Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?
    Of course ye baat bilkul drsot aor yaqeeni baat hai k trading skills taab he karamad hotay hai jab esko teek jaga par use kiya jaee yani jahan par aos skills ki zarorat ho wahan par agar osay isteemal kiye jaee tu taab he ye apke leye kuch na kuch reward mai dai sakta hai ye be ik mushkil kaam hota hai k skills k hotay howay be osko teek jaga par na use ke jaee q jab hum ye baat kartay hai use right decision at the right time eska matlab be yahe hai k apne professionalism sirf wahan par show kiya karo jahan par oski zarorat ho ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear forex mein aap ko dou cheezoun sae kamyabi hoti hai aik aap ka forex mein experiance bahut zaroori hai aur doosra knowledge lakin iss kay sath sath aap ki forex mein skills bhi bahut zayada matter kerti hain agar aap ki skills strong hain tou aap forex mein 90 % profitable trade letay hain
    • #3 Collapse

      brother forex mai nahi ap ko kise bi kam mai kamyabi ky liya lazmi us ki skill ki zarorat hoti hy ager tu wo ap ky ander hy tu phr ap ki kamyabi ka chance ziyada hota hy or mazy ki bat ky skill ap ky ander tabhi ati hy jab ap mehnat kerty hy ager ap ny sahi semat mai mehnat ki hy or jo bi time diya hy market ko sahi diya hy tu ap ko kafi asani ky sath us kam ki samjh aja ti hy or jab samjh a jay tu phr mai kehta hun ky koi mushkilkam nahi hy ap ny kamyabi ki terf bahut jaldi safer shoro ker dyna hy ise terha sy forex ki market mai bi ager ap mehnat kerty hy tu kafi asani ky sath ap is mai bi apni skill ko berha sakty hy.
      • #4 Collapse

        apne bilkul thk kaha bro k skills ko thk time p use krna bhi bht zarori hai tbhi to hm kamyab ho pate hain skills ko galat waqt p use krna or wait na krna loss ka sabab ban sakta hai.
        • #5 Collapse

          Zahiri baat hai jab kissi k pas trading skills hoon ge tou wo theak he jagah per istimaal karay ga. galt failsay wo karay ga jiss k pass skills ni hoon ge. Jo bnda bhi skilled ho ga us me skills galt faislay lay kar ayi hoon ge. galt faislay lenay k baad he sahi faislay lenay ki skills ati hai. wesay app nay bilkul thk farmaya skills kaam tab he karti hain jab wo sahi time or sahi jagah per use hoon or skills ko sahi jagah use karny k liye app ko skilled hoona lazmi hai
          • #6 Collapse

            Yes dear sir ap ki bat bilkul sahi hai. Forex jesy risky business me boht sari chezen daikh kr chalna parta hai jaesy k dcorrect decision lena or correct time pr entry lena etc. Is ka hmari trading k good or bad hony se boht connect hai. Agr hm correct entry le len to boht had tak loss se safe rah sakty hain. Or ye k market ko b sath sath watch krna chaye taky hm right level pr exit ho saken. Is tarhan hm loss k imkanat ko limits me rakh sakty hain.
            • #7 Collapse

              yes absolutely forex trading market main achay sa learning ki hai aur achay skills gain kar liye hain to ab aap ko iss bat ka khayal rakhna chahiye k in ko kaisey use krtay hain aur kab in ko apply krna chahiye aghar aap ko market main live trading main in ka istmal ni pata to aap apna time zaya kar rahay ho iss liye zaruri ha k apnay skill ko right time per use krna chahiye aur in sa jitna ho skay utna faida uthana chahiye aisa na ho k aap apna time zaya karo aur discipline sa waqt ki pabandi karni chahiye takay aap ko baad main dukh na ho k kash main aisa kar laita ya main aisa kar laita.
              www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
              :1f609: and get free signals 90% accuracy
              Add me on skype furqan.ramey
              • #8 Collapse

                G Hn Dosto forex trading ma ap jb b apni skill ko use kry to os ko soch smjh k sai jga py kry Kiun k wo skill tb he ap k ly useful sabat ho gi jb sai jga py lgai jy gi agr ap sai jga py na lga pya to ap ki wo skill zaya he ho gi agr sai time or sai jga py lga di to ap ko Acha profit ho ga
                • #9 Collapse

                  Re: Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

                  agar hum apni trading skill ko enhance karty huway kam karen gay to he humari trading achi aur behtreen ho sakti hay es business main demo account ko ziada use kea jana chahiye agar humara expereince kam hay kyun keh es par trade kar kay humari skill bhi enhance hoti hay aur hum market main safe earning kar paty hay es trha
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

                    skills ko jab hum apny experience sy bahter bana kar use kar kam kary gy to he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy hamy kabe be inhy ignore nahi karna chahey forex aik online business hain lakin agar hum is mai kam karty howe market ky kise rules ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga is mai hamara koi boss nahi hota
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

                      hum is bat say bilkul inkar nahi kar sakty kay jab hum trading karty hain to is may trading skills ko use karnay say hamy fida hota hay or is ka os wakt he fida hota hay jab hum os ko sahi jagha par lagaty hain to he hum is may acha bones hasil kar sakty hain or is say hum next time or bhe achi trading kar laty hain or os may koch ammount ko apni zaroreat kay liay bhe rakh laty hain forex may kam karnay say hamry knowledge or experienxe may bhe azafa bohat he zayada hota hay
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

                        G brother bilkul AP NY bht achi bat ki ha or faida bi hamara isi me ha k hum apni skills ko achi jga pr use kry jaha PR humy koi faida bi ho bajy is k hum soch samjy begair trading krty rehy or loss karwaty rehy
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

                          Trading skills use kernay ka bhi aik time aur moka hota hay. is liye trader ko wo time aur moka dekh ker apni skills use kerni chahye. jesay aik trader demo per to bari achi trading ker leta hay. lakin live account per wo trading ko manage nahi ker pata to us ko chahhye kay wo skills jo demo per wo use ker raha tha wo live account per bhi full power kay sath apply kertay ta kay us ko live account say profit earn ho sakay.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading skills taab he useful hotay jab teek jaga par use keye jae?

                            forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky market ky up down ko dahkty howe analysis ko use kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X