Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo
    newbies agar trading mei enter hotay he lalach ki nazar se hay kay unko aik dam se bohat sa profit lena hay then unka success hona possible nahi hota hay eslye hamesha newbies ko chaiye kay wo small profit ka target len small profit pe khud ko agree rakhain takay wo save rahain aur unka experience barhta rahay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G blkul may ap ke bat say bilkul agree karta hoo k ager ap new trader hain to ap pofit k bajy apnay pips per dehan dain aur k new trader k leyh pip kafi impornat ha as compair to prefit in money. so new trader ko chyh k first of all achi practice karin us k bad money management aur apna loat size kum rakhain.
    • #3 Collapse

      G ap ne thk kaha newbignners ko greed nhe krna chahihye hai small consistant profit ko follow krna chahiye hai q k un k pass experience or knowledge bht km hoti hai about trading na hi kesi tool or indicator ka pata hota hai esi liye jb wo zayada profit earn krny k liye bari trades lgaty hain to zayada loss ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Forex market Mein Jahan nutritive Hote Hain Tumko Maloom hona chahiye km trading Karte market analysis karne chahiye.
        Market Mein Hum anal karne ke liye Chahiye Hota Hai Jab Hum trading Kare Tu Hi Mera Long term trading Kare aur new trailer chahiye Hota Hai Khat Mein.
        Forex market me trading Karte market Mein Apne analysis Rakhna chahiye old ab hum trading Kare to market a long term trading kare.
        Hame chahiye ke jakham forex market me trading Kare to Hame new trailer hone ke Naate long term trading Karni chahiye market mein.
        Long term trading commit Labh hota hai ki Jab Hum market me trading Kare Toh Hum anal sex karna chahiye aur Market Mein Apna experience share karna chahiye aur new trailer ki help karne chahiye.
        • #5 Collapse

          Newbie k lye sab se bezt ye hai k wo lalach men na paray aur apna target hamesha small profit rakhay aur small lot size istemal kary. Big lot size se avoid karen ta k apka account market survive kar sakay aur wash na ho. Zyada lalach k chakar men big lot size select kya to ghalat hony ki surat men apka account bohat jald wash ho sakta hai.
          • #6 Collapse

            G ap ne bilkul theek kaha kiu k aksar new trader ka ye masla hota hay k wo jab trading business ko join karte hain tou wo lalach main aa jate hain k hum zada profit earn karin ye un ki galat thinking hoti hay newbis konis bat ka khass khyal rakhn cahiay k wo hamesha small lot k satjlh trade karain take sace traxing kar sakain aur acha profit earn kar sakian
            • #7 Collapse

              jab bhi ap forex pe ho greedy ap mat ho kay foren big profit karna ha iss way se ap kabhi bhi forex business mei success nahi paa saktey esliye ap jab small rpofut regular lenay kay chakar mei hotay ho experience bhi barhta hay risk free rehtay ho ap estarah grow kartay ho aur safe bhi rehtay ho
              • #8 Collapse

                Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                agar hum nay market main thora profit hasil kea hay to humay chahiye keh us profit ko withdraw karwa lain kyun keh profit ko sath sath withdraw karwa kar kay hum market main safe reh sakty hay aur humay esmain jald bazi bhi nahi karni chahiye sabar kay sath kam karty rehna chahiey tab he safe earning bhi kar sakty hay
                • #9 Collapse

                  Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                  agar hum forex mai new hain to hamy apny seniors ke tips ko follow kar ky kam karna chahey hamy apny experience ky mutabik risk lena chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain yai aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                  • #10 Collapse

                    Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                    forex mai jab hum newbie hain to hamy small consistent profit ko follow karna chahey hamy loss sy bachny ky liye hamy apny experience ky mutabik investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain is mai hamara koi boss nahi hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                      forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky mahent sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik international business hain hum is mai gar tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik world wide business hain is mai usa or chin jasy bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                        hamy learning ko best bana kar mahnet sy kam karna chahey forex mai agar hum new hain to hamy forex ky har rule ko follow kar ky mahnet sy kam karna chahey forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai jitna kam kary gy hamy utna he bonus mily ga forex trading students or house wife's ky liye best job hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                          Lalach to purane traders ko bhi nahin karna chahiye lekin Agar Ek Banda new hai aur vah lalach bhi karta hai tu Hua samajh le ke woh Apna loss hi Karega isliye new traders aur members ko Jyada daloge nahin karna chahie warna wo is main Kabhi Kamyab Nahin Ho Sakenge. Large trade Ka Dushman hai is se bahut saare Kamyab traders bhi nuksan kar Jate Hain.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Jab ap newbie ho small consistent profit ko follow karo

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
                            newbies agar trading mei enter hotay he lalach ki nazar se hay kay unko aik dam se bohat sa profit lena hay then unka success hona possible nahi hota hay eslye hamesha newbies ko chaiye kay wo small profit ka target len small profit pe khud ko agree rakhain takay wo save rahain aur unka experience barhta rahay
                            G han newbies k pass leak of experience b hota hai or unko market ki jyada smjh b nai hoti. is ley unko chahye k market me small or consistently profit pr happy rahen or jun jun unka experience increase hota jaey wo ziada confidence k sath trading kr k acha profit bna skty hen. lekin start me hi unko greedy emotions se khud ko door rakhna cahaye kun k "small and consistently profit is better than big and instant loss".

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X