Signal le k trade krna kesa ha??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Signal le k trade krna kesa ha??
    Dear friend ham m se kuch traders aisy nhi hen Jo dusron se signal le k trade krty hen Jo k unko waqti taur pe maybe profit de skty hen lekin ye koi permanent solution nhi ha aur mery khyal m ye hmary liye bht harmful ha.keun k Jo signals ham kisi aur se lety hen ismein hmari apni mehnat shamil nhi hoti aur ham kisi aur ki stretgy us kr rhy hoty hen.agr ham ne forex business m long term survive krna ha to hmen khud pe depend krna hoga.hmen khud knowledge gain krna hoga beshak Starr m hmen loss bhi hoga lekin koi msla nhi loss hoga to experience bhi hoga.so trust yourself always.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Agar aap ko koi apna bnda signal dy jis py aap ko yaqeen ho to aap ko us k mutabiq trade laga dyni chaiye lekin ye perminent hal nhe hy kiu k aap ko apni ability ko bhe jana bhout he zruri hy aap ko is k bary main knowledge hasil krna lazmi hy kiu k aaphar waqt kisi k signal ka wait nhe kr sakty or baaz dafa ye bhe hota hy k jo signal aap ko mily to kae dafa wo ghalat bhe sabit ho jata hy is liye aap ko mehnat kar k khud he market k bary main janna bhout he lazmi hy ta k aap ko kisi k signal k wait na krna pary
    • #3 Collapse

      اصل پيغام ارسال کردہ از: samikhan2379 پيغام ديکھيے
      Dear friend ham m se kuch traders aisy nhi hen Jo dusron se signal le k trade krty hen Jo k unko waqti taur pe maybe profit de skty hen lekin ye koi permanent solution nhi ha aur mery khyal m ye hmary liye bht harmful ha.keun k Jo signals ham kisi aur se lety hen ismein hmari apni mehnat shamil nhi hoti aur ham kisi aur ki stretgy us kr rhy hoty hen.agr ham ne forex business m long term survive krna ha to hmen khud pe depend krna hoga.hmen khud knowledge gain krna hoga beshak Starr m hmen loss bhi hoga lekin koi msla nhi loss hoga to experience bhi hoga.so trust yourself always.
      main signals ke sath trading karna like nahi karta kyu bhaijan of signals nahi kal trading karte hain toh Jyada aap single speckled band karne lag jata hai na aur Sab Kuch Yaad nahi karte
      FRD 07 TRADING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Bhai kisi sae agar trading signals miltay hain tou aap unn ko zaroor lain lakin aap unn per blindly trade na lagain balkay aap pahele analysis karain aur uss kay baad indicator kay sath apnay analysis kay results ko match karain iss sae aap ko indicator ki bhi confirmation ho jaye gi aur aap ko apnay analysis ki bhi aur trade theek lagay gi
        • #5 Collapse

          Dear brother forex trading ka business aap kisi k copy Kar k kabhi bee nahe Kar saktay kionka is may ka pehla osool ye hay ke agar aap kamyaab trader banna chahthay hay tho experience our knowledge par tawaju dene chaheay kionka is Kay baghair aap ek kamyaab trader nahe ban sakhtay
          • #6 Collapse

            dear friend forex ek esa business hai jis me ap khud apny mind se jo b kary faidy mand ho ga agr ap kisi ko copy kary gy to ho sakta hai k ap ko buaht nuqsan uthana pary
            • #7 Collapse

              Dosto agr ap forex trading ma new trader aya hy to phr ap kisi senior trader sy forex tradding ka signal ly k trade lga skty hy lkin ap ko permanent signal ni lyny chy or na he ap ko ye permanent signal mily gy es ly dosto ap ko apny pyro py khara hona chy or khud he acha knowledge or experience hsal krna chy or khud he en signal ko build krna ho ga phr he ap bry trader bny gy
              • #8 Collapse

                • #9 Collapse

                  Ahi agr to Ap ko signal theak milty hain to us par trade lagna achi baat hy. Signal help full hoty hain aur signal ki madad say hum Acha earn kar sakty hain. Lekn signal Trust Waly he pick karny chy. Agr signal theak hain to hum as say kafi profit lay sakty hain.
                  • #10 Collapse

                    mien nay aj tak signals lay ker trading na ki hai or na he mien kabi in ko use karo ga mien jab bee forex mien aa ker trade open kerta hion to mien say say pahly analysis kerta hion or deeply market ko dakh ker us ki current satuation k mutabiq he trade open ker deta hion.
                    • #11 Collapse

                      Dear forex mein signals lae kay kaam kerna tou bahut achq hqi aur iss mein profit bhi bahut zayada hai aur agar aap komkahain sae koi signal milta hai tou sub sae pahele aap uss signals ko varify karain aur agar woh sahih ho tou aap uss mein kaam zaroor karain
                      • #12 Collapse

                        Re: Signal le k trade krna kesa ha??

                        jab hum signals lay kar kam karty hain to trade karna kafi asan ho sakta hay magr ye nai hay kay hum is main khud trade karty hain to kam karna asan ho sakta hay magr demo main ka karna kafi asan ho sakta hay is main ksisi seniour trader ki help say b market ko sikh sakty hain or trade kar kay achi earning b hasil kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Signal le k trade krna kesa ha??

                          humay kisi kay signals par trade nahi karni chahiye humay chahiye keh khud forex trading ko seekhain aur learn karen jab humay acha moqa milay tab he trade karni chahiye na keh kisi kay signals par trade karen kyun keh btany waly ki har trade theak ho ye baat zaroori nahi keh sahi he ho es liye khud mehant karni chahiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Signal le k trade krna kesa ha??

                            forex mai hamy singles py 100% itbar nahi karna chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik online business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique or legal ban business ban cuka hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Signal le k trade krna kesa ha??

                              forex aik online business hain hamy ache learning hasial kar ky signals ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or ache earning hasial kar saky gy forex aik aam business ke nibat bohat acha business hain forx pury pakistan mai legal ban cuka hain yai hamy learning ky sat earning be deta hain hum isy apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X