What is money management??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    What is money management??
    dear friends aj m apko ye btany jarha hun k money management kia hoti ha aur ham kesy money management kr k profit earn kr skty hen.
    Money management basically apny account balance k mutabiq planning ko kehty hen.agr hamara account balance more then 1500$ ha to phir hmen thora bht risk allow ha means start m small lot then increase to bri lots.
    Agr account balance 300$ ka ha to phir small lots ka istemal kren ge aur risk zero hoga.iss trah money management kr k trade kren ge.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex mein trading kay dauraan jab aap apnay account balance ko samnay rakh ker apni trade ki planning kertay hain tou iss ko money management kehtay hain aur iss kay lye aap trade ki lot size bhi account balance kay hisab sae adjust kerwatay hain aur kitni trades open kerni hain woh bhi money management ka hisa hai
    • #3 Collapse

      ​Dear bro ap ne bahut hi ashy alfaz main money management ki definition ki hy mairy khayal main is se behtar aur koi bh money management ko defin ni ker sakta, ager ap ko money managmnt ni aty to phir ap forex trading ni ker sakty, money management ko hum half forex trading keh sakty hn money management ki badoulat hum apna account safe rakh sakty hn aur jub ap ko apna account safe kerna a jai to samjho ap forex se earning ker sakty hn
      • #4 Collapse

        Dear apnay bilkul teek kaha hay kiun kay money management apnay account ko proper tarikay say manage ker kay trading kernay ko kehtay han yani kay apnay account balance kay mutabiq apni trade lot ka istemaal kerna huta hay jab hamaray pass balance kaafi huta hay tu pher humay thora bhot risk lay lena chayi laiken ager balance kam hay tu pher risk lena intehai khatarnaak huta hay.
        • #5 Collapse

          Yes dear aap ki baat bilkul thik hai hame Forex trading mai trading karte ho Karte Apna welcome bonus increase Karne Ki Zaroorat maujood Hai Aap Ko Maloom hona chahiye ke Agar Hum.
          Hame money management ko follow karna chahiye Agar Hum start karte hain 1500 US Dollars Apna business to Hame money management ko follow karna chahiye Kyunki aap ko Maloom hona chahiye ke aap log Jitna Zyada money management ko follow Karenge.
          1500 US dollar ke upar risk Le sakte hain aapko showroom a small amount of risk Lena Hoga Phir Aastha Aastha Apna risk increase kar dena chahiye is tarike se aap trading Mein accha income Hasil kar sakte hain.
          • #6 Collapse

            Money management aysa tool ha jis man trader ic chiz ku check kerta ha k trade open kerny say mujhy hundered ya fifty pips pay kitna profit or kitna loss hu ga. ic liye money mangement perform ki ajtti ha.
            • #7 Collapse

              Dear friend forex trading main mony mangment osay kahty hain k hamen apny acount m motabeq trade opon karny hotg hy agar hamara acount bara hy to hum lot saize ziada rakh sakty hain aur agar hamara acount chota hy to lots size kam rakhna parta hy ta k hamara acount save rahy
              • #8 Collapse

                G han ap nay thek kaha hay forex trading main money management ko dekhtay hway jo trading kartay hain wahi kamyab hotay hain aur money management ka mtlab hota hay apnay capital k mutabik lot size use kar trading ki jaay aur lalach na ki jaay ta k agar loss bi ho to kam ho aur usay asani say recover keya ja sakay.
                • #9 Collapse

                  MONEY MANAGEMENT bahi jan money management is my bohet he zururi hy q k agr hum is my kam krty hn or humy is k rules ka he na pata ho to hum is my earning nahe kr sakty .or is my earning he humar sub kuch hy or is my kam krny ka maksid b humara i smy money earning he hy.or is my money management sy murrad ye k humary pas is my total kitna bounce hy or hum ismy kitny ki treading kr skaty hn.
                  • #10 Collapse

                    G dears friends bilkul mony managment sy hi trading karni cahiya jes tarah sy hm mony managment sy trading kren gy tu loss kam ho ga trading mn lot size kam rakhin aur lalach nh kren agar hm lalach sy bachin gy tu hmen faida ho ga
                    • #11 Collapse

                      Forex trading min agar ap success hasilmkarna cahte hain tou us k liay ap k liay boht zarori hay k ap moneymanegment ka khyal lazmi rakahain kiu k bina moneymanegment k hum kabhi achi trade nai kar sakte ap ko koi bhi trade hamesha apne capital k mutabik hi open karni cahiay kiu usi main ap apna account bhi save rakh sakte hain aur achi trade bhi kar sakte hain
                      • #12 Collapse

                        Hum Log speed mismatch Itna Jyada kaam karte hain Hum Logo Ko Itna hi jyada profit hota hai aur hum log Itna Hai acchi Tarah Se kamyabi Hasil kar sakte hain
                        • #13 Collapse

                          boht e zabar dast bro. boht e informative thread tha ap ka. newbies ko chahiye k wo is tarah k threads sy zaroor fayda uthayen. aur aisy threads sy information ly k unko utilize kar k achy profit earn karain.
                          • #14 Collapse

                            Money management bhi forex mein kaam kernay kay lye bahut zaroori hai aap jab bhi forex mein kaam karnay lagain tou sub sae pahele apnay trade ki planning kerain uss mein aap apmay account ko lazmi manage karain kay aap kay pas kitna balance hai uss hisab sae lot size aur trade select kerain iss ko hi money management kehtay hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: What is money management??

                              forex mai money management ke bohat ahmeyat hain hamy isy bahter bana kar kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala business hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain yai poor mans or job less mans ky liye bohat ache job hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X