How to control greed & fear during trading.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #121 Collapse

    Salam bhai jan, ap ko pehle ye bta don k greed se apko loss hga to is bat ko zehn ma rkhte hwe aap aage k lye khud ko contro ma rakho or khud ko aienda hne wale greed se bachate rho, is se apko loss kam hga or profit zyada. bs ap cool mind k sath trading kro to greed k chance kam hnge.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #122 Collapse

      Dear is business me greed ko hm tb hi cantrol kar paty hain jb hm is business me mehnat se kam karty hain kyun k bgair mehnat k hm kabhi bhi is business me success hasil nahi kar paty hain or agr hm mehnat se kam karty hain tu greed khud hi khtm ho jati ha
      • #123 Collapse

        dear brother asslamo alaikum warahma tullahi wabarakatoho pakistan forex ke leye self confidance ka hona bohat important hai leaikin agar se self confident ho to greed or fear ko control kia ja sakta hai or achi trading bhe ki ja sakti hai
        • #124 Collapse

          Greed and fear yeh very dangerous hain hum ko apni trading mein in dono ko control mein akhna hai or control hum patience se kere gey planing se money ans risk management se and strong mind k sath hum greed ko or emotions ko control ker sakte hain.
          • #125 Collapse

            Is k lye apko chahye k ap continuously apny guide say mushwara krty rahain or apny leye aik standard bna lain k mujhy is say ziada ern nae krna aik din main chahy jo kuch bh ho jaeye.iai lye toa khty hain forex main sabr and determination ki bht zaroorat hoti hai
            • #126 Collapse

              greedy aur fear ko control karna bohat easy hai aur forex aik great business hia aur mein only one pair par trade karta hon aur yehi best tips hai jo newbie trader ko follow karni chaiye is liye mein is busineess mein loss bohat ziyda nai karta aur successs hasil karta hoon is liye aap bi tips follow kaary aur aik achay trader ban jaye.
              • #127 Collapse

                yes this is a good question that how to avoid from greed and fear in forex, i would like to say that if you have high level of patience and you have enough control on your emotions then you can avoid from greed and never fear from loss
                • #128 Collapse

                  asalam o alaikum dear friendz ap ko fear aur greed pe control time k sath he aeaga ye nahi k aj ap ne join ki forex aur shuru se apko isko control kerna seekh lo aisa nahi hota.
                  • #129 Collapse

                    dear humen chahiye k ham trading k doran apne emotions ko aur apne greed ko mukamal tor per control main rakhen aur uska treeka ye hai k ham ek target set kar len aur uske mutabiq kam Karen to phir hamen zaror ek acha trend mil sake ga
                    • #130 Collapse

                      forex me greedy banda loss he loss face karta jata hai is business me greed ham jitni karte hain utna he ham is me loss uthaty hain or fear ki waja se chalti trade ko close kar dena he hamare lye sab se zyada nuqsan deh sabit ho sakta hai forex me .
                      • #131 Collapse

                        salam bhaijee app ko laaluch per qaboo rakhna bauth muskil kaam hai forex mein laaluch he app ko marwati hai app agar ani greed per qaboo pa lain app forex mein kkaamyaab hain
                        • #132 Collapse

                          lalch say bacho bas forex men loss nahe karna tu lalach say bachoo woh ehsay hee kay aap laverage kam say kam rakhow kay bahra trade lagay he nahee taan kay ajb bhee aap trade karoo tu bahot hee normal trade lagay tu phir aap us men pass hain every time you get minimum loss and get minimum profit same
                          • #133 Collapse

                            salam alukum app ki baat bilkul sahi hai kay treading kai kam main apny app ko control main rakhna parta hay ta kay loss say bacha ja sakai or achah bisiness ho
                            • #134 Collapse

                              by knowledge and experience any body can control greed and fear during trade, because if any body knows where to go market, then he must not fear, because he knows the result of his trade.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #135 Collapse

                                My Dear,greed men apko jab pata ho k is men ap ko losse ho sakta he to aap bohat pareshan ho jain ge.
                                lehaza apko pehle maloomaat leleni chahiyen phir start kerna chahiye,

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X