lot size management primary step of trading

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    lot size management primary step of trading
    lot size kitna rakhna chye yeh faisla apko trading sy pehly krna hota hai market ma apko primary risk factors ka ba khoobi andaza hona chye instant profit aor big profit ky chakr ma risk py compromise krna bewaqofi hai professional traders ka behavior aisa nhi hota hai apko ma aik bat clear krna chahta hun ky apny experience sy faida ithain aor zeyada tar reverse trade leny ky chkr ma apna account wash krvany sy bchain ta ky apko trading ma acha acha profit ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Lot size ki management krna hamare liye bahot ahm hota hai hamen chahiye k koi bhi trade open krne se pehlay ham apne lot size ko zarur maintain kr lia kren
    Hamen kissi bhi pair pe koi trade lete huye iss baat ka khaas khayal rakhna chahiye k iski everg movement kitni hai aur ham iss pe kitni lot ki trade le rje hain then hi hamen kamyabi mill pati hai
    • #3 Collapse

      Lot size tu bohot important rakhta hai trade open krna ka lia lot size ko hamesha chota rakhain bara profit ka lia jab hum lot size bara rakhta hain tu huma loos bi bara hota hai lot size ko chota rakhain tohra profit lain kiun ka na hona s tu bahtar hai na tohra profit han agr ap ka pass bonuse zyada hai matlab capital 500 s olr hai tu ap tohri bari lot laga sakta hain laken soch samaj kr agr loos huwa tu bi bara hi ho ga is lia lot size ko manage karian capital ka sath
      • #4 Collapse

        Neuroscience management properly money management ka pehla step hai agar aap Agar Hum Log lot size management Karte Hain tu Hame many management karte rehna chahiye Kyunki money management karne se Hame forex market Main Long term profit Hassan Hota rehta hai.
        I'm a lot size Laga Ne Se Pehle money management ko follow karna chahiye.
        Hotmail.com karne ke liye Jyada profit hona chahiye aur long term trading karna chahiye.
        • #5 Collapse

          forex mai jab hum investment karty hain to hamy is par lot lagane chahey pher he hum loss ko avoid kar saky gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy or agar kabe hamare lot pance jy to hamy isy remove karn dena chahey or is ke jaga par koi or lot lagane chahey pher he hum kamyab ho gy
          • #6 Collapse

            forex mai lot ke bohat ahmeyat hain hamy ache investment py ache lot lagane chahey pher he hum kamayb ho gy or acha profit gain kar saky gy forex mai hum trading be kar sakty hain agar hum forex mai new hain to hamy km amount invest karne chahey taky agar hamy loss be ho jy to zada nuqsan nahi ho ga
            • #7 Collapse

              Money management trading kay liye bohot he important hai. trading mai kamyabi ky liye traders ko lazmi toor per lot size ke selection ka aur money management ka bohot he proper khayal rakhny ke zaroorat hoti hai. kafi traders achy traders bannay ke liye aur profitable trading ke liye money management ka bohot khyal rakhty hain.
              • #8 Collapse

                Lot size market analysis k bad trade lgane se pehle decide kar leni chaeye agr ap ka account small hai to hmesha small lot size k sath trade karein is se apko profit b milta rhay ga and account wash b nae hoga agr ap k pas small account hai aor ap ne lot size big select kar dia to account wash honay mai dair nae lgay gi
                • #9 Collapse

                  Re: lot size management primary step of trading

                  forex aik online business hain hamy is mai ache money management kar ky ache lot laga ky primary step ko follow kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy lakin is ky liye hamare learning be ache hone chahey agar hum market ky kise rule ko ignore kary gy to hamy loss ho jy ga
                  • #10 Collapse

                    Re: lot size management primary step of trading

                    forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky market ky rules ko follow karty howe lot size manage kar ky primary step ko dahk kar investment karne chahey pher he hum acha profit gain kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                    • #11 Collapse

                      Re: lot size management primary step of trading

                      forex mai hamy ache management kar ky high capital py ache lot lagane chahey pher he hum acha profit hasial kar saky gy forex aik real or kabe be band na hony wala international business hain lakin agar hum is mai bager learning ky tukka baze sy kam kary gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka koi qasur nahi hota
                      • #12 Collapse

                        Re: lot size management primary step of trading

                        forex mai hamy ache learning hasial kar ky ache lot laga kar management kar ky kam karna chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar ky apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik international business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: lot size management primary step of trading

                          forex mai hamy acha knowledge hasial kar ky ache amount invest kar ky ache lot lagane chahey pher he hum market mai run kar saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik aam business ke nisbat bohat acha business hain hum is mai kam karty howe jab market ky rules ko ignore kar dety hain to hamy loss ho jata hain

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X