forex mai survival ky liye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex mai survival ky liye
    dear newbies forex main ager aap long term kaam karna chahty hai to ais ky liye ye baat main mind main rakhien loss ko face karna parta hia tab he koi acha trader ban sakta hai aksar loss ki waja sy trade choor daity hai to dear ye loss he aap ka best teacher hoota hia ager aap ais sy seekheen to
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex mei long survive karnay k liye humay loss ko bardasht karna hota hay loss kyun kay forex ka hissa hay best trader loss se seekhta hay loss pe samjhnay sekhnay se he trader behtri ki taraf jata hay loss mei jo mistake aap se hojati hain agar aap unhi ko samjah letay hain aap ainda mazeed loss se bach jatay ho
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
    • #3 Collapse

      Firends ager ap forex may new hain aur future may forex he survive karna cahyh hain to ap ke cahyh k ap forex ko proper money mangment k sath he trade karin kauk bhair mangment k ager ap trade karin gay to ap ko zada loss ho sakta ha aur forex may dicipline ko be hum ko nazar andaz nahe karna caheyh.
      • #4 Collapse

        Newbies ka sab s bara masla ya hi hota hai ka wo serf profit ka bara ma sochtain hai wo forex ko is mind s join krta hain ka yahan profit hi profit hai magr jab loos hota hai tu forex ko foreign ya kah kr chor data hain fraud hai agr newbies forex mai survival hona chata hai tu un ko kafi mahnat krna pahra gi or kafi knowledge gain krna pahra loos ko face kena pahra ga dear agr newbies tamam information ka sath market mai enter kia jaya tu wo forex chor nabi bahga gIn or mahnat bi karian gain thanks
        • #5 Collapse

          Dear aap ki baat bilkal thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading akk online international bussniss hay iss bussniss main lose tu normaly hota he hay instaforex trading main servive karna k laya zarrori hay k ager aap ko lose ho tu dil bardashta na hoon kyu k aksar trader lose ki waja sa trading chore jatay hain jab k hum ko aoni galtyion sa seekhana chaya jin ki waja sa lose howa ho
          • #6 Collapse

            forex man buhut say traders learning ki taraf jaty hi nae han. un ki good luck ohit ha ju start man un ku profit day daiti ha laikin forex perminently earning without experience nae daita forex man learning ki buhut zarurat hoti ha trader ku.
            • #7 Collapse

              yes dear ap dunia ki koi bh business daikh lain uss main sab pehly ap ko nuksan he ho ga chahy woh thora he kyon na ho aur uss nuksan say he ap ko jab expereince milta hai tu ap earning karny lag jaty hain aur phir apna loss recvoer karty jaty hain is lieay forex main bhe asa he hota hai shuru shuru apko nuksan he uthana parta hai wo bhe ap ki na samjhi ki waja sy iss lieay kehty hain k forex main ham ko pehly forex ko achi tra say sekh laina chhaieay phir he iss main real kam karna chhaieay.
              • #8 Collapse

                Forex ma survival ky lye mutakil mizaaj or khud ko calm rkhna prta hai ek dm dar kr loss sy ghabra kr peechay ni hatna chahye jb bnda kis field ma jta h us ky ups and downs ko face krta h to tbi usko knowledge milta hai or exprience bnta h asa ksi business ma ni hta ky apko srf profit he ho hmen apna loss recover krna chahye forex ko time dyna chahye or smjhna chahye
                • #9 Collapse

                  Forex market main aapko survival ke liye Chahiye Hota Hai Kya market Mein Jab trading Kare to aapko small volume of lot size use karna chahiye Agar Apke Pas 1000 US dollar ka bonus account hai to aap ko chahiye ke aap 0.10 Lanka lot size Gold ke upar Na Lage.
                  Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ke agar aap bigger volume ka lot size lagayenge to aapko trading karthe Waqt bahut bada Mushkil pe Jayegi aur aap ko analysis karne mein bahut dard bhari Hogi.
                  • #10 Collapse

                    Koi bhi kam aesa nai hay jis main humain loss ko face nai karna parta isi tarha trading main bhi humain profit k sath sath loss ko face karna oarta hay lekin humain loss ko lay kar pareshan nai hona cahiay balke usae face karna cahiay aur apni us mustakes ko follow karna cahiay jis wajha se humain loss huwa take hum next wo mistake na karain
                    • #11 Collapse

                      Forex mn survival k ly trade krny sy pehly us sy related information ka hona lazmi h. Minimum amount sy start krain. Stop loss lazmi use krain. Try krain k khud bi market ko watch krain aur next trade mn apna analyse use krain. Apka net connection bi acha ho jo market move ko sath sath show kry. Low net speed ki wja sy trade stop krny mn jo delay hota h, itni dair mn kbi kbi market loss ko bi move kr jati h.
                      Just view ???, Like kon kry ga???
                      • #12 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
                        dear newbies forex main ager aap long term kaam karna chahty hai to ais ky liye ye baat main mind main rakhien loss ko face karna parta hia tab he koi acha trader ban sakta hai aksar loss ki waja sy trade choor daity hai to dear ye loss he aap ka best teacher hoota hia ager aap ais sy seekheen to
                        Agar ham forex trading main trade kr k long term tak survive krna chahty hain to jab bhi trading krain to proper planing kr k trading krain or jab bhi trade krain to market k trend ko smjh kr trade krain is sy ham achi trading kr skain gy or profit bhi gain kr skain gy
                        FRD 07 TRADING JOURNAL
                        • #13 Collapse

                          Dear forex trading ak bahut acha online business hai us main servival ka lya ham ko trading seekhna prti hai ham agr acha learner han tu ham forex main servive kr sakta hanlearning must hai forex trading ka lya
                          • #14 Collapse

                            Re: forex mai survival ky liye

                            humay money management ka khass khyal karna chahiye kyun keh agar hum ye khyal nahi karen gay to es chakar main hum loss bhi kar sakty hay aur humay money management ki adat bnani chahiye kyun keh agar hum eski adat bnaye gay to he hum market main achi earning kar sakty hay aur safe bhi tab he reh sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex mai survival ky liye

                              ager ham chaty hain k ham forex k buussines men survive kren to hmen teen char batoon per sakhti sy control kerna hio ga.sab sy phly to hmen lot size per control kerna ho ga.aor dosra hmen lalch ko apny dill ya dinagh sy mukaml nikalna ho ga.aor is k bad hmen risk wali traded nh kleni chaye hon gi.in teen char batoon per ammal ker k ham ciontrol ker sakty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X