forex man health ka khyal krna chaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex man health ka khyal krna chaye
    Dear yah forex business asa kamhai jis man agir hum zuada time kam krty hain to hmari health khrab ho skti hai is luy ak ti is business man os time kam krin jb aap frish hon or 2nd aap ko is amn zuada time kam nahi krna chaye daily 2-3 hours bohat hoty hain agir achy time pr kuy jain to is luy zuada time lgany sy bad man zuada mistake hum krty hain
    Removed by Moderator
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mai apki baat sa itafaq ni krti q k u tu hm kise b business ko time na dy k hmri sehat khrab hoti haibya ghlt bat hai hm aik time scal bana laya jis sa hm us k time k mutabaq time dy forex business ap ki sehat pr koie asar ni dalta ap ki apni marzi hai k ap na use ksy krna hai
    • #3 Collapse

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men kuch log din rat paisa kamanay k chakar men kam kartay rahtay hen jo k aik ghalat tareeka hey sub se pahlay apni sihat ka khayal rakhna chahiay iss trading men time ko adjust karen jiss se ap ki sihat kharab nah ho aur trading bhi hoti rahay
      • #4 Collapse

        Forex mein lig bahut zayada kaam kertay hain lakin woh kamai ker ay mein itnay magan ho jatay hain kay unn mo apni sehat ka bhi koi khayal nahin rehta woh continuously mobile ya PC ko dekh dekh ker apni aankhain kamzoor ker letay hain ya phir trading mein beth beth ker apni tabiat ko kharab ker letay hain aik time table kay mutabiq kaam karain
        • #5 Collapse

          Bilkul m apko bt se agree krta hun forex m jb ham bht zyada time investment krty hen to hmari sehat khrab hony k chances hoty hen.specially hmari eye sight weak hojati ha.hmen chaye k aik limited time select kr k us time m sirf forex business krna chaye.hr waqt krna sehat k liye dangerous ha.
          • #6 Collapse

            bhut he achi bat ki hai ap nay k hamai forex mien kam kerty hwy apny health ka bee khayal kerna chahye ger hum es mien aa ker zayada kam kerty hien to hamari health kharab ho sakti hai es lye hamain earning kerny k sath sath apni health ko nazar andaz na kerna chaye or es per be dehyan dena hota hai ta k hum theek say ker lain.
            • #7 Collapse

              apki bat bilkul theak ha k forex trading mn kam krnay k liay apki achhi seht ka hona bhi lazmi ja mera khial mn hr waqt kam naen krna chayay keun k is sa especially hmari eye sight pa asr prhay ga ap lehaza kam k liay kuch limit honi chayay hr waqt kam sa apki seht bhi khrab ho gi aur ap achhay trh faisala bhi naen kr sken gy jis sa loss k chance ho sktay hn
              • #8 Collapse

                Aapka thread bahut acchi information ki taraf Leke Ja Raha Hai Hame apni sehat ka khayal rakhna chahiye Kyunki Forex traders Aksar ek hi jagah par baithe Rehte Hain aur koi exercise nahi karte Hame chahiye Ke Hum daily kuch games yeah outing zaroor Kiya kare so that Hamari health achi Rahi zaroori nahi ke hum paise Hai kam Aati Rahe
                • #9 Collapse

                  g han bhai jan ap ne bilkul theek hi farmaya he ham agar forex ko bahot time dete hen to is ke sat sat hamen chahye ke ham apni helth ke bare me bhi sochen aor khayal bhi rakehn q ke is ke sath ham forex ko achi time de kar kam kar sakte hen aor earning bhi
                  • #10 Collapse

                    Bilkul teek kaha aap nay hamay chaheay ke forex trading ko makhsoos time dhay our is ko apnay oopar ithna sawaar na karay Kay depression ka shikaar ho jaaye is liay apne sihat ka buhut khyal rakna chahiay tha ke aap ke sihat par koi asar na ho
                    • #11 Collapse

                      Dear bro main ap ki bat sy totally agree karta hon..Forex main humain apni health ka khiyal rakhna chahye..kuch traders din rat Forex per kam karna start kar dety hain jis ki wja sy wo breakfast,dinner aur lunch time per nhi lety jis ki wja sy wo bemar ho jaty hain..Forex Trading main humain apni sehat ka khiyal bhi karna chahye q keh jan hai to jahan hai
                      • #12 Collapse

                        Sir apny kafi achi bat ki hai forex business main apny health ka be khyal rakna zarori hai kio k posting our trading ke liye time neklna be zarori hai kio ka health ko be refreshments krny ki zarort hoti hai kio k jub hum refresh mind say kam karty hai tu hum kamyab Ho sakty hai
                        • #13 Collapse

                          dear main ap ke bat sa totally agree krta hon ka ham ko forex pai kam ka sath sath apni sehat ka bhe khyal rakhna chaya ya na ho ka ham firex sa profit ka lalch main apni sehat ko kharab kr lan ham ko chaya ka utna work kran jitna ap aasani sa kr sakta hon us trah ap ke sehat bhe kharab nea ho gi aur kam bhe krta rahan ga
                          • #14 Collapse

                            G hn dosto forex trading business ko krty wakt apni health ka b khyal rkhy jb ap ko kam ho forex trading py to ap osi time forex trading ko time dy os k bd forex trading ko chor dy or hmain es k elwa koe b fasool cheezy ni dkhni chy movies wagera kiun k phely he forex trading ma kafi dhean dyty hy hmain forex trading ma apni kam krny ki limit bna lyni chy or hmain utna he time dyna chy forex trading ko
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: forex man health ka khyal krna chaye

                              Dear kaam tou sub ho jatay hain lakin humain apni sehat ka bhi khayal rakhna chahyea humain forex mein bahut mehnat karna parti hai jis ki wajah sae humain bahut zayada daer tak mobile ya computer ki screen ko dekhna parta hai jis sae humari sehat mutasi ho sakti hai tou aapmko iss ka khayal khud sae rakhna ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X