after facing loss its good to take notes.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #106 Collapse

    trader ko agar ksii bhi trade mi loss hota ha tu us ko us loss ke bary mi lazmi ye judge kerna ho ga ke ye loss kis reason ki waja se howa ha and agar wo is reason ko next tarding mi door kerta ha tu wo ak bohat he samjdar and acha forex tarder ha.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #107 Collapse

      forex trading me loss honey ki sab sey bari waja ye hi key user trade lagaty waqt market ki situation ko samjtay nahi aor trade laga kar los kar bethaty hi aor ham ko chahye key jab losss ho jay to ham ko apni gultio sey seekhna chahye aor next time jab trade lagey to wo trade sey profit earn karna chahye
      • #108 Collapse

        Dear friend aap ne aik achi baat share ki hai aap ne kaha hai k after facing loss its good to takes notes to mai is baray main youn kahoonga k g han loss k baad ye acha hai k hm notes krain.
        • #109 Collapse

          bhai jaan main ap ke baat se agree karat hoin k is main hamain loss bhe ho jata hai lakin hamain is loss se learning karni chaye ta k hum ek kamiyab trader ban saky and achi earning kar saky.
          • #110 Collapse

            Assalam-O-Alaikum me to yehi kehta hota hoon kye pehley to ap trading karo he soch samjh kar key ap ko is me loss na honey pay lakin ager pher be ap ko loss ho jay to ap us ko ignore na karo bal key apni mistake ko is me fix karo.
            • #111 Collapse

              loss forex ka sub say bara dushman hai app ko forex main loss sa he buchna mushkil hai agar app ko loss say buchna hai to app es main soch samjh kar work karo
              • #112 Collapse

                yes dear agar ap ko forex mein loss hota hai to woh loss b kisi mistake ki waja se hi hoa ho ga is liye har trader ko chahiye k jo b ghalti us se ho jis ki wajah se unhein loss ho woh apni mistakes se learn krein
                • #113 Collapse

                  G bhai g apki bat bilkul thake hy agr trading mai humin looss ho jae tu humin chahye hy k hum us looss sai sabak seekhin ta ke next time waisa na ho or looss ke bajae profit ho
                  • #114 Collapse

                    g bhai forex trading mien jb bhi apko loss ho to ap usko note karena ur is mien phir dekhen ke apne kia ghalti ki thi aur phir ap is mien apni us ghalti ko dobara repeat nahi karen.
                    • #115 Collapse

                      jab hum loss kart hain to humain is ko recover karna kafi mushkil ho sakta hay humain learning kar kay practice kar kay trade main kam karna ho ga jis say humain market main loss km ho
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • #116 Collapse

                        Ap ki bat sahi hai loss k bad agar hum apny loss ko aik notes bana ker us men likh len or loss ki waja or kis pair per trading ki sab kuch us notes men likh lein tu jab bhi next time trading kerny lago tu us ko aik bar read ker lo is terhan se ap ne past men jo mistake ki thi is se safe raho gay
                        • #117 Collapse

                          Hamain loss sey nahi ghabrana chaheye aur jin mistakes ki waja sey loss ho raha hy un ko yad rakhna chaheye aur unko control krna chaheye. Agar hum mistakes ko bhool jayen gey to in ko control kaisey kar payen gey. Hamain apney past ko yad rakhna hy, takeh hamara future ghaltiyon sey pak ho sakay aur acha profit mil sakay.
                          • #118 Collapse

                            is main hamain trade karny k liye demo main practice karni ho gi phar hi hum sucess ho saky gay aur greed ko avoid kar k hi hum run karein gay aur boht hi acha earn karein gay aur faida hasil ho saky
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #119 Collapse

                              ju traders start man losses bear ker lyty han forex man un k liye future man buhut profit pera huwa ha trader learning ki taraf oc waqt jatta ha jub oc ku loss hota ha wysy koi koi direct learning kerta ha

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X