Trading men sab se burri aadat
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading men sab se burri aadat
    Bonus account pe ham men se kafi members new hote hain jinne trading ka itna ziada experience nhi hota hai aur wo jab bhi market men big movement ko dekhte hain to wo foran se hi bagair kch analysis k trades ko open kr lete hain jiski waja se unhen loss ho jata hai
    Hamen kabhi bhi trading men jaldbazi se kaam nhi lena chahiye hamen chahiye k ham always hi confirmation k sath trade lia kren jab ham confirm kiye bagair jaldbazi ka mozahira krwn ge then ham loose hi rhen ge hamen iss burri aadat ko khatam krna chahiye
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Asalam o alikum brother ap n bilkal tek kaha ha forex trading main juldbazi ni karni chae ha sakun sy analysis karny market ko dakh k trade open karny ta k ap ko loss na or easily successful ho saken is ly market k analysis karny news ko dakhen us k baad forex trading main trade open karny
    • #3 Collapse

      Brother jab aek new member trading start karta hay to start mein wo aesi hi trading start karty hain main bhe start mein aesa hi karta tha jis ki waja sy kai bar loss ka samna karna para market mein jab tak ap ko 70% chnace na hon trade open na karna har lehaz sy analysis karen analysis sy hi forex mein kamyabi milti hay hamesha trade fresh mind k sath open karen tan k k loss hony k chances bahut kam hon
      • #4 Collapse

        Assalam O Alikum G bhai forex trading me sub se bura kam ye hota he k greed se kam lena yani k ap trading karte waqat zayada profit ki lalach kar lete hen or jo profit hasil ho raha hota he us se bhi jate rehte hen or loss ho jata he to pehle to greed ko chorna ho ga or dusra kam ye he k ap ko forex trading ka zayada se zayada experience hasil karna ho ga ta k ap achi earning kar sake shukria.
        • #5 Collapse

          G ap na thek frmya hai hm pakistani hai zara zeyada lalch mai a jaty hai ya hmaro puri adat hai trading time hm ko apny jazabat ko qabo rakh kr tarding krni hoge wrna hmaey loss ka samna krna phry ga .
          • #6 Collapse

            Well dear apki bt bilkul thek ha aur hmari ye waqai bht buri adat ha k ham jesy he bonus milta ha to bghair sochy samjhy trade open kr dety hen.aur itni mehnat se kamaya gya bonus aik din m loss kr dety hen.professional traders ki aik quality ye bhi hoti ha k unki trading m stability hoti ha.wo bht soch smjh k aur analysis kr k trade open krty hen aur hmen bhi chahye k ham unko follow kren aur loss se bchen.
            • #7 Collapse

              Trading ma hmari sb se buri adat greed hai hmy jb bonus milta hai to hm without experience lalch m aa k trading lga dety hain penic ho kr bina ko analysis kiye baghair jis ki wajha se loss ko gace karna par jata hai or phr hm pachtaty rehty hain so penic na hon or achy time frame or market trend ko dekh k trade lgaien.
              • #8 Collapse

                G pak forex forum par ziada log new hi hoty han jn ko trading ka knewledge aur experience nhi hota aur jab bonus milta hy tu market ki js tarf hi movement hoti hy jald bazi mein baghair analysis k trade open kartay han aur loss ho jata hy trade jab bhi open ki jaye tu market ko dekh kar samjh kar analysis kar k sabar se trading karni cahaiye aur agr jald bazi mein trading kartay han tu is se account hi wash hota hy
                • #9 Collapse

                  yes you are definitely right. ap ny sahi sawal uthaya aur sahi jawab dia k forex trading main bilkul bhi emotionally nai sochna chahiye aur emotionally decisions nai karny chhaiye. bal k soch samaj k is main working karty rehna chahiye.
                  • #10 Collapse

                    trading man sub say buri adat trader ki repeated mistakes han ju trader ku na earning kerny daiti ha or na hi traders ku learning kerny daiti han aik mistake ku aik hi baar kerna chahye oc say learn keryn or repeat na keryn.
                    • #11 Collapse

                      yes brother jald bazi ma lagayi gayi trade aksar loss ma jati ha baghair axhi tarh analysis keye kabi bi jald bazi ka muzahira nahi karna chaheye nahi to loss sa humain koi bacha sakega axhi tarah market movement ko observe kar k us k baad trade open karna chaheye us sa faidy ki umeed ki ja sakti ha
                      • #12 Collapse

                        Dear friend ap nay bohot achi bat ki hy bohog say asy log hain go kafi mahnat say bones hasel karty hain aur os bones ka sahi istamal nahi kar sakty woh bena kisi analese k trade opon kar dety hain aur andazi say hi sell ya buy kar lety hain ges say on ko bohot loss ho gata hy aur apna acount wash kar dety hain
                        • #13 Collapse

                          tradning mn jo sub sy ziyada bori adat hy woh hy apny teachers ko follow nh karna aur apni marzi sy trade karna 2osri jo sub sy bori adat hy wpoh hy trading karty time planing nh karna planing ky shat trade nh karna yeah sub sy bori adat hy es adat ko khtam karna cahiya aur es ky ilawa trading karty time apny damgh ko fresh rakhna cahiya
                          • #14 Collapse

                            mary nazeeq to treading my sub sy buri adat jo is my time na dyna hy. q k agr hum is my kam kr rahy hn or hum ny is ko time nahe dia or hum samjhty hn k hum is my profit eanr nahe kr rahy to humara mind wrong hy.q k jb tk hum is my mahnet sy kam nahe kry gy to humy is my earning nahe kr sakty.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Trading Mein log laalach karte hain alag sabse Buri Bala hai isliye Hum logo ko isme lalach nahi karni chahiye lalach Se Bachana chahiye

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X