Asay konsay behtreen tools hain jo new comers nahi jantay!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Asay konsay behtreen tools hain jo new comers nahi jantay!
    new members k liye ye thread create kar raha hun seniors members jo bhi behtreen tools jantay hain jinsay new comers ko benefits mil saktay hain trading mei achi success kay liye jo bhi tools ap jantay hain wo sab ap share karain takay new comers ko benefit ho meray khyal mei support and resistance ko seekhna then usko apni trading mei use karna bohat best hay ussi tarah moving average indicator bohat best hay new comers inko samjhain aur use karain aur benefit len..
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G friend maray khyal say ek acha trading tool jo k zada trader ko nahe pata aur specially new member ko jo k trading may a rahy hain wo ha zigzag tool to k humapny mt4 pay jub put karty hain wo hamry support and resistance draw karny may kafi madad karti ha. new member ko cheyh k jub be support and resistance use karin es ko zaroor use karin.
    • #3 Collapse

      New traders ku tamam tools learn kerny k baad hi trading kerni chahye or ager small real account sath deal ker rehy han tu ye bhi buhut best ha kunk real account man loss say trader buhut achi learning kerta ha.
      • #4 Collapse

        thanks bhai ap bilkul acha kaha kay seniors members ko chaea kay apna ziada say ziada experince sahre kren ta kay jo new members hain like me is say fiada hasil karen mujy bhi forex ko sekhny main mushkil ho rahi hain mujy bohat se chezon ki samjh naihi a rhi main bhi yahi kahon gi seniors asy tools shre karen jin kay use say ham aik achi trade kar saken
        • #5 Collapse

          Forex market Mein Jab aap trading Karte Hain To Humko Maloom hona chahiye kya forex market Mein kaafi Jyada best tools Hai Jeene Ke Upar aap threading Karke Apne analysis kar sakte hain.
          Agar aapko forex market me trading karna hai to aap ko chahiye kya market Mein Jaan aap trading Kare to aapne analyses Kare aur long term trading Karte Rahe.
          Forex market Mein analysis karne ke liye Jo indicators of tools used hote hain best tools ka matlab aap ko Maloom hona chahiye K trading Karate Academy stop loss and take profit Limited Shirur Lagana chahiye history Kaise Hum acche tarike se trading kar sakte hain
          • #6 Collapse

            G ap ne thk kaha kafi sary tools juniors ko pata nhe hoty jo seniors nembers ko share krny chahiye hain mery khyal m support resistance average moving indicatora or bht sary tools hain jo trading start krny se phly seekhna zarori hoty hain juniors stoop loss or take profit k tools lazmi seekhen es se wo apne account ko safe rakh sakty hain.
            • #7 Collapse

              Dear forex business main new members k pass experience nai hota ha bilkal forex business se anjan hote hein sab se phaly unko demo account main kam krna chaiye demo account main trading kr k knowledge lena chaiye trading kise ki jati ha os sell buy kise kiya jata ha in sab k bhre main hume phaly se pta hona chaiye jab hamra phaly bonas aye tu Khud trading k liye ready hon
              • #8 Collapse

                Dosto forex trading ma hr tool he bht important hy hmain sb tool k bry ma pta ho ga to he hm aik Achi trading kr skty hy es ly Dosto forex trading ma jo b tool hy hmain un sb k bry ma pta hona chy es k ly hmain jha sy.b help milti ho hmain lyni chy
                • #9 Collapse

                  sahe kaha ap ney new comers ko aksar he knowledge nahi hota ap ney zikar keya support and analysis ko tou new comers ko ye kehna chahuga kay inka bohat zyada use hota hay aap ki best trading kay analysis ka esliye indicators aur support and resistance tamaam members ko sekhnay chaiye achi tarah
                  • #10 Collapse

                    Sb sy best Stop loss ka option h jo k hr trader ko lazmi use krna chahiey. es sy na sirf ap ka loss km hota h bl k account bi washout hony sy secure rehta h. Demo Account ki practice, different charts ki reading aur market flow ko analyse krny ka pta ho. tb hi ek kamyab trader bna ja skta h
                    Just view ???, Like kon kry ga???
                    • #11 Collapse

                      G han apki ye bat theek hay k hunare seniour traders koncahiaybk wo newbies k sath apne trading tools share karain jin ki madad se wo acha profit earn karte hain aur save trading karte hain is tarha new traders k liay profitable aur save trading karne main asani ho gi
                      • #12 Collapse

                        very informative thread bro. New members ko chahiye k is thread ko must read karain taky un ko fayda ho. aap ny boht achi tarah sy explain kia hay sab kuch. new members k liye boht e achi cheez hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Asay konsay behtreen tools hain jo new comers nahi jantay!

                          forex trading main agar hum achy indicators ko use karty huway trading karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main humay khoob mehnat karni chahiye aur indicatrors ki theak say setting bhi karni chahiye kyun keh sahi say setting kar kay he hum acha result lay kar profit bana sakty hay

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X