New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

    Ji bilkul si kaha hai ap ne beginning main log nakam ho jaty hain but phr log kamyab hone lag jaty hain bcz un ko experience ho jata hai or un ke pas skills a jaty hain or forex ke bary main unhen sb pta chal jata hai or phr easily forex py kam krty hain or kamyab hone lag jaty hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

      G haan bhai bilkul thk kaha k jo new traders start me fail htay hain unkunkay failure ki asal waja zyada tr yhi hti hai k wo un experience hotay hain une kafi chezon ka nai pata hta market me new entry hti hai to nuqsaan k chances b isi liay zyada htay hain isi liay unay chaiay k wo apna account demo banain pahlay us pe seekhain ta k real trading me loss na ho
      • #18 Collapse

        Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

        forex aik online business hain hum is mai kam kar ky acha bonus earn kar sakty hain jab hum kam karty howe dar mahsus kary gy to hamy loss ho jy ga forex kabe band na hony wala business hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik real business hain
        • #19 Collapse

          Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

          forex mai jab hum new hoty hain to hamy suro mai loss hota hain is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai poor mans or job less mans ky liye best job hain agar hum is mai bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga
          • #20 Collapse

            Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

            Je forex market aik charming market ha jis ma short period ma bohat sara profit kamaya ja sakta ha is lye ziadah tar new traders greed kartay hain aur forex k proper knowledge na honay ki wajah se loss kartay hain lakin loss ki wajah se himmat ni harni chaye balke mistakes se sabaq seekhna chaye aur mistake bodara ni karna chaye, to forex kamyabi k lye hamain chaye k musalsal mehnat karian aur jitna ho skay experence hasil karian is lye k forex ma agar ham mehnat karian to ham is se asha profit earn kar saktay hain
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

              agar hum new hay forex trading main to humay chahiye keh forex trading ko achi trha seekhain kyun keh seekhay bgair forex trading main hum kamyab nahi ho sakty jitni ziada mehnat karen gay bohat achi earning kar sakty hay ye aik bohat acha business hay sahi say time daity rehna chahiye humara he faida hota hay es business say

              اب آن لائن

              Working...
              X