Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai
    Ham jo bhi trade open kerty hain tou phir long time same trade ky profit main jany ka wait kerna perta hai but agar ham technical analysis per trade open kerain tou after little time hamari trade profit main chalna shoru ker deti hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear friend her trade lazmi nahi k ziada time loss main gath ho as main hamary knowlldge par depand hy agar hamara knowlldge aur expereanse acha hy to hum achay say anales kar k gab trade opon karen gay to kuch hi lamhy main hamary trade profet main aa gaty hy yeh to hum par depand hy
    • #3 Collapse

      ​Dear bro jub hum koi new trade open kerty hn to wo loss main is liy jaty hy ke us main broker ka spread hota hy, lkn ager ziada time loss main rehty hy to us main trader ki apny mistakes hoty hy ke us ne trade wrong direction main lagai lkn her bar aisa ni hota trade loss main rehny ke bawajood profit from bh chali jaty hn
      • #4 Collapse

        Her open ki jany wali trade ham just market ki movement dekh ker open ker lety hain lekin analysis ky baghair open kerty hain ky market kahan tak move ker sakti hai agar achy analysis ky sath trade open ki jaey tou aesi trade loss main kam aur profit main zyada time rehti hai
        • #5 Collapse

          Har time open ki janay wali trade open ho janay kay bad loss main is liye rehti hay kay jis idea ki waaja say ap trade main enter ho tay ho wo idea wrong ho sakta hay ap ko wo idea us leahaz say change kerna chahye aur us ko up date ker lena chahaye ya ap us idea ko reverse trade kay liye bhi use ker saktay hian. ager wo idea ap ko sell kehta hay to ap us pairs ko buy ker len.
          • #6 Collapse

            Her open trade start to loss say he hoti hy ko k broker apna spread phely he leta hy ap ki trade Ap ko profit day ya loss. Wasy ya baat k zayda loss ma q rehti to as ma hy k ho sakta hum say analysis ma koi mistake ho gai ho jb to us vja say zayda loss ma gai ho trade. Wasy lazmi nai k zayda loss ma rahy ho sakta k Ap k start say he Ap ko profit milna start ho Jay.
            • #7 Collapse

              dear pehly tu ap ko ahci tra say analysis kar k phi he trade open karni chahieay aur trade open karny k bad app ko tp aur sl place kar daina chhaieay aur uss k bad ap ko trade ko bar bar nahi daikhna chhaieay kyon k iss sy ap confuse ho jaty hain jiss sya ap ko lgta hai k trade loss main chali jay gee aur hota bhe wesa he hai ap k pas saber na krny ki waja say app kuch trade khud close kar daity hain confuse ho kar jis ki waja say nuksan ho jata hai iss lieay order ko bar bar na check karain.
              • #8 Collapse

                Re: Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai

                agar hum trend main reh kar trade nahi karen gay to es waja say humay market main nuqsan ka samna karna parta hay es liye humay chahiye keh market main trend ko mady nazar rakhty huway he trade karen tab he hum market main safe trade ko mumkin bna sakty hay aur loss tab he kam ho sakta hay
                • #9 Collapse

                  Re: Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai

                  forex mai hum trade lagaty hain to hamy profit milta hain lakin agar hum kam karty howe market ky kise rule ko ignore kar ky ya koi galti kar dy to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota forex aik online business hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain hum isy apna professional career bana sakty hain
                  ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                  • #10 Collapse

                    Re: Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai

                    forex mai jab hum trade lagaty howe market ky kise rule ko ignore karty hain to trade loss mai cale jate hain hamy isy close kar dena chahey lakin is mai market ka koi qasur nahi hota hamy acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ky mutabik trade lagane chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy
                    • #11 Collapse

                      Re: Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai

                      forex trading main loss hony ki boht se wajohat hain jin main hmari khud ki ability bhi hoti hai or market k achanak move hony ki bhi wajah hoti hai es liye hmain tarde lgany k bad zyda tar es liye loss ho jta hai q k hum market ko achi trha se analysis nahi karty hain q k jub tak hmain market main pahly kiya tha or agy kiya hony k imkan hain en baton ka sawal nahi mil jta hum achi trade open nahi kar skty hain
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Her open ki jany wali trade zyada time loss main kyun chalti hai

                        hamy trade lagany sy pahly market ke movement ko zaror dahkna chahey pher he hum kam kar ky acha bonus earn kar saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is mai agar bager leanring ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik real business hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X