Loss ki recovery

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    g bilkul ap loss ko recover kar sakty ho ager ap ko loss ho raha hai to ap hudge use kar sakty ho matlab ager ap ne buy pe trade lagai hai or ap ko loss ho raha hai to ap aik trade sell pe laga dain ye hudge kehlata hai is se ap ka loss cover ho sakta hai.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      assalam-o-alaikum janab main is ke bare main ziyada to nahi janta but aap ka shukria ada karna chahta hoon because apki post ki waja se mujhe bohat achi information mili hai senior members ke comments se bhi bohat help mili hai thank you so much for posting...
      • #33 Collapse

        g han mery bhai men ny boht sary aysy logo ko dekha hy jo trade lagaty hen jub wo loss men zayada chali jati hy to wo usy cancel kar dety hen meri un sy request hy ky wo ya to stop loss yuse karen ya phir trade ka cancel na karen q ky market suddenly favour men jany sy loss bhi recover ho jata hy
        • #34 Collapse

          My dear friendz i think ek trader pe depend karta hai jis ko loss ho jata ka aya wo is looss ko recover karnay ki salahiyat bhe rakhta hai ya nahe age us mein abilty hai to recvory kana koi bari bat nhee hai.
          • #35 Collapse

            ap forex ma jha loss karty hain vha ap loss recover ba karsakty hain mjy jb loss ho rha hota ha to ma us k opposit ak trade opn kar data hu jis sa 1 2 din ma easily loss cover ho jata ha
            • #36 Collapse

              loss ki koi recovery ni hoti han ye ho sakta h k aap dubble mehnat kr k us ki recovery kr sakty hn is km liyr ap k [paas time bhi bht h
              • #37 Collapse

                precious jo n exchanging decline us chali jaye people ko close up nahi karna chaye as well as 1 wakt us 1 match par kabi n exchanging nahi karni chaye, agar ham ne 1 match par obtain ka get lagaya hay as well as wo decline us chali jaye for you to wahi se offer ka get n laga dena chaye, 2no us se jo n earnings us jati hay people ko closs kar dena chaye.
                • #38 Collapse

                  Dear brother hum forex trading may loss ki recovery easily ker saktay hain first of all ap jub b trade start krain to koshish krain aik say ziaada pairs may trading krain taa ke kissi aik pair may loss ho b raha ho to doosray pair say profit ker ke hum iss loss ko cover ker sakin iss ke elawa ap trading start kernay say pehlay achi tarah practice b ker lain to loss ke chances kum ho jain gay......
                  • #39 Collapse

                    g haan ap stoploss or take profit ke options ko use ker sakte hai lakein jab tak us ka use na jaye smjh main ap kuch nahi ker sakte hai
                    • #40 Collapse

                      mery khyal se jis trade main apko loss ho jay apko chahy k ap us trade ko stop kr dain.and us loss se sekhy and new trade lagay , or dubara wo mistake na kre. es se apko profit ho ga.or loss bhi recover ho jay ga...........
                      • #41 Collapse

                        forex mai loss ka hona ak aam baat hai lekan us ko recover kar pana bohat mushil hai agar ap ko loss huwa hai tu ap us ko recover karnay k leye hogh trading karo gay aur be loss ho jae ga ya recover ho jae ga
                        • #42 Collapse

                          yee aap ka forex keey bareey meey knowledge peey depend kertaa heey k aap neey kitna experience hasil kiyaa heey aur aap uss ko istimaal meey laatey huey apneey loss ko kesay recover ker sakteey hai jitnaa forex keey bareey meey knowledge hasil kareey geey aur time keey lihaaz seey jitna experience hoo gaa utnaa hi aap ko benefit heey aur aap achhi earning leey sakeey geey
                          • #43 Collapse

                            ha ho sakti hai loss ki recovery par uske liye aapko bahut hi practice karna padti hai aur tab hi aapko pata lag sakta hai ki aapki trad jo loss me hai wo kab tak ya kitane din ke bad ya kitne din ke pahale hi profi tme aajaye gi par wo sabhi andaza lagana bahut hi muskil kam hai ai sliye aapko pracitce se hi pata lag sakta hai
                            • #44 Collapse

                              acha trader hota he wohi hai jiss ko apna loss recover karna ata ho aur wo apna kam aram say he kar sake is lye hume apnay kam ko achi tarha say aur samjh kar he karna hota hai jiss me humara he faida hai ye achi baat hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                loss ke recovery ke liye hamien shakt mehanat karne hote hai so jitna bhe ap se ho sake kam se km loss karien q ke loss hamare sare earning ko pee jata hai so recovery ke liye sakhat mehanat karne hote h

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X