Trading confusion kaisay khatam ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading confusion kaisay khatam ki jaye
    Forex mein jb hum trade laganay ka sochtay hai tou humaray zahen mein aik khauf rehta hai kay trade lagai jaye ya na lagai jaye aur agar laga dain tou iss mein profit ho ga bhi ya nahin tou iss tension ko kaisay khatam kya jaye kay hum easily trading ker sakain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Gee haan brother aksar members kay sath aisa hi hota hai iss kay lye aap ko chahyea kay aap forex mein apnay knowledge ko improve kerain trading practice ker kay apnay confidence aur experiance mein izafa karain aur trading sae pahele market ka analysis zaroor kerain iss sae aap ko kisi qisam ka dar nahain rahay ga
    • #3 Collapse

      brother iss ka aik simple hal yah ha ke app apni trading stategy mai apna trading setup pehlay say he define kar liya karin aur jab market mai prices , candles ya phir app ke indicators iss setup kay mutabiq ho jain tu phir he trading position b open karin tu acha rehta hai warna iss trah na karin tu ziada guess karnay say loss ka samna karna parhta hai.
      • #4 Collapse

        Ya hi tu sab s bara masla hai ka hum log trade krna s pahla hi atna confuse hota hain ka teahk tahra s hum trade open hi nahi kr sakta hain or huma bohot bara loos ho jata hai loos s bachna ka lia huma trade ko aram s or soch samaj kr open krna chaya ta ka loos na ho wait karian agr market ki samaj nahi ah rahi tu wait karian or os ka bad trade karian g han agr bina wait kia market mai entry lain tu kahlti ka chancese zyada hain is lia agr ap chata hain ap s khalti na ho tu ap ko jaldbazi s bachna chaya thanks
        • #5 Collapse

          Pehly apko khud ko sure kar lena vhaiye kay ap mently preapre hai hai trafing kay lia es kay lia apko zaida se zaida practice karnii demo account mn es sy apki Trading ko ly kay jo confusion hai khtam to nahi hosktii but kuch had tak kam zrur ho jae gii phr jb ap real account mn aaen to stoploss lazmi set karein aor es stoploss ki miqdar kam se kam honii chaiye aor market ki movment ko follow krein thein trade lgaein aor yeh to humy pehly hii bta dia jata hai kay yh ek riski busniess hai to es mn humy risk lena parhta hai tbhii hum kamyab hoty hein and apny mind ko posstive rkhein zruri to nai humy loss hi ho humy profit bhi to ho skta hai..
          Mehnat Me Azmat hai
          • #6 Collapse

            forex aik online business hain hamy is mai ache learning hasial kar ky kam karna chahey pher he hum kamyab ho gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex mai new yok or china or usa jasy bary bary mumalik sahmil hain hum is ami investment be kar sakty hain or trading be kar sakty hain
            • #7 Collapse

              Forex trading main confusion ko Khatam karne ke liye Jaroori hai kya aap apne knowledge ko best Kare Kyunki Jab aapke paas best knowledge Hoga aur aapki analysis achche Honge to aap ke ladke chances both had Tak kam ho Jaate Hain
              • #8 Collapse

                Dear fellow forex trading may confusion door honay may buhut waqth laghta hay kion jab thak ek member ka ithna confidence na ho ka uske har trade profit wali hay thab thak oske confusion boor nahe hosakhthi our is k liay buhut experience ke zaroorat hothi hay
                • #9 Collapse

                  trading mein is confusion ko khtam karne k liye zaroori hy forex trading business mehnat mehnat se hum forex trading business mein learning knewledge aur experience hasil karain aur market ko samjhen aur apne analysis ko behtar karain ap k analysis jtne achy hun gay aur ap market ko samjh saktay han tu ap baghair confusion k trading kar saktay han aur profit earn kar saktay 5
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading confusion kaisay khatam ki jaye

                    forex trading main confusion tab he hoti hay jab humary pass forex trading kay bary main knowledge kam hota hay es liye humay chahiye keh apny trading kay knowledge ko enhance karen ta keh humay trading kay bary main confusion khatam ho aur hum market main regular achi earning kar saky

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X