candles ki types
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    candles ki types
    dear members kia jo forex men candles bnti hain is bhi markete ka analyse kiya jasakta hy ager kisi dost ko is bary men koi information ho to wo candles k bary men apni maloomat share kren.tak dosry dost bhi us sy faida utha saken.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex mein tou bahut zayada candles banti hain aur inn ki movement sae inn ki shape sae pata chalta hai kay market ki movement kis taraf ho gi aur iss ka knowledge bhi aap ko zaroor hasil kerna chahyea aur iss ki mazeed tafseel aap ko net sae bhi mil sakti hai aap uss ko zaroor parhain aur samjhain ta kay aap ki trading skills improve hoon
    • #3 Collapse

      bohat si candles hoti hain jinka use keya jata hay trading mei bohat ziada use hota hay achay technical analysis hamaesha chart candles ko samjah kar he keye jatay hain candles ka humay itna faida hay kay humay market ki technical move ka candles kay zariye he pata chalta hay kay next movement market ki kya ho sakta hay
      :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

      PLEASE VISIT HERE
      • #4 Collapse

        Forex market main achi trade karne k liay candle k mutabik trade karni cahiay kiu k candles boht eham kirdar ada karti hain achi trade ko watch karne main candles ki wese tou kafi iksam hain jin k mutabik hum kam karte hain in main jo best hain wo buy hammer shooting star aur doji wagera zada achi candles hain
        • #5 Collapse

          Re: candles ki types

          candles ke bohat sy type hain in may sy agar apko kuch ka pata hai to behteer trade karsakty hain agar apko is ke na ka nahi patachalta to koi baat nahi per is ke kam karne ka pata hona chahye ap ne agar sub sy behter trade karne hai to sirf agar apne candle ka knowlegde hasil karleya to ap apne kam may kamyab hosakty hain
          • #6 Collapse

            Re: candles ki types

            is forex main kam kar k hi hum achi trade kar k hi hum run karein gay aur hamain market main knowldge hasil kar k hi hum achy say trade kar k hi hum sucss hon ga aur hamain market main knowldge acha ho ga tab hi hum sucss ho ksaty hain aur hamain market main planing kar k hi hum sucss hon gay aur hamain demo main practice kar k hi hum run karein gay it si best job for all
            • #7 Collapse

              Re: candles ki types

              Forex k chart ko samjne k lia candle ko samjna be zroori hota hai candle different types ki hoti hai un main jo sab se famous hai jinko samjna zyda zrori hai wo ye chand hai. doji candle, marobzo candle, hammer, ab ager dkaha jaya tu aur be boht se types hai but ager doji candle banti hai jo k same shadow up and down hota hai aur body nahi hoti wo trend change kar sakti hai. maroboz ak strong body wali candle hoti hai aur hammer jis main long shadow k baad body banti hai. ye candles k baad jo candle hoti wo confirmation wali candle hoti hi k market kis tarf move ho gyi.
              • #8 Collapse

                Re: candles ki types

                forex aik international business hain hamy is main acha or mayari kam karna chahey hamy candle ko achy sy samaj kar use karna chahey pher hi ham kamybai haisil kar sakty hain or acha bonus earn kar ky market main run kar sakty hain ham is main apni marzi sy part time be kam kar sakty hain or ham is main full time be kam kar sakty hain
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: candles ki types

                  Gee han market ko candle ko daikh kar b analysis kar k acha profit banaya ja sakta hai har trader apnay apnay andazi ki candle use karta hai main zaida tar candle stick ko use karta aaya ho 4 years se main is ko daikh kar hi samjh jata ho mazi main market kya harkat karty rahi hai ab kya karnay wali hai jis se market ko analysis karna easy hoty hai technical analysis boht tarah se hote hai jis main chart par candle ki madad se trading karnay b analysis ka hisa hai

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X