New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?
    Ye baat be bilkul teek hai aksar new trader start nai nakam hojate hai lekan es kisam ki nakami say apko gabrana nahe q k abi apke paas os level ki knowledge aor experience nahe hote jeskay based par ap kamyabi hasil kar sako es leye trading apni jaree rake aor eskay saat saat apko learning par khas tawaja daina hoge taake apke skills aor experience aos level ki hojae jes say apko further kesi trade mai nakami ka samna nahe karna paray es leye never give up ki policy par amal karte howay agay barna hoga..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    New traders ka nakkam ho jana itni barri baat nhi hai q k forex aik risky buisness hai aur jab ham new hote hain aur hamen experience nhi hota hai tab ham ismen loose ho sakte hain
    Agar ham ismen loose ho jate hain to hamen kabhi penic nhi hona chahiye balke hamen always hi himmat se kaam lena chahiye aur mazeed mehnat k sath sekhna chahiye ham jitna ziada iss men sekhne ki koshish kren ge hamen utna hi better results mill n ge
    • #3 Collapse

      Dosto insan jo b koe Kam start krta hy start ma os ko sai smjh na hony sy nuksan he hota hy lkin aista aista jb wo business ko krta rheta hy to os Ki pkar b strong hoti jti hy jb k forex trading ma b aisa he start ma es ma b ap ko loss hota hy lkin ap ko ghbrana ni chy Bilkay mhenat krty rhena chy ap zroor aik din success ho gy
      • #4 Collapse

        Han g wesy huny yeh formula rakhna chaiye mind mn try again and again bohat sare mrmbets hoty hein jo apny exprience knowledge mn kmii kay baais loss mn jaaty heun aor phr gabra jaty heinn akser New trader start mai aksar nakam hotay hai aor forex ko blane kr ky forex ko leave kr dety hein but a3a kuch nhii hota un tmam users ko sabr ka amli mozahra krna chaiyee .
        Mehnat Me Azmat hai
        • #5 Collapse

          dear sab sy pehly forex mai any sy is bat ko mind mai rekhan ho ga ky yi ik propr business hy is ko kerny ky liya ap ko lazmi pehly is ki knowledge hasil kerni ho gi or is mai loss bi is business ka hisa hy zahir hy koi bi aisa trader nahi ho ga pory Pakistan mai kiya pory world mai bi jis ny is ko start kiya ho ir is mai loss na kiya ho per kamyab wohi log hoty hy jo log pehly loss kerty waqt wohi mistake ko 2bara nahi kerty hy or phr is ko kerny sy pehly lazmi is ko learn kerty hy or achi terha sy is mai experience haisl kerty hy tab ja ker wo log trader banty hy or kamyabi hasil kerty hy.
          • #6 Collapse

            Yes dear forex k start m akser log nakam ho jaty hain us k bht se reasons hain kuch log greed k liye forex join krty hain jo naqam ho jaty hain or kuch log oveconfidence m forex ko easy smjh kr bina kesi ki giuldeline liye trading start kr dety hain tb bhi loss ho jata hai lekien hmy deisheart nhe hona chahiye or zayada mehnat krni chahiye hai or experience gain kren ta k earn kar saken .
            • #7 Collapse

              New Trader Bhaot Josh Me Hotay Hain Wo Ye Samjhtay Hain K Sayad Ye Paisay Kamanay Wali Mashine Ha Lakin Haqeeqat Me Aisa Nahi Ha.Trading Me Agar App Ne Paisa Kamana Ha To App Ko Trading Bilkul Slow Aur Kam Se Kam Volume Ki Karni Cheye.
              • #8 Collapse

                I think k aksar he new trader start me loss kar bethty hian iss ki wajah market k baray me puri knowledge na hoon aor sahi guidness na hoona hai. agar hrr new trader pehly se he proper guidness lay kr trade start karay to mera ni khial k koi bht ziada loss karay ga,. wesay bhi loss or profit business ka hissa hai hr business me loss bhi hoota hai or profit bhi tou jo bhi trader loss kary ghabraye nahi dil chota na karay blky uss loss se lesson lay k main nay kya galti ki mujhe yeh loss huwa or in future wo galti repeat na akray
                • #9 Collapse

                  Fundamental analysis mushkil ic liye ha k oc k effect ku proper gain kerna oc say oc ku trade kerna easy job nae ha. kunk news k time man market buhut zyada voatile hu sakti ha ju loss day sakti ha.
                  • #10 Collapse

                    jab hum forex mai new hoty hain to suro suro mai loss hota rahta hain lakin jab hum apne galtiyo py gur karty howe kam karty hain to hum kamyab ho jaty hain or acha bonus earn kar lety hain or apne zarorto ko pura kar lety hain forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bena sakty hain
                    • #11 Collapse

                      ji bilkul sahi kaha gya hay k start main nakami pe dil bardashta nai hona chhiaye. q k starting main ap lazmi hain k girain gy phir koi sanbhaly ga ap ko phir khud sanbhalna aa jaye ga.; is liye ap ko chahiye k pehli e nakami sy dis heart ho k forex forum sy kooch kar jaeyn. balky ap ko chahy k ap ziada sy ziada mehnat karain aur apny flaws pe overcome karain.
                      • #12 Collapse

                        Han dear new trader ko start main bohat se muskilat ka samna krna parta ha kuch members phaly se hi is business ko chor jate hein is main bohat kam ha is waja se agr hum is main lekin month ka bonas hasil kr lete hein tu phr is ko khabi be chor nai sakte hein kam se kam hume 3 month lag jate hein forex business ko samjne main
                        • #13 Collapse

                          agar koi gabra gaya aur dar gaya trading mai tou ous ko mai yehe bolunga ke dost ap nahi karo kaam kuin ke is kaam mai apko bhot fearless hona parega. aur koish kerte rehna hogi apko is tarha se app is kaam mai agay barh sakte hai.
                          • #14 Collapse

                            Yes my dear sir you are right. Asal me start me hmen experience nai hota hai to hm ziada loss b krty hain or ziad fear b hota hai. lekin jb hmen wqt k sath sath profits ho jata hai to hm me confidence aa jata hai jo k hmen successful level ki trf le jata hai. So, hmen start me ghabrana nai chahey bl k hard working jari rakhni chaye. Consistently,hm successful and profitable trader banny me kamyab ho jaen gy.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: New trader start mai aksar nakam hotay hai lekan gabrana nahe?

                              apki baat sahi hay new traders start main nakam hoty hay laikin humay chahiye keh es main agar humay loss ho to apni tmam galtio ko note karen kyun keh galtio ko note kar kay enko theak kea ja sakta hay aur jab hum en ko thek karen gay to he humay next esmain kisi kisam ki pareshani ka samna nahi karna parta

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X