Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?
    Trading ik buhot he excitement wala business hai chuke es mai profitability ki involvement kafe ziyada hota hai lehaza trades laite waqt aksar emotions aor jazbat peak par hojate hai halanke hum esko control karne ki koshish karte hai lekan some time ye out of control hojate hai aor hum be esko chahte howe control nahe kar patee trading mai jazbat ko control karna buhot zarore hota hai q k jazbat k saat trading karna aksar nuqsaan ka bais banta hai so purzoor koshish karne hogi k apnay emotions jazbat ko chahe jaisa be ho control mai he raka kare ...
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    yes i am agree with you in forex trading market you need to control your emotions aghar aap apni emotions control ni karo ghay to aap forex main yaqeeni torr per nuqsan uthao ghay aur kamyabi hasil ni kar sko ghay iss liye zaruri hai k forex trading market main kamyabi k liye pahlay apnay emotions ko b control karna sekh lo.
    www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
    :1f609: and get free signals 90% accuracy
    Add me on skype furqan.ramey
    • #3 Collapse

      G ap ne bilkul thk kaha hai trading k wqt hm akser penic ho jaty hain overconfident ho k jaldbazi m yrade lga k loss kr dety jain so hmy chahiye k hm complete analysis kr k achi yime frame k according trade lgani chahiye hai relax or refreh mined k sth soach smjh k.
      • #4 Collapse

        G bhai apny sai kaha hy trading my emotional control my rkhny ki koshish b kro to phir b control my ni rehty q mind my yehi chl raha hota hy k kehi loss na ho na Jay account wash na ho jay is waja sy trading krty waqat hamary emotional out of control ho jaty hy
        • #5 Collapse

          dear forex ky kam mai ager kamyab hona hy tu ap ko lazmi is mai jis chez per ziyada kam kerna hota hy wo ap ky emotion hoty hy ager un per ap ny control ker liya tu phr kafi asani ho jay gi ap ko ham log is mai tabhi apny jazbat ko control nahi kerty hy jab hm log bina analysis ky trade kerty hy tab hm log samjhty hy ky ab hm ny trade laga di hy pata nahi profit ki terf jay gi ky nahi lehaza us time saber nahi kerty hy is liya ager tu apny ander sy lalach kokhatm ker diya jay tu phr kafi asani ky sath hamry jazbat bi control rahy gy or acha profit bi hasil ho jay ga.
          • #6 Collapse

            G ap ki ye bat bilkul theek hay k humain forex trading main apne emotions par control rakhna cahiay jb hum is main emotionl ho jate hain tou us main aa kar humain loss k samna karna parta hay kiunk forex aik aesa business hay jis main jis main humain boht soch samjh kar har step uthana parta hay tab hi hum success hasil kar pate hain is liay hamesha apne emotions par kabo rakhain take save trade kar sakain
            • #7 Collapse

              Forex trading me jo new traders atay hain ziada tar un ko apny jazbaat per control ni hota. actualy aisa hoota hai k pakistanio ko word dollar bht attract karta hia tou wo issi dollar ki lalach me Forex trading start karty hain. tou un ko apny emotion per control ni hota. wo soochty hain k wo kuch he arsay me paisa kma kr waren buffet bn jayein gy. iss liye aisay log forex me aa kar apna paisa waste kar bethty hian
              • #8 Collapse

                Trading k waqt emotion ko door rakhna chahiye lekin phir b ham emotions ly aty hai agar profit ho raha ho to ham do trades open kar dety hai ta k zeyada profit ho or aksar ye galti hamary loss ki waja banti hai.
                • #9 Collapse

                  forex trading kerne ke liye apko paitience se kaam kerna hota hai market mai kyun ke aik new trader mai hamesha paitience kaam he hota hai woh hamesha jaldi jaldi kaamane ke chakkar mai apna nuqsan ker deta hai.isleye hamesha market mai sukoon se analyse kere. jo analysis time lagata hai ous ko loss kaam he hota hai market mai.
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

                    forex mai hamy apny jazbat ko qabo mai rahk kar kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai investment be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain lakin agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga lakin is mai market ka koi qasur nahi hota
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

                      trading karty howe agar hum over ho jy to hamy loss ho ga q ky is tarha hum kam sahe sy nahi kar pety hamy ache learning hasial kar ky apne feelings ko qabo mai rahk ky kam karna chahy forex ai world wide business hain is mai hamara koi boss nahi hain hum is mai live or sada urdu mai trading karty hain hum 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

                        forex aik online business hian hamy is main best experience hasil kar ky kam karna chahey is main kam karty waqt hamy apny lalach or emotion ko qaboo main rakh kar kam karna chahey pher hi ham loss sy bach sakty hain or acha profit hasil kar ky apni zarorto ko pora kar sakty hain yai aik international business hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

                          forex mai trading karne hain to hamy apny jazbat ko qabo mai rahkna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain agar hum is mai tukky laga kar kam kary gy to hamy loss ky siwa kuch be hasial nahi ho ga
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

                            Hello dear friend Humne kabhi bhi trading ke bare mein jaldbaji mein gane chahie Agar Ham jaldbazi Karenge to kabhi bhi Kamyab Nahin Ho Payenge aur member Koi achi posting Karni chahie tabiyar number ismein jaldi Kamyab ho jaega jaise ki Ham bhi Kamyab ho gaye hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k waqt jazbat out of control q hojate hai?

                              Assalam o Alikum dear members.
                              Dear ap ki bat teak h, hmein jb forex ma koi loss ho jata h h to hmein koi smj baj ati r juzbaat ma a kr hm glt glt dicision lana start kr daty hein, dear forex ma woi log kamiyab ho sqty hein jo k apny juzbaat ko control krna janty hn.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X