Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?
    Trasing k time per sath sath posting ko time daina barha mushkil ho jata ha . Kion ke forex market Mai b tawajo ke bohot zaroort Hoti hai aur iss k sath sath forum posting karny k liye b full tawajo chaiye Hoti hai .

    Ap say question yeh tha Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ? ya posting aur trading Dono sath sath kiye ja sakty hain?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G han agar forum me posting ki timing aur trading account me trades open karny ki timing same ho gi to kabi be ham kesi 1 work par focus nahi kar saken gey, behtar ye hay key forum me work esy time me kia jaye jab ham trading nahi kar rahy hoty hey aur jab ham trades open karny key ley market ka jaiza leny ki koshish karty hey to es time hamy forum me work bilkul be nahi karna chaye.
    • #3 Collapse

      G han bahi posting aur trading ma alag alag time he rakhna chy hum ko 2no mange kar k chalna chay. Q k agr hum forex ma trade k time ma posting karin gay to ho sakta hy k hum market ki movement ko judge na kar pain aur loss ho Jay humera. Aur jb Ap ko profit mil Jay Tb Ap posting start kar lo.
      • #4 Collapse

        Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

        han g bilkal ap ne thek kha post ka time table alag hona chaiye ur trading ka alag agr hum dono eik sath krein gey tu muskil ho sakti ha hume is main daily menat krni chaiye ye hamre liye sab se acha business main hum is main menat r k success hasil kr sakte hein
        • #5 Collapse

          Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

          forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu mai posting karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hainhum is mai full time be kam kar sakty hain hum kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain forex mai kam karny ky liye hamy kise be office mai jany ke zarorat nahi hote forex pakisatn mai legal business ban cuka hain
          • #6 Collapse

            Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

            forex aik online business hain hamy is main apni marzi sy time tabla bana kar is main trading karni chahey or is main alla qualities ki posts reply karny chahey pher hi ham successful ho sakty hain ham is main 24 gantho main sy din yai raat main kisi be waqt kam kar sakty hain ham ghar beth kar be is main kam kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

              hamy apny free time mai posting or trading karne chahey pher he hum bonus gain kar saky gy forex aik asa busines hain jo hamy learning be deta hain or hamy earning be deta hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain forex aik international business hain hum gar mai bath kar is mai asane sy kam kar sakty hain
              • #8 Collapse

                Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

                Boss aap ki baat belkul durast hai aur ham as mien ache tajir nahi ban sakte hien aur ham as mien ache ban ker as mien kamaee ker sakte hien as lyee ham ko as mien kaam karna hota h
                agar ham as mien kaam kerte hien tu ham as mien kamaee ker sakte hien
                as lyee as mien ham ko as mien khud per bharosa karna hota h aur ham ko as mien khud ko aik acha tajir sabit karna hota h agar ham acha h as lyee ham ko as mien apne lyee kuch na kuch khas karna hota h.
                • #9 Collapse

                  Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

                  ji haan sir aapne Ne bilkul theek kaha hai aur main aapki baat ko manta hoon Agar Hum Pakistan Forex Mein trading bhi kar rahi hain aur posting bhi kar rahe hain to Hamein alag alag time Rakh kar kaam karna chahie Agar Hum alag time aur table set Karke kaam Karenge To Ham trading bhi bahut acchi Tarah Se kar sakte hain aur Hamein profit bhi achha mil sakta hai thanks
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

                    Yes brother ap na teek kaha ha k zihn ko 2 jago ma bantna nahi chaheye kion k agar zihn 2 chezo pa ak waqt ma sochega to us Sa ghalt faisala ho sakta ha we leye humain ak waqt ma ak hi kaam karna chaheye ta k trading ma experties ajaye our ghalti ki gunjaish na ho thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

                      hamy live posting karny ka acha bonus milta hain forex aik wasee busienss hain hum is mai live kam kar sakty hain hum is mai paisa be invest kar sakty han hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex mai talib ilam be kam kar sakty hain yai aik bohat bara or acah business hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Posting aur trading k liye alag alag time rakhna chaiye ?

                        dear member forex ek aesa business hai jis mai hum ksi bhi time work ker sakty hai humy msla tb hota hai jab hmy 2no kam ek hi time mai kerny ho is mai hum apnin marzi se time table plan ker k posting r trading dono ko time de sakty hai posting k lie alg time r threading k lie alg time plan ker lena chahye is se hmara kam bhi easily ho jay ga r dono ko proper time bhi de saky gy

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X