Forex trading k liay kam az kam kitni education honi chahiay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading k liay kam az kam kitni education honi chahiay
    Dear brothers merey khayal men forex trading men ziyada education valuable nhi hey bus banday ko likhna parhna ata ho tu woh kuch hud tak forex trading men kam kar sakta lekin agar banday k pass education ziyada ho tu trading ko seekhna aasan hota hey aur kamyabi k chances ziyada hotay hen
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    G bilkul aapki baat darust hai forex k liye high educated hona zaruri nhi hai aur na hi forex men qualifications ki koi requirements hain
    Han ye zarur hai k itna educated hona zaruri hai k ham kissi chez ko parh saken aur usse smajh saken so hamen zaruri hai k hamen itni qualification honi chahiye
    • #3 Collapse

      Dear forex trading k liay kisi kism ki koi education degree zaruri ni hoti bus ap ko achi trah trding k knowldge aor exprince ho as liayjitni ziada ap k pass education hoge ap ki trding itni achi ho suky ge ager ap k pass knowldge aor exrpince hoga trding ka tu as liay koshish kren trding ko achi trah learn kren
      • #4 Collapse

        ​Forex trading buisnes ki ye khoby hy ke is koi join kerny ke liy koi bh condition ni, na hi koi education ki conditions na hi koi age limit, lkn ager education ho to ye plus point ho ga forex ke liy keon ke ap ko learning ke liy sometimes English material ko bh read kerna pad sakta hy to in halat main education to hony zarory hy
        • #5 Collapse

          forex trading sekhnay k liye mere khayal main aap ko matric to kam sa kam honi chahiye aur sath main aap ko english achi tarha ati ho takay aap forex tradin ki education ko parh sko aur iss sa earning kar sko mehnat to karni parti hai ye aik professional study hai jo aap sekh jao to foran apna business start kr sktay ho aur earning kr sktay ho.
          www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
          :1f609: and get free signals 90% accuracy
          Add me on skype furqan.ramey
          • #6 Collapse

            bhai education itni ho k read kr sakay or answer dy sake baki jo forex trading hai us k liye mind ka hona zarori hai i mean zaheen hona tbhi ap kamyab hon gy
            • #7 Collapse

              forex trading business ko karne k liye kise bhi kisam ki koi khas education ki zaroorat nhi hy forex trading business ko karne k liye ap ko intna zaroori hona cahaiye k ap read kar saktay ho aur forex trading business ko samjh saktay ho aur forex trading business ko karne k liye ap ko English ka aana zaroori hy ki agr ap ko English ki samjh ho gi tu ap forex trading business ko jaldi samjh saktay han
              • #8 Collapse

                Dear aap ki baat thek hay main app ki baat sa itafaq karta hoon k instaforex trading aak aasa bussniss hay jis main normally itni education chaya k aap message write aur read easly kar sakan tu aap instaforex trading start kar saktay hain kyun k jo education hum hasil kartay hain us ka aur forex trading ka aapas main kohi talaq nahi hay
                • #9 Collapse

                  G Hn Dosto forex trading keny k ly ap k ps koe education hona zroori ni hy kiun k forex trading ap sy koe education ni mangta lkin ap k ps Kam sy kam intermediate hona chy Kiun k forex trading k bry ma jo b news or analysis aty hy wo sb English ma hoty hy agr ap k ps education na hui to ap kesy read kr skty hy
                  • #10 Collapse

                    Dear forex trading k liye wsy to koi limit nhe hai na education ki or na hi koi age limit ki but hmy itna educated hona chahiye hai k hm es k tools or technical or fundamental analysis ko smjh saken or easily learn kar k trading experience gain kr k expert ban saken.
                    • #11 Collapse

                      forex trading join karne ke liye education ka hona lazmi nhi balke market ke roz marha ke halaat se wo waqif ho to ba asaani forex trading ke samjh sakta hai aur ache earning ke chances barh sakte hain aur english bhe ani chahie take wo angraizo ki market ke sentiment ko samjh sake
                      • #12 Collapse

                        Forex Trading mein Education ka itna mayar nai he.
                        Bnde ko km kz km Prhna ata ho.Use pta ho chart ki moment ka.Mere khayal mein aik metric bnda bhi kamyab trading kr skta he.
                        • #13 Collapse

                          janab maira nai khiyal kai forex trading kai liyay qualification ki zarorat hoti hai kiyon kai main nay buihat say unparh log bhi is market main acha profit earn kartay howay dhaikahy hain bus itni education ho insaan ki kai wo computer use karna janta ho aur us ko parhna likhna ata ho tu wo forex trading ko aram say kar sakta hai aur aik kamyab trader bhi ban sakta hai forex market main.
                          • #14 Collapse

                            Alsalam Alaikum, well my dear brother, aap nay bilkul theek kaha hai, meray khayal say Forex trading aik aesa business hai jiss kay leay humein high level of education required nahi hoti hai, ager koi banda minimum matric ya phir intermediate ho tou wo banda bhi kuch time period kay leay properly leaning aur practice karnay kay baad live trading start kar sakta hai..
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Forex mein taleem ki koi limat nhe bas ap english mein msg kar sakty hon aur parh sakty hon. Agar ap zyaza educated hen to ye b ap k lye saholat hy k ap yaha pe har baat ko jaldi samajh jaen gy aur bahtar tareqy se trading kar saken gy,

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X