Forex trading ik stressful business hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ik stressful business hai?
    Kiya ap es baat say iteefaq kartay hai k forex trading ik stressful business hai kiya apke saat aisa hota hai k jab ap trading karte ho tu stress aor tension feel karte hai apni experience zaror share kijeye maire khyal mai kesi had taak ye baat bilkul drost hai q k stress aor tension hota hao jab koi trades laga de jate hai aor khas kar jab koitrade nevative side mai jaa kar loss mai travel karti hai os time stress toora ziyada baar jata hai q k loss har kesi ko takleef daite hai lehaza kesi had taak es baat mai wazan zaror hai k ye ik stressful business hai ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes dear mai ap ki bat sy itefaq kerta hun waqi fores ik mind wala kam hy is mai ap ka mind ziyada use hota hy jis waja sy ap ko is stress ka samna kerna perta hy wesy ager daikha jay tu jo bi is terha sy business hota hy jis mai ap ko usi time loss ya profit nazer ata hy tu ap ko thora stress hota hy ager ap koi shop kerty hy tu us mai ap ko nahi hota hy kiyo ap us mai ik dafa saman dalty hy tu ap ko month ky end mai hi us ka resul nazer ata hy or forex ik aise market hy jis mai ap ko 1 ghanty sy ly ker ap ko 1 din mai hi apna nafa or nukhsan nazer a jata hy.
    • #3 Collapse

      G bilkul forex ek sucessful business ha ager ap es business ko sahe proper managment k sath lay kar chalin aur ager ap es ko as a gambling use karin gay to ap ko total loss ho ga aur ap kabi sucessfull trade nahe bun sakrin gay aur ap ko loss he loss ho ga es layh apko cahyh k ap proper money managment k sath trade karin.
      • #4 Collapse

        Dear aap ki baat bilkul thek hay main aap ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak online international worldwide bussniss hay aur bhot he difficult aur different tarah ka iss bussniss main daiky ka trrelion dollers ka bussniss hota hay ab ya aap per depand karta hay k aap kitna earn kar saktay hain lakan iss earning k sath sath aap ki ko iss bussniss per stress be bhot zayada hota hay
        • #5 Collapse

          Koi shak nhe k forex bhot acha busness hy yaha pe kam kar k ap kafi profit hasil kar sakty hen. Aur ap free time time ko utilize kar sakty hen, es ki bira khoba ye hy k ap jitna kaam karen gy etna out put mil jae ga. Yaha se kuch hasil karny k lye zaroti hy k ap yaha pe mehnat karen,
          • #6 Collapse

            yes brother iss main to koi shaq hi ni hai forex trading market main trading krna asan ni hai iss main aap jab b trading position open krtay ho to aap pressure main aa jatay ho aur aap ko darr rahta hai nuqsan main na jaye bss jaldi sa profit main jaye iss liye har waqt hum zahni dbao main rahtay hain iss liye zaruri hai praishan ni hona chahiya aur sabar sa trading krni chahiye.
            www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
            :1f609: and get free signals 90% accuracy
            Add me on skype furqan.ramey
            • #7 Collapse

              Forex Trading un logo k liye stress wala business hain jo log stress lay kar business karty ian lakin jo log iss ko business smjh kr business ki tarah karty ian un k liye bilkul bhi stress wala business nahi hai. Haan mind business hai. app ko dimagh larana prta hai or bht ziada dimagh lagana parta hai lakin agar app forex ko smjhty hian tou phr app ko stress lenay ki zaroort ni hooti na he yeh app ko stress deta hai.
              • #8 Collapse

                Forex market Express full business hai ye baat Aap Ki Kisi hi taxi ki hai agar Hum forex market ko Bar Bar watch karte rahenge Tujhe Hamare liye ek successful business kedarpur Samne aayega.
                Hame chahiye kya kar Hum forex market Mein accha income Hasil karna chahte hain to Hame market Mein long term trading ke baare mein Soch Na Hoga aur achi income Hasil karne ke liye Hame invalid signature karne padenge.
                Agar Hum forex market mein bahut zyada stress lete hain trading karte ho Karte Hum forex market Mein Kabhi be successful nahi ho sakegi market me trading karte ho karte.
                • #9 Collapse

                  اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
                  Kiya ap es baat say iteefaq kartay hai k forex trading ik stressful business hai kiya apke saat aisa hota hai k jab ap trading karte ho tu stress aor tension feel karte hai apni experience zaror share kijeye maire khyal mai kesi had taak ye baat bilkul drost hai q k stress aor tension hota hao jab koi trades laga de jate hai aor khas kar jab koitrade nevative side mai jaa kar loss mai travel karti hai os time stress toora ziyada baar jata hai q k loss har kesi ko takleef daite hai lehaza kesi had taak es baat mai wazan zaror hai k ye ik stressful business hai ...
                  Agar tenants trading ki planning Karke for proper management Karke trading coming to both achi trading kara Sakenge aur unko 17 SBI nahi hoga lekin August videos for trading Karne Ka Tarika nahi aata to vo acchi trading nahi kar Sakenge
                  FRD 07 TRADING JOURNAL
                  • #10 Collapse

                    Main samjhti hun k agar hum koi bhi business karte hain us main profit k sath sath loss ko bhi accept karain tou hum kabhi strees ka shikar nai ho sakte trading main bhi aesa hi hay k humain profit aur loss dono hote hain humain is bat ko boht saar par sawar nai karna cahiay aur apne loss ko accept karna cahiay phir hum strees ka shikar nai ho gay ap normal tarike se trading karair ap success full buisness men tab hi bante hay
                    • #11 Collapse

                      hanji dear forex tu aik successfull business hai mger log iss main kam he successfull hoty hain wo is ko thek tra samjh he nahi paty hain forex aik internationl business hai ap smajh lain k ye samnder hai aik jiss main ap ko ehtiat say chalna parta hai jab tak app k pas iska knolwge nahi ho tab tak iss main ap kamyab nahi ho skaty hain iss main ap ko pehly achi tra say learn karna chahiea phir he ap earn kar sakin gay.
                      • #12 Collapse

                        G Hn Dosto forex trading aik stressful business hy kiun k forex trading ma hm jb b koe trade lgaty hy to hmain stress he feel hoti hy k ye trade profit ma jy gi ya loss ma jy gi agr ap stress ko Kam krna chaty hy to ap apni strategy py yaqeen rkhy
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ik stressful business hai?

                          forex aik international or kabe be band na hony wala business hain hum is mai part time be trading kar sakty hain hum is mai full time be trading kar sakty hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain yai kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment kar ky acha profit gain kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ik stressful business hai?

                            forex ek life time or behtar business ha or is mein success hasil ki ja sakti ha or is mein koi bhe join ho sakta ha or is say kafi achi earning kar sakta rha kiyon kay forex ek life time achivment business ha is liye is mein apka acha hard work apki life change kar sakta ha so is mein apka acha hard work apki life change kar sakta ha is liye is mein kamyab earning kay liye hard work bohat he zarori ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Forex trading ik stressful business hai?

                              Forex aik sressful business honay sath sath aik successful aur profitable business bhe hai agr hum proper money management k implement krain to humain zrur profit hoga iss k llawa koi bhe dunya ka business ho uss mai loss ka facotr khatam ni hota per hum uss ko aoni expertise se minimize zrur kr skty hain.
                              Forex mai gamblers ki koi jagah ni hai aur mai yeh bhe samjhta hn k agr iss business mai lalach ka factor khatam kr dain to hum aik successful trader bn zrur bn skty hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X