lot size kam rakhny mn kiya faidy hn ???

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size kam rakhny mn kiya faidy hn ???
    dears freinds lot size kam rakhny mn ek tu yeah tu faida hota hy keh loss kam hota hy aur jo profit hota hy woh max hota hy liken agar profit thora hy liken acha hy agar esi profit ki bajy loss a jay tu loss thora hy aur hmnary account ko nuqsaan nh hota thory loss ki wajh sy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Sir lots size kam rakny ka ye faida hai ka jub lose melta hai tu account wash hony say bacha sakty hai .our dosri ye hai ka lose time zayida lose say Bach be sakty hai. Our account ko be kuch nuksan nahi punch sakta hai
    • #3 Collapse

      G brother aap ki baat sahe aysy he hota hy jab aap ki lot kam ho ge utna he aap ko is ka profit hoga agar aap ko apny uper confidence hy or aap risk taker ho o phir aap lot ka size bhara sakty ho ya to phir aap ko ek bara profit mil jae ga ya phir agar loss ho ga to wo bhe ziayda ho ga is sy bahy k liye aap k pas experince or skill hoa zrurui hyn tab he aap kamyab ho sakty ho
      • #4 Collapse

        Dear friends, lot size ko kam rakhnay ka sab say bara faida yah kah hamara account kabi wash nai hoga agar hamain loss aay ga to etna kam aay ga k ham usay asani say recover kar lain gay but agar lot size zayada hoga to ek bi trade loss main janay par hamara account wash ho sakta hay esleay forex market main survive karnay k leay lot size ko kam rakhna zaruri hota hay.
        • #5 Collapse

          Dosto lot size Kam rkhny k bht sy faidy hy es sy agr ao ko loss ho ga to loss bra ni ho ga Bilkay chota he ho ga jis ko ap asani sy recover kr skty hy or small lot size sy ap ka account b wash ni ho pya gy chy small lot size sy ap Kam earn kr pya gy lkin bry loss sy ap bach jy gy
          • #6 Collapse

            Lot size kam rakny ka sub sa bara faida ye ha k hamara acount ka survival rate bhar jata ha our loss agar ho bi jaye to itna nahi hota klaxon hamara acount bilkul wash hi kardy es leye jab tak acount mas balance kam ha to kam lot size select kar k trading karni chaheye jab acount mas balance zyada hosanna jaye per beshak big lot pa trading shoro kary
            • #7 Collapse

              Dear friend lot size kam rakhny k bohot say faidy hain as say hamen ak bary loss say bachny ka sahi rasta hota hy lot size kam rakhny say kam profet to hota hy magar hamary acount ko save rakhta hy asivleye kam say kam lot size hi use kia karen yeh hamary acount keleye best hy
              • #8 Collapse

                Kam lot size rak ham account ki management aur risk ki management zeyda behtar tareeqy se kar sakty hey, zeyda lot size ko use karna traders key planing ko fail kar dety hey aur traders behtar risk management karny me kamyab nahi hoty aur traders ko always hi loss hota hay.
                • #9 Collapse

                  Lot size main chiz hoti hai trading mai jo apki lalach ko zahir karti hai ham lalach mai akar bari lot laga lety hain jo loss mai jati hai aur account wash kardeti hai islia hamy chahiya lot kam lagayn apne lalach ko kaboo mai rakheyn
                  • #10 Collapse

                    Dear bro lot size km rkhne mein hmara ye faida hota he,ke hum zyda loss se bch skte hain.
                    Agr ap ka account chota he,or ap bri bri lot size lga lete hain,tu ap ke account wash hone ke khtra hota he.
                    Zyda lot agr lagani bhi houn us waqt lagain,jb ap ka account bra ho.phr ap ko koi tension nai ho gi.
                    • #11 Collapse

                      janab lot size ka kam ya zaida rakhnay say koi taluq nai hota yeh totally ap ki apni investment per depend karta hai kai ap ki investment kitni hai aur is say daily ka kitna profit earn karna chahtaya hain agar tu ap zaida profit earn karna chahtay hain tu ap thori investment kai sath bhi zaida lot size kai sath trading kar skatay hain lakin agar ap risk taker nai hai aur zaida earn nai karna chahtay tu ap ko chahiyay kai thori lot size kai sath market main jayen
                      • #12 Collapse

                        Lot size kam rakhny ka faida ye hy k apka account jaldi wash nahe hota agar market oppose side pe chali b jae aur eska nuqsan ye hy k agar market poative side mein chali b jae to kafi agy ja k b fuch khas faida nhe hota lehaza ballance zyada aur lot size bari rakhen,
                        • #13 Collapse

                          Re: lot size kam rakhny mn kiya faidy hn ???

                          Assalam.o.alokum
                          jeay ooper tajzyah kia gia us ki roshniwe me
                          Mini Lot kia hy ? yh aik mini trading ka size hy jis me 100 units ka size meyaree hy . ya 10000 ka aiE hy ttrade kr ty waqt 10 doller muqablee menine trading k soraan US DOLLER me aik currency joree ki aik pip 1 US DOLER KA brabr hy Forex me Mini account boht aaam hain jo forex dealer k sath kholy jatey hain
                          BREAKING DOWN MINI LOT
                          Yh aam halaat me abtdiee tor pr istamaal kia jataa hy jo bazar me neya hy aor kia trah trade krna srrkna hy qun kh Mini me account ke naql.o.harkt boht km hy khly ahdoon pr adam istkhaam hy aor tajroon ko apney acvounta me account me zayda se zays account ke zaroort neh hy new invester 100 doller ka sath start kr sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: lot size kam rakhny mn kiya faidy hn ???

                            agar hum lot size kam rakhty hwuay trading karen gay to es trha humari trading bohat safe hoti hay aur humay esmain ziada profit earn karna ka bhi lalach nahi karna chahiye kyun keh es trha hum market main kamany ki bijaye ulta nuqsan kar sakty hay es liye esmain mehnat karen tab he safe reh sakty hay
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: lot size kam rakhny mn kiya faidy hn ???

                              lots size kaam sirf zaida taar new member krtaai haiin experience traders lot size kaam nhe rakhtaai hai aur lot size ziada rakhtaai k liye hmarai accnt mein balancee hoona chahiyaaai lot sizee kaam rakhnaaai k yeh faidaa hai hum is ke wajaahh se agaar faida kaam hooota haai to is ke percentage ke wajhaa se hmaain nuqsan bht kaam hotaa hai lot size kaam rakhnaai ka yeh faidaa haii

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X