Rich vS poor trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Rich vS poor trader
    dear rich trader wo hai jo knowledge say trading krta hai aur poor trader wo hai joo jaldi say bss earning ke try krta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    bhai pehli bat to ye he k trader koi bhi poor nai hota jo trader hota he us k bas money zaroor hota he or money bhi achi quantity me hota he agar bat ki jay new people ki jo trading me new hote he to yad rahe trading me wohi log kamyab hote he jin ko real me kamyab hone ki chahat hoti he chahe to rich ho ya poor ho is se koi faraq nai parta he bus kam real hona chahiye shukria.
    • #3 Collapse

      Dear friend Jo bnda real investment kr k trade krta ha usko ham poor nhi keh skty.han Jo log bonus account use krty hen unko ham poor keh skty hen.lekin forex trading m knowledge k hisab se poor wo ha jisko knowledge and experience nhi ha aur trade kr rha ha.forex business m knowledge and experience ka hona apko rich kr skta ha.
      • #4 Collapse

        forex man jald bazi aik new trader kerta ha jis ku forex ka knowledge nae hota. or ju trader forex man experience or knowledge rekhta ha oc ku forex man rich honay man zyada time nae lgta.
        • #5 Collapse

          dear bat kisi had tak ap ki thek hai forex main hamesha rich person isi lieay success ziada jaldi ho jata hai k usy pesy ki tention nahi hoti hai jisski waja say wo jaldi sekh jata hai aur big volume use kar k succes ho jata hai aur poor person k pas na he fee dainy k lieay pesy hoty hain na he ziada invest k lieay pesy hoty hain jiss ki waja say us k pas na he knowlegde hota hai aur na ziada investment hoti hai jiss say wo bhe achi trade kar k rich ban skaain mger ager wo hard work karain wo bhe rich ban skata hai.
          • #6 Collapse

            Jo bari investment karta hai to woh rich trader nahi ban sakta is business main. Is business main kamyabi kay liye humain sirf aur sir hardworking aur puri tarha say command haasil hona nehayat hi zaroori hai. Hum Forex kay business main lakhon rupay laga kar bhi loss kar jatay hain . Kyun kay un kay paas pesa to bara hota hai magar knowledge main woh kami rakhtay hain.
            • #7 Collapse

              Bhai apki bat kafi had tak darust haii but sb se pahle hmain learn krna chahye jitni zeada ap learning kren kren gy utna zeada ap earn kr sakty hain apna experience zeada kren r jitna bhi ho saky phle demo account per practice kren.
              • #8 Collapse

                Forex trading mapua trader or marriage trader Mai Fir Bhi Hota Hai Kaise Paida Hota Hai Wo bahut jaldi Amir banne ki koshish karta hai lekin Jisko bus pass account balance Jyada hota hai.
                Hame chahiye ki market Mein Humne Agar action trading karna hai to Hame knowledge or experience ke sath acche tarike se trading karte rehna chahiye.
                Hame chahiye ki market Mein Hum acche tarike se training Kare aur Market Mein Hame long term trading karna chahiye aur apne aap ko Maloom hona chahiye ke Hame Apne analysis on emotions ko control Mein rakhte Hue trading karna chahiye Agar Hamare Paas Hai To Hum Bhi Agar Kahoon Ke Malik Ban sakte hain.
                • #9 Collapse

                  Forex trading aik aesa buainess hay jis main humain tab tak kamiabi hasil nai hoti jab tak humare pass knowledge nai hota information nai hoti aur agar hum jald bazi karte hain bina knowledge trading start karte hain tou humain loss hi hota hay trading main humare pass jitna knowkede ho kam hay
                  • #10 Collapse

                    G bro main ap ki bat sy totally agree karta hon...forex main rich trader wo hai jo trade karny sy pehly market ka proper technical aur fundamental analysis karta hai..lot size account k capital k mutabiq use karta hai aur patience sy kam karta hai aur poor trader wo hai jo gambling karta hai aur nakam ho jata hai..
                    • #11 Collapse

                      Re: Rich vS poor trader

                      forex trading main har koi kam kar sakta hay aur eski waja say ameer aur poor bhi bana ja sakta hay aur wo knowledge hay agar humary pass knowledge acha hay to hum khud ka nam achy traders main shumar kar sakty hay aur hum market main regular base par profit earn kar sakty hay aur market main safe reh sakty hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Rich vS poor trader

                        forex trading business mein jo new trader hoty han un ko hi learning knewledge aur experience kam hota hy aur wo hi jald bazi mein ziada profit earn karne ki koshish mein account wash karwatay han aur jo experience trader han wo jald bazi nhi kartay aur knewledge aur experience se trading kar k profit earn kartay han
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Rich vS poor trader

                          forex mai hum out off cost account bana kar kam kar sakty hain or hum is mai deposit kar ky be kam kar sakty hain or acha bonus earn kar sakty hain poors man jobless mans or house wife's or students ky liye bohat ache job hain hum is mai part time be kam kar sakty hain or hum is mai full time be kam kar sakty hai nhum is mai kam kar ky acha munafa kama sakty hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X