Forex mein timings kay fawaid

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex mein timings kay fawaid
    Dear members forex market monday sae lae ker friday tak open hoti hai aur iss daraan kisi bhi ti.e band nahin hoti matlab kay 24/5 open rehti hai jis ka hum ko faida yeh hai kay hum kisi bhi time apna kaam ker saktay hain aur apni progress check ker saktay hain jo log jobs kertay hain ya busy hotay hain kisi bhi kaam mein tou unn kay lye 24 hours market open rehnay ki bahut bari sahulat hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    han g bilkul sahi baat hai forex trading market pura hafta open rahti hai aur close ni hoti hai aik minute b har waqt harkat main hi rahti hai iss sa hum jab chahay trading kr sktay hain iss liye humain chahiye k hum waqt ki pabandi krain aur forex ki analysis economic events ki timing ka khayal kr k krain aur loss sa bachay aur iss sa faida uthaye.
    www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
    :1f609: and get free signals 90% accuracy
    Add me on skype furqan.ramey
    • #3 Collapse

      Trading ka lia har time munasib nahi kuch time period asa hai jis ka andar agr ap trade karian tu ap ko kafi fida milta hai market kafi acchi movement dati hai or kuch time periods asa hai jis mai market still rahti hai movement nahi krti is lia time period ko decide karian jis mai ap na trading krni hai na ka full time trading karian warna ap ki trade phunse kr rah jaya gi or ap ko loos bi ho ga agr market stop hai tu kabi bi trade open na karian warna ap ki trade pahns jaya gi or profit nahi ho ga or ap ko tention ho gi
      • #4 Collapse

        Forex mein forum aur trading 24 ghantay kaam kertay hain iss lye iss mein jo bhi kaam kerna chahyea woh apnay time mein iss mein kaam ker sakta hai unn kay lye time ki koi limit nahin hai aap agar koi job kertay hain tou uss kay baad iss mein part time bhimker saktay hain uss sae bhi aap ko acha profit ho jaye ga
        • #5 Collapse

          g bilkul forex market monday say friday tak open rahati ha. hum ko cahyh k es durn news ka khayah rakhty hoe he trading karin aur candle kay closing per he trade lain kabi be 1, 2 pip ke laluch may a k trade na karin k bad may loss ho jaye. aur koshish karni cahyyh k hum last day friday ko dehan say trade karin kau k es time market off honay ka time hona ha aur galit signal be gernate ho saktin hain.
          • #6 Collapse

            Forex market Monday to Friday open rehti hai and weekend p close ab yeh weekend k 2 din hmaray pass next week ki trading ko mark krne k lye best hain in 2 din mai ham agly week ka schedule bna saktay hain k kis pair p trade krni hai baqi in 2 din mai hmara full focus forex forum p posts ki taraf hona chaye Monday ko trading k lye selected pairs p trade lgaein and Friday ko trade lene se avoid karein kuen k market ziada tar Friday ko apna poray week ka moving target pora kar chuki hoti hai is lye reversal p apko loss ho Sakta hai
            • #7 Collapse

              Dear fellow forex trading may ek kamyaab trader bannay Kay liay zarori hay ke aap ko market Kay special time ka patha ho our aap ko trading ka buhut ziada excited ho thab kahe jaakar ek member is stage par puhunch Jatha hay ke wo timing adjust Kar sakay
              • #8 Collapse

                Re: Forex mein timings kay fawaid

                forex market main humay bohat sahulat hoti hay keh hum jitna chahy time dai sakty hay humary liye time ki koi pabandi nahi hay humay esmain ziada time dainay main he faida hota hay kyun keh es trha he hum market main ziada achy say trade kar kay achi earning kar sakty hay aur market main safe bhi reh sakty hay
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Forex mein timings kay fawaid

                  forex aik online business hain hamy is mai time table bana kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex aik world wide business hain yai dunya ky bohat sy mumalik mai unique business ban cuka hain is mai hamara koi boss nahi hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X