Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay
    Forex trading jab start ki jati hay to us mein kafi mistakes hoti hain jin ko kuch traders ingnor kar dety hain aor kuch log us ka hal talash karty hain jo members apni mistakes ko ingnor kar dety hain wo kabhe bhe kamyab nai ho sakty aor jo apni mistakes sy learning karty hain achy traders ban jaty hain apni mistakes ko kabhe bhe na chupaen apni mistakes ko accept karen aor us py kam karen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    chahay forex market ho ya duniya ka koi bhi business ho mistake kai chance buhat zaida rehtay hain lakin asal kamyab business man wohi hota hai jo mistake karay aur un mistake say disheart honay ki bajaye us say khuch seekhay aur future main wo mistake dobara na karay. humay kabhi bhi apni mistake say ghabrana nai chahiyay aur hamesha postively accept karni chahiyay apni mistakes.
    • #3 Collapse

      Forex mein trading k doran aksar nuqsan ho jata hy us se ghabrana nhe chahye balky usy posative lain aur us se learn karen jo galti hoi hy usy doyr karny ki koshash karen. forex mein sekhny ka amal jari rahta hy aur apny knowledge ko improve karty rahna chahye
      • #4 Collapse

        Mistakes ko accept krna aur usko samjh kr rectify krain ta k future mn kisi bi trade pe same mistake repeate na ho. Jo factor like as market move, lake of knowledge, self control hn. en mn jo weak samjhain usko improve kia jay.
        Just view ???, Like kon kry ga???
        • #5 Collapse

          dears friends mn ap ki bt sy agree hon aur bahot acha swal kiya gaya hy keh forex mn apni mistakes ko accept karna hi hmari kamiyabi hy kiunkeh agar hmara account ban hota hy tu hmari hi mistakes hoti hy jes ki wajh sy hm ban hoty hn aur es liya hmen mistakes sy bachna cahiya aur forex ky uper hmne ilzaam nh lgany cahiya keh hmari mistakes koi nh thi
          • #6 Collapse

            Mistakes tou yahan per hoti hi rehti hai lekin agar kisi mistake ko waja sy loss zyada ho jaey tou highper nehi hona chahiay balky same loss ko recover kerny ki koshish kerni chahiay ky loss ki waja sy more mistakes per account wash bhi aik bara masla hai yahan forex main
            • #7 Collapse

              Yes dear hum ko kabi be apni mistake ko ignore nahinkarna cahy balkh apni mistake say achi learning karni cahy takh hum dobara woh galti ya os say milti hoi koi mistake na kar pain or apni tradeing ko behtar say behat kar sakin agar ap ignore karin gay to kabi be achi tradeing nahi kar pain gay
              All The Best Dear Friends
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                forex trading main agar humay nuqsan huwa hay to es waja ko humay zaror theak karna chahiye agar hum esko theak nahi karen gay to esmain pher say nuqsan kar sakty hay humay chahiye keh market main theak say dil lga kar seekh kar kam karen tab he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                  Dear friend forex trading main go hum mistake karth hai hamen os mistake ko kabol karna chahye as say hum go galty karen gay hum os galtg say kuch sekhen gay asi leye aoni galtion ko talash karo aur os par nazar rakho k kis waga say hum nay galty ki hy as say hamen ak knowlldge mely ga
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                    G bilkul dear friends forex market asi market ha jis may ko loss aur profit sath he sath milta ha aur aglti ka koe chance nahe aur ek trader apni galti say sekhta ha k us nay kaya galti ke aur hum ko be cahyh k hum apni galtio ko accept karin aur jo be hum say galti ko us sy learn karin aur phir acha earn karin
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                      forex trading mai apne mistake ko counter karen kuin ke yeh bhot he zarori hai.agar app market mai trade kerte hai tou app ko loss hoga lazmi lekin is ka matlab yeh nahi hai ke app trade nahi karen.zaror karen aur apne mistakes ko over come karen.
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                        Asslam o alaikum dear forex aik boht hi Acha online business h dear brother ap ne bilkul sahi kaha h agr hm apni mistakes ko accept ni kre ge to bar bar hm wohi mistakes kre ge aur hmen loss ho ga agr hm apni mistakes ko accept kre ge to next time hm wohi mistake ni kre ge aur hm loss se bch jaye ge
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                          forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin loss ky bad hamy zada thence nahi hona chahey hamy next time apne galtyo ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss ko avoid kar ky acha bonus earn kar saky gy fore aik real or kabe be band na hony wala business hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                            forex trading main jab ap new trade start krty hn tu ap sa kafi mistake hoti han jin sa apko kafi loss ho jata ha or apko chaiya ka ap apni mistake sa ko dhondhy or unko thek kren taky ap jab next time trading kro tu ap sa wo mistakes na hon
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading mein apni mistake accept karny mein hi kamyabi hay

                              forex mai hamy loss ky bad hamy aone mistakes ko accept karna chahey or inhy avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy sawy loss ky kuch be hasial nahi ho ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X