Learn from other mistakes.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Learn from other mistakes.
    Forex me jo bhi new member aata hai us k pass trading ka knowledge bohat kam hota hai is liey usko chahiey k wo ziada se ziada time is forum pe guzarey aur dosron k mistakes se sekhe aur koshish kren k unki mistakes ko repeat na kren aur pehle knowledge hasil kren phr trading kren.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Good dear agar ham aoni aur other people's ki mistakes se sekhna shuru kr den to ham kafi had tak trading men aik acha experience bn pate hain
    Jab ham se koi mistake hoti hai ya hamare kissi dost ko kissi mistake ki waja se loss hota hai to hamen usse note krna chahiye aur us pe practic krni chahiye tak ham next time men uss mistake se bach saken aur acha kaam kr saken ,ham jab mistakes ko avoid kr k trading lrte hain then hamen bahot hi achay results mill pate hain
    • #3 Collapse

      g bhai bilkul humay forex may dosro ke mistake say sekhna caheyh aur hum ko apni be mistake say sekhna caheyh aur maray khyal say hum apni mistake say zada sekhtay hain hum ko es tara nahe karna caheyh kau k forex may ek choti mistake be bohat bari galti bun sakti ha es leayh humain apni aur dosro ke mistake say sekhna caheyh.
      • #4 Collapse

        dears friends bilkul hmen hmen apni mistakes ko samjh lena cahiya hmen apni mistakes ko dekha cahiya pahly tu jub hm sy mistakes hoti hy hmen cahiya apny seniors sy maswara kren aur un sy 2osri mistakes karny sy bachin
        • #5 Collapse

          forex mai kam karty howe jab hum sy koi galti ho jy to hamy loss ho jata hain or is mai market ka koi qasur nahi hota hamy next time apne galtiyo py gur karty howe kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or acha bonus earn kar saky gy yane hum apne galtiyo sy learn kar sakty hain forex aik international business hain
          • #6 Collapse

            G han humy apnii air dosroubkii ghltiou see sekhna chaiye wo hmary lia bohat hi sabaq amooz hoti hein humy apni ghlti ko search krna chaiye taaky hun usy behtr krr sjein aor next tym kay lia khu ko tyar kr skein aor yeh humry haq mn yaqenan behtr hota haii jo humy next tym ky lya secure krta hai ghlti se sekhna chsiye humy esy apni adat bna lenii chaiye..
            Mehnat Me Azmat hai
            • #7 Collapse

              Duniya Mein Do Tarah Ke Insaan hote hain Ek wo Jo Khud Galati karte hain ok sakte hain aur dusri Woh Jo dusro Ki Galti Dekhte usse bachate hi isliye aapko chahiye kya aap dusro ki Galti humko bhi dekha Kare aur Akhiyon Ko Bhi tayab on Galti Mujhse Baat sach hai aur Akhiyon Ko Apna Sa ke
              • #8 Collapse

                Dosron ki ghaltion se seekh kar ham bahot baray nuqsaan se Bach saktay hain forex mai aksar hmaray seniors ne ghaltian kar k experience lia hota hai is lye hmein forex forum k through apne seniors se apne problems ka solution Lena chaeye is tarha hamri success k chances ziada ho jatay hain
                • #9 Collapse

                  Apki bat bilkul theak hai hame forex mai dusro ki mistake dekh k aqul se kam lena chahiye hum mistake ko samjhege or wo mistake hum dubara nahi karege to us se hume nuqsan kam hogha or hum achi earning kar sake ge
                  • #10 Collapse

                    G han bhai ap nay bahut achi bat ki hay, bahut saray traders yah kehtay hain kah hamain apni mistakes say sekhna chaheay aur ham jab mistakes kartay hain to hamain bahut zayada loss bi ata hay but agar ham dosro ki mistakes say sabak hasel karain gay to ham khud trading main mistakes nai karain gay aur say hamain loss nai hoga aur hamari mistakes bi dor ho jaain gay.
                    • #11 Collapse

                      forex man trader itna dosrun ki mistakes say learn nae kerta jtina apni mistakes say learn kerta ha. forex man mistakes or loss donu hi buhut achi learning kerwati han traders ku jis say earning possible hu jatti ha.
                      • #12 Collapse

                        G bilkul new members/traders ke pas forex trading ka knowledge start Mai bohot kam Hota ha . Iss liye in k pas yeh bohot acha chance Hota hain ke woh forum say experienced members ko posts share karty hain iss say in ke mistakes ko learn karny ke try Karin aur try Karin ke in say yeh mistakes repeat na hon tu in ke trading bohot jaldi improve honi start ho jiye ge. New traders ko learning ka koi b chance waste nai karna chaiye .
                        • #13 Collapse

                          Re: Learn from other mistakes.

                          aqalmand wohi hota hay jo keh other ki galtio say sab seekh jaye aur humay chahiye keh other traders mistakes say sabaq zaroor seekhain kyun keh es trha hum nuqsan say bach sakty hay aur eskay elawa humary pass demo account ki sahulat bhi muyasar bhi hot hay esko use karty huway trading practice ki ja sakti hay
                          • #14 Collapse

                            Re: Learn from other mistakes.

                            forex mai hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai brokers ka koi qasur nahi hota hamy apne galtiy py gur kar ky kam karna cahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum isy apna life time career be bana sakty hain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Learn from other mistakes.

                              forex mai jab hum kam kart hain to hamy bonus milta hain lakin jab hum kam karty howe oi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hum apne mistakes sy learning hasial kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt trading kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X