Dear traders, jesa k ye bat to hum sab hi jantay hien k forex trading ek bht hi mushkil business hai aur is ko seekhna aur samajhna bhi utna hi mushkil hai lekin aisa bhi aksar hamaray sath hota hai k kabhi kabhi hamara idea aur hamari strategy bilkul theek hoti hai aur ham apnay experience k mutabik theek soch rahay hotay hien us k bawajood agar ham loss kar jatay hein to mere khayal se wo loss confidence ki kami ki waja se hota hai. Is liye main ye samajhta hun k forex trading mein jahan bht si cheezon ki zaroorat hoti hai wahan ek important cheez confidence bhi hai ap logon ka is baray mein kaya khayal hai?
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим