forex business men learning ka koi end nahin hain. Ye ek bohat wasee business hai is men ap rozana kuch na kuch sekhtay rehty hain. Apxjitna zyada is business ko time dain gay utna he apka knowledge zyada ho ga aur experience b zyada ho ga. Aur experience ki bunyad per he ap profit kamatay hain.
    • #3 Collapse

      Dear brother ap ne bahut hi achi bat ki hey forex trading aik bahut hi acha business hey iss men her koi kamyab nhi ho sakta trading men kamyab woh log hotay jin ki achi learning hoti hey aur aesey log seekhnay ka amal jari rakhtay hen loss se bhi bahut kuch seekhnay ko milta hey
      • #4 Collapse

        Forex mai learning ka koi full stop nahi hai. Ap kay pass forex ki zada learning ho gy tou ap ki earning bhe zada ho gy. Es lye trading kay sath learning bhe krna hai tou ap market mai behatr trade kr sakty ho aur ap ki earning bhe zada ho gy. Trading kay sath learning bhe zaroori hai.
        • #5 Collapse

          bhai jaan ap forex trading ki baat kar rahay main tu kahon ga kai duniya ka koi bhi business ho us main humay kabhi bhi yeh nai sochna chahiyay kai hum is kam main perfect ho chukay hai because learning kabhi khatam nai hoti aur yeh tu phir bhi forex trading hai jis main financial market involved hai aur buhat zaida volatility hoti hai is market main jiski waja say price buhat taizi say fluctuate karti hai.
          • #6 Collapse

            Forex Main Wahan kaam karna chahte hain tumhare paas technical analysis ke sath sath technical skills Kabhi Hona bahut jyada important hota hai jitni achchi wali Hamare Paas kab jaogi Hame skills ke sath Apna experiences ke sath Apna knowledge gain kar sakte hain apne business ko both side copy nikalne ke liye pass confidential information on OLX Kabhi Hona Hona important Hota Hai Jab Hum isko samajhkar is paper kambo sugar speech search Karenge tum log follow karna start kar denge Yamaha sport bhi Milti Jayegi kam karne ke liye
            • #7 Collapse

              apki bat bilkul thk h mein apki is bat se bil kul agree krta hoin k forex trading mein to is chez ka guman bhe ni h hr wo kam jis mein mehnat ki jae or ache taareke se kam kya jae to us mein ful stop arning ni hoti ye to phr bhe forex h ye bht hi acha form h k jis p kmal arning ki ja skti h
              • #8 Collapse

                forex aik samndar ha ic man ju trader jitna zyada learning ker sakta ha oc ka apna hi faida ha ic man. trader ki learning jitni ahci hu gi wu otha hi achay say forex say earning ker k success gain ker sakta ha.
                • #9 Collapse

                  Yes brother forex main apki learning ka koi be full stop nahi hay qn kh forex main hum ko daily khuch na khuch sekhny ko zaror milta hay or jab tak ap forex ka business karty rahy gain ap learning ko be daily he karni hogi tagar ap learning karna khatam kar dain gay to apki tradeing be matasar hogi or ap khuch arsay bad tradeing ko samjna be muskhal ho jay ga or ap tradeing ki new techic say motasar ho kar loss kar gain
                  All The Best Dear Friends
                  • #10 Collapse

                    G apki bat bilkul theak ha k forex trading business bahot barra forum ha is mn daily baisis pr nae cheezen samnay ati hn aur hmen un sb cheezon ko samnay rakh kr trade krna hota ha aur hmen hr roz nae cheezen learn krni prhti hn aur kamyab trader bananay k liay hr seekhna chayay
                    • #11 Collapse

                      Seekhny ki gunjaish har cheez main mojood hoti hy forex aik continue learning wala business hy es k seekhny ki limint shaed ho koi ho. Es main har roz kuch na kuch neya hota hy koi strategy 100% ni hoti hy. Hamen es ko musalsal seekhty rehna chahy ta k es business k sath sath chal saken.
                      • #12 Collapse

                        Re: Kea forex ma learning ka koi fullstop hai ???

                        forex trading main agar hum ziada say ziada learning karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main khoob time daina chahiye kyun keh time dai kar seekh kar he humari trading achi ho pati hay aur future main bhi tab he kamyab ho sakty hay jab humary pass knowledge hota hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Kea forex ma learning ka koi fullstop hai ???

                          forex mai learning ky liye hamy demo account mai zada sy zada practice karne chahey is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain hum internet py babypips py be learning hasial kar sakty hain hum apny seniors ke tips ko follow kar ky be kamyab ho sakty hain forex aik real business hain
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kea forex ma learning ka koi fullstop hai ???

                            Forex trading business mein learning ka koi full stop nhi hy kiok hum forex trading business mein daily learn kartay han aur daily basis par kaam kar k learning ki koshish kartay han agr hum learning stop kartay han tu is se earning bhi stop ho jati hy

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X