Threads trend kya hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Threads trend kya hai?
    Dear members aaj kal bahut saray threads delete ho jatay hainlakin kuch threads delete nahin hotay threads ka kya trend hai aaj kal aur aisay kaun sae threads generate kye jayain jo delete na hoon aur humain knowledge bhi milay aur humari trading bhi achi ho jis sae humain bonus bhi zayada milay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jo full of knowledge theards hote hain wo kabhi bhi delete nhi hote hain aur jo theards bilkul hi bekaar qisam k hote hain wo to zarur hi delete ho jate hain
    Agar aap chahte ho k aapke theards deleat na hon to aapko full of knowledge theards post krne chahiye aur sath men kch postes bhi lr leni chahiye
    • #3 Collapse

      Forex mein aaj kal nae threads bananay ka trend zayada hai hai log forum ki limit sae zayada threads generate ker rahay hain jab kay unn ko limits cross nahin kerni chahyeain kyun kay iss sae unn ka account risk per hai aur woh kabhi bhi bann ho sakta hai jis sae aap ko perashani ho gi
      • #4 Collapse

        Is forum main new traders pata nahi que itnay thread baanana shoro ker detay hain hala kay already us main already boht saya thread banay hotay hian. is liye new thread bananay say pehlay us thread ka title check ker len kay kahin wo pehlay bana to nahi howa ager wo pehaly bana howa ho ga to new thread delete ker dia jaye ga.
        • #5 Collapse

          اصل پيغام ارسال کردہ از: Ghulam786 پيغام ديکھيے
          Dear members aaj kal bahut saray threads delete ho jatay hainlakin kuch threads delete nahin hotay threads ka kya trend hai aaj kal aur aisay kaun sae threads generate kye jayain jo delete na hoon aur humain knowledge bhi milay aur humari trading bhi achi ho jis sae humain bonus bhi zayada milay
          Mere Khan Main to trade with trend us ho jata hai Jisne Tujhko Ek Timepass kar rahe hote hain home post Se Jyada kis baat Pakki ja rahi hai usko threaded rod Karte Hain
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Dear brother buhut acho bat kahi ha ap na aj kal thread betahasha ho rahy ha lakin thread ki quality kafi kamzor hoti ha jis ko delete ker deya jata ha ea leye hum sub ko chaheye k forex forum ki respect ko apny samny rakty hoye aisy quality post ya thread kary jis sa logo ka knowldge bi bary our forex k leye bi acha ho humain chaheye k qauntity k sat quality bi maintain karly thanks
            • #7 Collapse

              forex ka system buhut best system ha. system ab khud work kerta ha ager koi thread acha nae ha ya repeated ha tu thread ku system delete ker daita ha. ic liye her member ku quality threads post kerni chahyn.
              • #8 Collapse

                dear ye tu aik saaf see bat hai k ager app ka post achi ho ge tu koi usy delete nahi kary ga hamesha ap ki post tab he delete hoti hai jab wo fazol post ho aur ap nay ager iss chez ko thek karna hai k ap ki post dleete na ho tu apni post ko chechk karain ju bhe app ki post delete hoti hai wesi post again na karain iss ay app apni corection kar sakty hain ta k ap ki gain ki bhe post delete na uncount na ho.
                • #9 Collapse

                  Bhai aj kal bhut se log copy paste krty hain threads bhi r posts me bhi tu jis ke wja se wo post ya thread delete kr dya jata haii. Agr ap koii infornative thread ya post krty hain tu wo kabi bhi delete ni ho ge so hm sb ko chahye k zeada se zeada learn kren r apni information ko share kren jis se sab Ka faida ho ga.
                  • #10 Collapse

                    True but question ye bi h k jo posting krty hn wo naximum new members hn. To unka forex sy related itna knowledge hi ni h k wo totally ek new post creat kr sakain. Wording zarur different ho gi but idea matlb thread ka topic kahin na kahin zarur discuss ho chuka ho ga. Experienced log jb trade krty hn to unko jo issue hota h wo usko new thread lga kr post kr dety hn. unko reply sy problm bi solve ho jata h aur likes bi kafi mil jaty hn.
                    Just view ???, Like kon kry ga???
                    • #11 Collapse

                      Re: Threads trend kya hai?

                      Assalam.o.alikum
                      kisee bhee problem ko solve jr ne k ley haliyah bat cheet ke roahne me mahsoos kia hy mujh ko is bat ka xikr krna cheya is ka maqsad sirf shoqyh tasb hy trade ke safirshat ya kisee qisam ki training taleem neh hy . ? kia ap ko follwo krney ka sicide krna cheya aor yhaan post kia gia trdae me kisee ko le lo .me ap ki nakamee ka zamdaar neh hon ya ap ko ksee bhee trah se nuqsaan pounchaya ja sakta hy . jis me malee jazbatee aslee ya taswaar ke koi bhee wajha neh gher mulkee trade krna chty hain to is bat ka yaqeen lrna chey ap munsaib treqha se qualified hain
                      Trend Trading Thread
                      ab 5 saal tk techniqee Tajzya pr iss is result pr pouncha hoon trend ap best friend hy me ne trading ko mukhtlif treqon se shnakht kr ne ke try ke hy laikn mery ley easy trend tradeing sub se zayda munafh baksh aor km az km dabaoo hy me sab se bunydee techniqee tajzyah ka tools ka istmaal krta hoon Trend support and redistance feb member aor retracement tool hain shyed me is silsly ko shroo kr deya thaa jis me boht zayda currency k joroon pr ghor kia gia thaa lakin yh trend wapuss aa jaey ga aor is waqt bhee hameen doate markets me nazr aana chey
                      • #12 Collapse

                        Re: Threads trend kya hai?

                        Trend simat ko bolty hay agar market aik he simat main move kar rahi hay to esko hum trend kehty hay aur market hamesha aik trend ko follow karty huway he move krti hay es liye humay chahiye keh es trend ko follow karty huway he trade karen tab he humari trade achi aur behtreen ho sakti hay esmain sabar say kam karna chahiye humay
                        • #13 Collapse

                          Re: Threads trend kya hai?

                          bahi jan mary khyal my threads trend us ko kaha jata hy jb market my koi bara resion samny ata hy jis sy puri market destirb hoti hy or pher forex forum pr b usi k questions pochy jaty hn k ab market k rujhaan ki tarf hy.
                          • #14 Collapse

                            Re: Threads trend kya hai?

                            forex mai hum thread py trend be kar sakty hain lakin is ky liye hamara knowledge or experience be bohat acha hona chahey pher he hum kamyab hon gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain yai aik online business hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Threads trend kya hai?

                              Asalam o alikum drear forex friend and dear forex member . Threads trend sa morad ha ka question kerna . for example . ager trading ma ma apko koi problem a rahi ho ya phir firex trade ma kuch bhi samjh na araha ho ap yaha pa . apna sawal pochta ha ha or apna problem ka solution apka senior posting ma btata ha or thread ka weja sa dosra logo ki bhi bohat help ho jati ha .

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X