Risk free trading possible ho sakti hai..?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Risk free trading possible ho sakti hai..?
    Friends kch logon ka khayl men trading aik intahai risky buisness hai aur ismen hamen totally hi loss hota hai , to kia ham risk free trading kr sakte hain aisa possible ho sakta hai ...?
    Mere khayl men to aisa mumkin nhi hai k ham bagair risk k hi trading kr paen ,ham ha trading k liye kch na kch to risk lena hi parta hai , ham agar proper tareqe se rules ko follow krte hiye trade lete hain tab ham apne risk ko kam se kam kr sakte hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    friends es may yh ha k bhilkul risk trading to nahe ho saki forex may aur k forex ek business hain aur kesee be business may loss aur profit sath sath hota ha. hum yh zaroor kah sakty hain k risk ka percent level kam ho. kau k ager risk factor kum hoo ga to loss k kum chance hain ager zada ho ga to nuqsan be zada ho ga.
    • #3 Collapse

      Dear brother ap ki bat bilkul theek hey dunia k her business men risk zaroori hota hey issi tarah forex trading men bhi risk zaroori hota hey jo risk se darta hey woh kamyab trader nhi ban sakta risk se darna nhi chahiay business men loss aur profit hota rahta hey risk k bagher kamyabi mumkin hi nhi
      • #4 Collapse

        Forex ak asa business hai jis mai loos tu pakka hai bahi kiun ka forex mai 80 percent chances loos ka hain or 20 percent chances profit earn krna ka hain laken agr ap bohot zayda mahnat karian accha knowledge gain karain analysis karain market ka or best stretagy banayain tu tab ja kr ap ka loos ka chances pr 50 percent pr ata hain laken ap chaya ka full risk free forex ap ko mila tu asa mumkin nahi loos tu ap ho hi ga laken ya ap tk hai ka kitna loos ho or ap osa ahsani s recover kr sakain
        • #5 Collapse

          risk free trading karna koi bhe mushkil kam nahi hota hai bas logon main saber name ki koi chez nahi hoti hai jss waja say wo forex main nuksan kar bethyty hain kyon ju forex main saber say kam nahi karta wo kabhi is main success nahi ho sakta log short cut k chaker main par jaty hain aur ounchy khuab daikhty hain mger forex ko samjhty nahi hain k iss main kesy success ho ja sakta hai yehi trader ki sab sy bari waja hai forex main fail hony ki.
          • #6 Collapse

            G han bhai ap ki bat thek hay, risk free trading possible nai hay q kah trading main loss ka risk hamesha rehta hay q kah agar hamari analysis 100% correct bi ho to sometimes news ki waja say market reverse ho jati hay aur loss aa jata hay esleay kehtay hain kah risk free trading possible nai hay,
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Risk free trading possible ho sakti hai..?

              risk hota zaroor hay trading main bs hum esmain risk ko kam say kam kar sakty hay esky liye humary pass experience bhi acha hona chahiye aur forex trading ko achi trha seekhna chahiye kyun keh agar hum es business ko achi trha seekh kar run karen gay to he hum esmain risk kam say kam kar sakty hay

              اب آن لائن

              Working...
              X