kia hamay aik dosray ki madad kerni chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #196 Collapse

    ha hume ek dusrey ki madad karni hi chaiye warna aapko kabhi fore xme success nahi milta haiaur aap kabhi succuss nahi hasil kar skata haiaur loss me hi jate hai kyuki forex bahut hi bada onine business hai to aapko bahut hi hard work karna hta haiaur aapko help lena aur karna hi padata ahai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #197 Collapse

      g han humain aik dosry ki help karna chaye kuinkay agr ap kisi ki help karty hain aur wo is business main achi earning karta hay to is tarah ap ko bhe sawab milta rahy ga and dosra is tarah trading say earning ki vaja say humara pyara country pakistan ki aconomic strong ho jaye gi
      • #198 Collapse

        off course hamay knoeldge startgey aur skills mein ek dosray ki help karni chye new trader ko proper guide karna chye aur forum pa hamay seniors trader sa learning ka achy tips lanay chye
        :cool::cool::cool:
        • #199 Collapse

          ge bilkul humen logon ki madad krni chahy kunky hum b to kisi ki madad se e kam sekhty hen madad kreny se knowledg me b azafa hota he or kam me b behtari hoti he
          • #200 Collapse

            defintly app ko aik doosry kii help zaroor karni chahiey taky app acha profit earn kar skaen or new any walon ko bhi achi advice zaroor diya karen taky wo bhi is busness men success haisl kar saken,
            • #201 Collapse

              forex ke trading main agar hum log ek dosre ke help nh kren ge tu hum forex main sucess hasil nh kr saken ge es liye zarori hai ke hume forex main ek dosre ke help krni chye,
              • #202 Collapse

                Han bahei eisa to he k hum es karobar min buhat hi ziyada earning sirf es soorat min hi hasil kar sakte hin jab hum apni ghalation pe qaboo pa lin. Hum eisa zaror karna chahye k hum apni kamzorion pe qaboo paein aur earning hasil karin. Hum dosron ki madad bhi karni chahye es karobar min.
                • #203 Collapse

                  g ha g janb,,meray khyalmai to humay aikdusroin ki madad lazmi tor par karni cvhaye janb,is sya kafi zayda faida bhi hota hay janb,,or is sya humara kaam khud ba khud hi ho jata hay janb.,.
                  • #204 Collapse

                    g han main to is haq main hun k agar aap sy koi ksisi bhi mualy main help maag raha hai to mujhy l;agta hai k aisy main aap ko is ki help krni chahiye
                    • #205 Collapse

                      yes hume aik doosry ki help lazmi krni chahye... is trha itfaq paida hta hai .. aur hume aik doosry ki help krny sy problem solve ho jti hai isi lye help krti rehna chahye hume...
                      • #206 Collapse

                        Jezaror humy ak dosry ki mada zaror karni chahye agar kisi ko ap se trade ka relte madad cahhye ya ap se tarding ka relate poch raha hai tu ap ko uss ki jitni ho saky hum ko us ki mada karni chahye ta ka hmry knowledge se kisi ko faida bhi ho saky.
                        • #207 Collapse

                          tarde main agar ham mil k kam karain gy to hamri knowledge ka ak dosray ko buhat faida ho ga or ham achi trade kar pain gy
                          • #208 Collapse

                            اصل پيغام ارسال کردہ از: forexmaster پيغام ديکھيے
                            meri apni ray to ti hay kay hamay aik dosray ki madad kerni chahiay .kiunkay ager koi mushkil kaam ho aur unko sath mil ker kia jay to mushkil aasan hojaati hay. app iss baray may kia kahaingay. apni ray share ki jiay. Thanks
                            han sir main yh smjhta hn k hmain asa krna chaey our main yh smjhta hn k khaas kr senior trader ko jo k forex k expert hain unhn to zaroor forex k new trader k help krni chaey q k yh bhy hi risky our muskil kaam hy is ko seekhna bht hi zrori hy jo k forex k expert hi sekha sakty hain achi trahn se
                            • #209 Collapse

                              aik insaan hony k naaty humain aik 2sry ki help kerni chahiye lakin main ny forex main daikh hai k her koi apna apna kaam kerta hai koi help nahi kerta hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #210 Collapse

                                Why not,we must help each other,being Muslims this is our duty to do help of each other,but now a days most peoples are not ready for help of others,they just want their own work and nothing for other,this is not good for us,we must be cooperative with each others.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X