Wo kon si economical fsactors hain jis s forex market mai tazzi ati hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Wo kon si economical fsactors hain jis s forex market mai tazzi ati hai
    Forex market mai jo acchanak changing ati hai or bohot bari movement hoti hai os ki bari waja economical factors hain jin ki waja s market mai change ati hai ap ko pata hona chaya ka market mai asa kon kon s lazmi factors hain jin ki waja s market mai change ati hai un ka bra mai ap ko knowledge hona chaya
    First factor. Interest rate report
    Ya sode ki shara hoti hai jo udr di hoi money s hasil hoti hai is ko calculate krna ka lia formula use kia jata hai her country ki interest report har month ati hai or ya repost os country ki currency pr effect krti hai

    Second hai employment date report
    Is ko N F P (non farms payroll) bi kaha jata hai ya united state america ki ecnomi ka andar kam krna wala logon ki total tadad ko zahir krta hain NFP ki madad s ya maloom parta hai ka USA ki economi weak hai ya strong ya report har month ki first friday ko ati hai or market pr kafi asar dalti hai or market kafi move krti hai

    Three number factor G D P (Gross Domestic Product)
    Is ki madad se products ki value jo market mai hoti hai os ki pemaesh krta hai in factors ko mind mai rakhain or trade krta wakat in ko lazmi dahkain ya news ki sorat mai ata hain or market pr kafi effect dalta hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Jahan tak mujhay knowledge ha bohat se ways hain asay factors hain jinki wajah se market mei tezzi aati ha news bhi aati hain aur jab barray institutions enter hotay hain market mei barray volume trades hotay hain finanical institutions ka big role hota ha barray volume mei trading hoti hay tabhi market fast hoti hay baki barri news like Fomc Gdp non form pe market bohat he zyada fast hoti hay
    :1f60e: IBRAHIM BILAL TRADING JOURNAL :1f60e:

    PLEASE VISIT HERE

    اب آن لائن

    Working...
    X