Always start with currencies pairs as a beginner!
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Always start with currencies pairs as a beginner!
    New members yani beginners traders ko hamesha crruncies pairs se start lena chahiye unhay kabhi bhi gold oil silver wagaira ki trades nahi karni chaiye kyun kay ye risky pairs hain inki movement bohat fast aur bohat big hoti hay hamesha learning kay liye bhi aur small account se currency pairs pe trading karni chaiye unhi pe experience karna chaiye..
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G brohet may ap ke bat say agree karta hoo k hum ko sirf currencies pair say start lyna caheyh kaur sirf esi k sath trade karni cahyh ager hum new trader hain es k elva kesee aur k sath trade nahe karni cahyh kau k ager hum currencies pair k ealva gold old yh silver per trade karin gay to hamri equity pay bohat bura effect paray ga es layh hum ko starting may currencie pair per he kam karna cahyh.
    • #3 Collapse

      New members ko chahye k pahly demo se start lain demo pe trading karen differnt stock mein jo ap ko behtr lagy ya jis mein ap ka result behtar ay to bounas any k baad ap usi pe trading karen. Jis ka result acha ho usi pe trading continue rakhen. Aur knowledge ko improve karny se trading mein behtri ati hy.
      • #4 Collapse

        Forex market Mein currency pair ke upar trading karte waqt am a beginner level Ki Tarah trading Karni chahiye forex market Mein Chandi market me trading karne ka mauka mile.
        Hindi forex market me trading karte waqt Apne emotions ko control karna chahiye on market Mein Hame accha entry point class karna chahiye.
        Forex market Main Agar Hum long term trading karna chahte hain on market Main Agar Hum Apne motions ko control karte hain tum hamein market Mein Kafi accha income Hasil ho sakta hai.
        Forex market me trading Karke market Hame Chahiye Hota Hai ke hum Shakti se apne motions ko control Mein Rakhe.
        Aunjanue commercial paper forex market me trading karte ho Karte unko chahiye hota hai ki woh currency pair uske upar trading karane.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ibrahimbilal پيغام ديکھيے
          New members yani beginners traders ko hamesha crruncies pairs se start lena chahiye unhay kabhi bhi gold oil silver wagaira ki trades nahi karni chaiye kyun kay ye risky pairs hain inki movement bohat fast aur bohat big hoti hay hamesha learning kay liye bhi aur small account se currency pairs pe trading karni chaiye unhi pe experience karna chaiye..
          new traders Kong currency pairs share trading start Karni chahiye UK currency pair Mein movements hoti hai aur jaldi se dosti nahi hota isliye new traders ko Forex trading Mein starting currency Jise Lena chahiye
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            g bilkul sahi baat hai major currency pairs mai trading krna hi bahter rahta hai aghar aap forex market main earning krna chahtay hai to currency pairs best option hai iss k ilawa bohat sa new traders gold main trading krtay hain jiss ki wajha sa un ko foran loss hota hai kyu k gold bohat zyada risky hai trading k liye only big account holder iss main trading krtay hain.
            www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
            :1f609: and get free signals 90% accuracy
            Add me on skype furqan.ramey
            • #7 Collapse

              G ap ki bat 100% right hay k jo bhi new trader hin unhe ka hi bhi metel gold silver aur oil.par trading nai karni cahiay balke hamesh currancy pairs par trading karni cahiay kiu k big pairs par trading karne k liay humain kafi experianxe ki zarorat hoti hay tab hi hum in par profitable trading kar sakte hain is liay new tradrs k liay cureancy trading best hay
              • #8 Collapse

                G Hn Dosto forex trading ma jo b koe new trader ata hy os trader ko start ma cruncy pair py he trading krni chy or osi sy jo profit hsal hota hy whi lyna chy kiun k agr wo metal ki trf jy ga to experience or knowledge na hony ki wja sy ap ko bra loss ho skta hy
                • #9 Collapse

                  traders jo bhi newbies hotey hain wo agare baray pairs like gold oil pe trading karen gay to kabi success nahi ley saktay unko chaiye wp apni trading currencies pe karen takay best experience ho unka aur unki learning achi ho
                  • #10 Collapse

                    Re: Always start with currencies pairs as a beginner!

                    agar hum forex mai new hain to hamy currency mai trading karne chahey usd euro mai hum live trading or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time ben kam kar sakty hain hum isy apna life time career be bana sakty hain forex trading poor mans ky liye best job hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Always start with currencies pairs as a beginner!

                      forex mai hum pairs mai or currency mai trading karty hain hum is mai live or sada alfaz mai kam karty hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain or apne zaroroto ko pura kars akty hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X