fiends risk aur reward ki ratio set karna forex main bohut he zrori hota hai aor main ap ko btata hun k kesy esko set kar k rakhna chhaieay.
ap ju bhe trade open karen oska stop loss ager 30 pips hai tu oska take profit minimum 30 pip hona chhieay aur ager ap ko 60 pip tp milta ho tu wo trade ko open kar lain aor ager ap ko 30 pip say kam tp milta hae tu woh trade na karain kyon k ager app ki trade k 3 sl hit ho tu ager ap ki trade k 2 take profit hit ho jain aor jis ka take profit ki ratio ap nay 1:2 rakhi hai yani k 30 sl aur 6o pip tp tu ap ko faida ye ho ga k ap phir bhe profit main he hongy ess lieay ap ko risk ki ratio 1:2 ya 1:3 rakhna chhaieay aur always ap ko planing say trade karni chahieay yeh chez bhe planing main he ati hae.

تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим