Trading mein confusions
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading mein confusions
    Forex trading mein aksar traders confusion ka shikar hotay hain jis ki wajah sae woh market mein trade nahin laga patay ya laga kay loss ker jatay hain aisay traders ko chahyea kay woh market price ko use karain aur moving average per trade lagain iss sae uun ki trading mein bahteri aye gi
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Mere account me posting k bonus show nhi ho rhy.any body heple me. Bonus kesy or kab show hon gy
    • #3 Collapse

      ap sai kah rahi hain kay trading main bohat say log trade laga kar confusion main ajaty hain hala kay asa nai hona chaea trade karny say pahly apny mind ko refresh karna chaea kisi bhi kisam ka burdan rakh kay trade nai karni chaea or confiusion main a kay tade ko bar bar close nai karna chaea or market kay up down hony ka wait karna chaea is tra profit ziada gain kar sakty
       
      • #4 Collapse

        bhai apne bilkul thl kha hai hmen trade usi currency pair p lagana chahye jis movement tez ho or ache analysis krne k bd hi trade open krni chahye tbhi hm profit main trade ko stop kr pate hain cofmnfution main lagai gai trade aksar loss dy jati hai trade lagate wqt self confidence hona bht aham hai.
        • #5 Collapse

          Trading mei confusion to honi he nhi chahaye should clear your all if and buts before you start trading. Your mind will be feeling freshed and you have a clear mind so then you can start trading, if you have some doubt or confusion in mind it have a better chance that you get loss and does not get the desired results .
          • #6 Collapse

            Baai Jaan is busniss may aksar members confiduion ka shjkaar hothay hay our os ke sab say badhi Waja ye hay ke members ko real trading ka experience nahe hotha our wo trade laghanay Kay baadh confuse hotha hay is liay sab say pehlay apna confidence level improve karna buhut zaroori hay
            • #7 Collapse

              Re: Trading mein confusions

              humay confuse ho kar trade nahi karni chahiye kyun keh confusion main jo trade ki jati hay us say humay market main nuqsan ka khadsha hota hay es liye humay eska khass khyal karna chahiye tab he hum market main safe eanring kar sakty hay aur humay sahi say time bhi daina chahiye es business main
              • #8 Collapse

                Re: Trading mein confusions

                hanji forex trading main bohat say log confusin ka shikar ho jaty hain wo trading main jazbati hoajty hain ya phir boaht tense main a kar galat kar daity hain jin say unhen bohat heavy loss hota hai is liye haemn tense main a kar ya phir confusion ka shikar ho kar trading naihi karni chea hmen aik full rexlex mind say apni trade ko start karna chea is say
                hmari trade bhi achi hogi or hamen aik acha profit bhi mily ga
                 
                • #9 Collapse

                  Re: Trading mein confusions

                  trading mai hamy kam karty howe confusion nahi hona chahey q ky hamy loss ho jy ga forex aik aam jo ke nisbat bohat ache job hain lakin agar hum is mai kam karty howe fear fell kary gy to hum kam sahe sy nahi kar saky gy forex mai hamy ache learning hasial kar ky market ky rules ky mutabik kam karna chahey
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading mein confusions

                    trading main confusion say kam karna kafi risky hota hay kun kay humain is main kabhi profit hota hay or kabhi loss hota hay is main humain agr ziada eraning lyni hay to is main confusion say kam karna chorna ho ga kun kay agr hum is main active ho kar kam karty hain or stress free rehty hain to kam best ho sakta hay
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading mein confusions

                      forex main jin tradors ko apni trading karty wakt confusion hoti hai wo es liye hoti hai q k wo apni trading ability ko waek rahty hain jis ses un ko pta bhi nahi chlta hai k wo apni trading ko kis trha se kar skty hain tu pahly zarori hai k trading ko sikhen os k bad trading karen ta k apko cnfusion na ho apni trading k time par ap achi trha se analysis kar k trading kar skaen
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading mein confusions

                        confusion ho jy to hum kam sahe sy nahi kar paty or hamy loss ho jata hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik online or kabe be band na hony wala business hain yai hamy leanring be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai apne marze sy time tbale bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi be boss nahi hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X