Trade with smile or worry ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trade with smile or worry ?
    Assalam o alaikum dear users of forex mery khayal mn trade krty waqt dil o dimagh ko taro taaza rakhna bohot zaroori hy or ic ki pehchaan chehray pe smile hy aap jitna apne aap ko confident or cool rakahain gay utna he forex trading mn faeda ho ga.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Yes dear ap ki bat se agree krta hun keun k agr ham tense m trade kren ge to iska affect hmari sehat k sath sath hmari trade pe bhi prega.aur wesy bhi forex business jb tk cool aur fresh mind k sath na kia jaye to ismein success nhi milti ap beshak aik week bhi trade na kren lekin jb trade kren to us waqt apka fresh hona bht zruri ha.
    • #3 Collapse

      Dear always do trading with smile q k jb ap fresh hon gy khush hon gy mined acha hoga to ap analysis achi trha se smjh k achi trade lga paien gy or achi income kar saken gy but agr ap preshani k sth tensed ho k trading kren gy to ap confused ho jaty hain na kuch smjhny ki salahiyt hoti na soachny ki so hmesha refresh or hopefully smiling k sth work kren or sucessful hon.
      • #4 Collapse

        g bhai apny bikul thek kaha haii trade hmesha se cool mind set k sth krni chahye kabi bhi confuse ni hona chahye trading me khas tor per hmara jitna experience ho ga utna e zeada ham ham earn kr skty hain demo account per practice bhut zrori haii..
        • #5 Collapse

          Trading mai relaxsation bohot lazmi hai is lia relax ho kr trade karian agr ap mently disturb hain tu trade mat karian kr trade karian kun ka disturbance mai ap kahlat trade open kar dain gain or ap ko loos ho ga hum disturb kiun hota hain jab huma loos hota hai is lia loos ko apna opr heavy mat karian jab ap ko loos ho tu ap market ko chor jayain or relax hon phr dobara trade karian warna ap ko bara loos ho sakta hai dobara entry lana s bina mentally relax kia apna ap ko jab bi trade karain tu khush gawar mood main karain tention na lain hum aksar trade open krna ka bad tention lata hain ka hy loos ho jaya ga khud pr atemad nahi krta or perashan rahta hain trade open krna ka bad is lia relax ho kr trade karian
          • #6 Collapse

            Bilkul dear apne theek kaha kiu k jab tak trader ka mind fresh aur tension free ni ho ga wo theek tarah se markete trend ko sahi trah se pehchan ni sake ga aur ho sakta trade mein use nuqsan uthana pade isi liye tension free aur pori relexation k sath trade krain . shukria
            • #7 Collapse

              Indian Hume forex market me trading karthe Waqt smile ke sath trading Karni chahiye Hame Kisi Ki Sawari hone ki zarurat nahi hai.
              Forex market me trading karte ho karte huye Apne motions control nahi karna chahiye aur apne gusse ko control Mein Karke Humne Dekhe.
              Abhi market Mein long term trading karna chahiye aur apne motions ko control Mein karte huye Apne experience weighs acche tarike se trading karna chahiye.
              Turkey taylor lorry register let me hear.
              Amit trading karthe Waqt kisi ke Saman ki tension lene ki jarurat nahi hogi Kyunki market Main Agar Hamare Paas Mall volume of a lot size hoga to.
              • #8 Collapse

                forex man trading k liye trader ku buhut hi khush gawar envirement man work kerna chahye mind jitna fresh hu trader otna hi achi earning ker sakta ha. tention man trader ku na trade kerni chahye or na hi hoti ha.
                • #9 Collapse

                  Khushgawar mod trade pe acha Ffect dalta hylehaza zyada tention nhe leni chahye aur rotain se kam jari rakhna chahye, agar loss ho b jae to mod ko jaldi theke karna chahye aur jab tak relax na ho jaen trade nhe lagani chahye,
                  • #10 Collapse

                    Yeh Bhi aapko bahut jyada important information rakhni chahiye aur yeh bi important think hai ki aap kuch zaroori hona chahiye hona chahiye ke hum Jab Bhi kam Kare Hame aap aur nuksaan Na Ho I'm a profit Mile Aur Hum Yaar always smile or be happy Ki Tarah confidence ke saath kaam kare aap ko chahiye Kya Sapne Mai ko Khush Rakhe fresh Rekha trading Se Jyada Se Jyada fayda uthana Jitna Hum yaha par Kisi Kaam Karte Jayenge Yeh Hamare Liye Kuch Nahi Kisi Kaam Ho Jayega aur Naam hi kaafi Jyada help Milti Jayegi
                    • #11 Collapse

                      Bahi jaha tk Ap nay baat ki to Ap nay aik achi baat ki hy ma as say agree karta hun hum ko trading ma tens nai leni chay. Tens say kam ult ho jata hy as ley jaha tk ho saky hum ko relex ho k trading karni chay. Although trading ma tens hoti par phr b hum ko control karna cahy aur with smii trade karin.
                      • #12 Collapse

                        Re: Trade with smile or worry ?

                        agar hum fresh mind kay sath trading karen gay aur learning karen gay to he hum market main achi earning kar sakty hay es liye humay chahiye keh esmain jald bazi na karen sabar say kam karen kyun keh sabar say kam karnay main he faida hota hay tab he hum market main achi earning kar sakty hay esmain safe reh sakty hay
                        • #13 Collapse

                          Re: Trade with smile or worry ?

                          forex mai mai ache learning hasial kar ky serios ho ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain forex aik real business hain hamy rozana demo account mai practice karne chahey is mai kam karny sy hamary knowledge mai azafa hota hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Trade with smile or worry ?

                            Trde hmsha smile sy e krni chaiye aur worry sy trade krna bht ghlt hy aur istrh bss loss e hga islie jab bhi trade kren tw is bt ka khyal rkhen k trade krty hue mind fresh ho aur mind mn koi bhi ksi bhi kism ki tnsn naa ho kio ky tnsn mn bnda sahi manage nai kr pata apni trade ko aur loss kr jata hy.
                            First LEARN Then You Can Remove The "L"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trade with smile or worry ?

                              Trade kertay wakat trader ko smile say rehna chahye. aur trader ko na profit say khushi ho aur na loss say gham ho to wo hi trader kamyab hota hay. jo trader profit per boht zayada khush hota ho aur loss per boht zayada ghamgeen hota ho to wo kabi bhi sahi trading nahi ker sakta. que kay wo emotional hota hay aur emotion trader ko nuksan kertay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X