forex markeet main expert traders ko bhi lose say dar lagta hay?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex markeet main expert traders ko bhi lose say dar lagta hay?
    dear traders main sap say yeh baat share karna chahta hoon k kia jo expert ban jatay hain forex main unko bhi baad main honewalay lose say dar lagta hay ya unka dar phir khatam ho jata hay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear brother ap ki bat bilkul theek hey forex trading men bahut ziyada log expert ho chukay hen forex kiun k aik risky business hey aur iss risk men expert ko bhi kabi kabi loss ho jata hey lekin iss se tension nhi leni chahiay apni mehnat aur lagan ko jari rakhna chahiay ta k loss bhi recover ho jay aur profit bhi milna shuru ho jata hey
    • #3 Collapse

      Dear ap ne bilkul thk kaha forex trading m hr koi loss krny se darta hai phr chahy wo senior members hon ya juniors because hm jb full month forum pa mehnat or time lga k posting krty hain tb hmy bonus milta hai or us pa hm trading krty hain or wo bonus bht hi qeemti hota hai esi liye experts bhi loss krny se darty hain.
      • #4 Collapse

        G i agree with you money loss insan ka ek important factor ha. jub be insan money loss karta ho to usay dookh hota ha cahyh wo forex may ho ja jashe kahe be hoo ager us ko loss ho ga to insan emotional ho jaye ga. esi leayh new trader ho yh old ager wo loss market may kary ga to usay dookh hoo ga.
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: forex markeet main expert traders ko bhi lose say dar lagta hay?

          forex market main bohat say traders aisay hey jo keh dar ki waja say market main nuqsan kar rahy hay es liye humay chahiye keh apny dar ko khatam karen dar ko khatam kar kay kam karnay main he faida hota hay aur humay chahiye keh es business main khoob mehnat karen sabar say kam karnay main he faida hota hay

          اب آن لائن

          Working...
          X