sharpness of mind in trade.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    me ap sab ko aik bat bta don k jab tak hamara mind sharp ni ho ga hum achey aur faida mand decisions ni le saktey . jis ki bina par hamari trading me kuch kami aur kotahiyan ho sakti hain.... in kotahiyoun ko door karney k liye hamen hamarey mind ki sharpness ki zaroorat parey gi jis ki badolat hum brey se bari mushkil me bhi apni help khud kar payen gey...
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Yes you are right sharpness of mind is very important to earn huge money , sharp mind sy koi bhi person ik to jald he knowledge hasil kar leta hai aur buhat jald he Forex mein expert ban jata hai , Forex mein acha profit earn karny k liye fresh and sharp mind hona zarori hai.
      • #18 Collapse

        apki bat ce main agree hn b r nahi b kyun k learning main sharp hoga wo tu uska knowledge b zahir c bat hai gain hoga r wo trading kraty hwe b kai posts krty howe sharpnes dikhai ga apni r main ye hi kahon gi k mind jitna b sharp ho work ko dihaan ce krna chaye
        • #19 Collapse

          Assalam o alikum Dear friends hamara mind trade me sharp tabhi ho ga jab hamare pas knowledge or experience ho or ham forex ko roz lear4nkrte hen tabhi hamara mind sharp ho ga......................
          • #20 Collapse

            forex trading business main app ko haazir dimagh rehna hota hai aur app ko apne mind ka sahi use karna hota hai app yahan jab tak apne brain ka sahi use nahin karain gay yahan se acha earn nahin kar payein gay.
            • #21 Collapse

              Aapki baat kuch hadd takk theek hy ke sharpmess of mind se hum kuch na kuch tezi se kaam kar sakty hyn lekin itna jaldi bhi nahi jitna ke hum samajhty hyn hum ko agar dimagh ki tezi dikha karr bhi kamagn to tanb bhi hum utna jaldi koi bara pofit nahi kam sakty hyn.
              • #22 Collapse

                yes of course with sharpness of mind you can not only learn basics to do good trading but it will also be helpful to you regarding earning profits Hummay wesay to har buisnes mein apna mind sharp rakhna chahye q k hummay mind trade ka
                • #23 Collapse

                  jab trade lagao to apka maind bilkul fresh hona chaya or apko is my trade sahi jaga lagani chaya or apko pata ho k ma jahan trade laga raha ho waha say mujay profit mill jay ga or apko is may mukamal yakeen ho
                  • #24 Collapse

                    my dear friend aap sahi hay . agar hamara mind tez hay to hum asani se forex trading learn kar sakte hay . ek baar agar hum forex ki zaban samaj gaye to hum har waqt forex se huge profit kar sakte hay . hame mehnat aur lagan ke sath tradin gkarna chahiye .
                    • #25 Collapse

                      mery bhai forex trading business aik difficult business hy is business men success hasil krny ky liy mind ka sharp hona boht zarori hy jub tk ap ka mind trading ky mamly men sharp nahi ho ga ap ki trading men profit nahi ho ga or ap kabhi bhi loss sy apny ap ko save nahi rkh sako gy is liy mind ka sharp hona boht zarori hy
                      • #26 Collapse

                        mery khayal mein es ke bary mein har kisi ki apni apni ray hai kiu ke forex trading ke business mein baz trader aysa karty hain or baz nahi karty hain.
                        • #27 Collapse

                          sharpness of mind in trade nahi chalti bhai ye forex trading hai yaha bohat ache ache sharp mind wale ate hain magar at the end unhe loss hi hota hai is lia forex trading main soch samajh kar trading karni chaye zyada smartness nahi dikhani chaye
                          • #28 Collapse

                            g ha brother ap ko chaye k ap apny mind ko hamesh fresh and cool rakhain ta k koi masla na ho and jab ap ka mind sharp and fresh ho ga tab he ap is main achi trading kar sakty hain and profit earn kar sakty hain........
                            • #29 Collapse

                              frorex trading ek both risky busines hai is liye eak trader kay liye zrori ha wo new ho ya old us ka mind ko sharp hona cahey takey usy koi masaly pesh na aeye ......................
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                First of all,you should learn the basic knowledge of Forex trading and then the techniques and strategies
                                according to the rules of Forex trading.The other thing which you need in Forex trading is that you should have experience which comes from practice.In order to practice trading on Forex you can use the demo account on which you can learn all the major techniques.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X