Loss k waqt kya krna chaie

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Loss k waqt kya krna chaie
    Bhaio forex trading aik business hai is me apko faiday k sath sath nuqsaan b hoga tw us nuqsaan se ghabranay ki bilkul zrorat ni hai jb b trafing lagain stop loss lagain ar agar loss ho b to us se seekhain na k himat harain kyo k hamain apnay loss se zyada sekhnay ka moqa milta hai to bhaio is baray me ap ka kya khaya hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G haan bhai app theek khy rahy ho app koi bi kaam start krty ho to app loss ko phly mind me rakho qu k los bhi business ka hissa hota hy qu k her business me profit ni hota app ko loss se apni mistakes se sekhna chaiye or himat ni harni chaiye
    • #3 Collapse

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading aik bahut hi mushkil business hey aur risky business hey aur risk men kabi kabi loss bhi ho jata hey iss ki tension nhi leni chahiay balkay sabr karna chahiay aur iss ghalti se sabak seekhna chahiay aur nay jazbay se kam karna chahiay ta k dobara aesi ghalti nah ho
      • #4 Collapse

        koi msla ni h bisnis jo bhe ho us mein profit or loss to chlte hi raehte hain is lye forex mein loss ka ho jana koina mumkin nih blk is mein bhe loss hpo jata h is se bchne ka tareka woi h k sb se phle hm trading ka tareka skhein k kis trah krni h or hm isk tmam rool ko folow krein to ehtyat brtne se hm loss se bch skte hain or sbr k sath is manzil ki traf bhrna chahye
        • #5 Collapse

          Friends ap ke bat bilkul theak ha jab b hame loss hota ha to phir hame paryshan hony k e koi zarorat nahi balky hame us loss ko dur karna chahiye or ye dakna chahiye k loss hame kis waja sy huwa ha or next time us galti ko dayky or phir usay theak kary to phir he ham achay trader ban sakty ha or loss k waqt paryshan nahi balky us galti ko theak kary his waja sy ap lo loss huwa ha
          • #6 Collapse

            Loss is a part of learning AGR ap ko loss nae hoga to ap forex market ki depth ko nae jaan saktay jab ap koe trade lgatay hain apko loss Jo jata hai to ap ko is se kuch learning b milti hai kuen kis loss ko recover krnay k lye ap air ziada hard work krtay ho and apni ghaltion p kaabo paanay ki koshish krtay ho and next time succes ki taraf move krtay ho is lye AGR loss ho jaye to patience rakhein and hard work jaari rakhein
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Dear loss aor profit dono forex trading ka hisa hain agar ap chahen k har waqat profit ho aesa hona mushkil hay q k forex aek worldwide business hain jis mein har waqat profit lene muskhil hay is liye koshish karen jab ap ko loss ho sabar sy kam len sabar sy market read karen us ko achy traha analize karen tab trading karen

              اب آن لائن

              Working...
              X