real vs demo

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    real vs demo
    assalam o alaikum dear aj main ap ko btata hon ka rel ur demo kya hota han demo blkul real ke trah ka ak account hota hai jis sa ham ko koi profit ya lose nea hota hai us pai kam krna sa hamara skills aur planing develop hoti hai ya ak bahut acha way ha forex trading seekhna ka aur realaccount pai jab ham trding krta han tu ham ko profit aur lose dono hota han demo pai ke howe practice hamain real pai kam dati hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Demo aur real dekhne men same aik jese hi hote hain demo pe bhi wohi market run ho rhi hoti hai jo hamen real pe delhai deti hai demo aur real men do chezon ka bahot farq hota hai
    First to ye hai k ham demo pe big account bna lete hain jo k itna jaldi wash nhi hota hai jiski waja se ham chi practic bhi nhi kr kr pate hain
    Aur second ye hai k demo pe hamare koi emotions nhi hote hain jiski waja se ham kamyab hote hain
    • #3 Collapse

      Sir real account mai real trading kia jata hai our demo account par practice kia jata hai online practice ke liye hota hai zayida say zayida demo account par practice ki kary our account mai real profit kamaiya jata hai
      • #4 Collapse

        Demo account serf experience hasil krna ka lia hota jab ap forex ko join krta hain tu demo s ap sekhta hain ka kasa trading kia jati hai trade ko open or close krna ka kia treka hai or real mai ap earning krta hain or jo kuch ap demo s sekhta hain wo real pr apply krta hain jab ap koi new stretagy banata hain tu os ko demo pr use karta hain ta ka check ho saka teahk hai ya nahi phr ap is ko real pr apply krta hain demo or real lagata same hain laken real hi assal account hai
        • #5 Collapse

          bhai agar bat ki jay demo account ki to demo account practice k liye hota he or agar bat ki jay real account ki to real account earning k liye hota he to sawal se uthta he k demo account or real account me kya faraq he to demo account practice k liye hota he jis me ap free practice kar sakte hen or phir ap real account me kam karna shuru kar dete hen or earning hasil karna bhi shuru kar dete hen.
          • #6 Collapse

            Wese tou real aur demo account main koi khas fark nai hota dono main teading style aik hibjesa hotabhaybbas demo aur real.main humara capital ka fark hota hay demo main humara capital farzi hota hay aur is main profit aur loss bhi farzi hota hay jab k real account main humara capital aur profit aur loss dono real hote hain is liay humain real par boht ehtiat se karni cahiay
            • #7 Collapse

              forex par kam karny kay sb say phly humain demo ka use karna hota kay kun kay demo ka use aik part of learning hota kay kun kay learning kay bgyr hum kuch nai kar sakty hain kun kay ye real account ki tara hi hota hay or demo kay use kay bad hi humain real account main kam karna kafi asan lgata hay or profit b ho sakta hay
              • #8 Collapse

                dosto real or demo account aik jesa he hota hy es ma market b aik jesy he move krti hy lkin jo demo account ma loss hota or jo profit hota hy wo sb b demo hota hy es loss ya profit sy ap koe faida ya nuksan ni hota hy es sy bs aik he faida hota hy k ap ko acha experience hsal ho jta hy or sath ma ap ki skills b improve ho jti hy
                • #9 Collapse

                  Re: real vs demo

                  demo account hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karty howe agar hum sy koi galti ho jy to hum isy durust kar sakty hain or real account mai aik cote galti ke waja sy big loss hota hain is mai market ka koi qasur nahi hota in mai live or sada urdu mai trading karty hain demo hamy as a teacher guide karta hain
                  • #10 Collapse

                    Re: real vs demo

                    forex mai demo account hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karny sy hamry knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain or acha bonus earn kar lety hain forex east wast mai bohat taze sy phal raha hain yai aik aam job ke nisbat bohat ache job hain
                    • #11 Collapse

                      Re: real vs demo

                      ya such hay k demo account humaray liya eik gift hay jis main ham trade kerna seekhtay hain oar magker ko samajhtay hain jis na demo account main acha kaam kiya ho is ko real account main itni mushkil ni hoti hay
                      • #12 Collapse

                        Re: real vs demo

                        demo or real account ke trading same hote hain hum in mai live or sada urdu mai kam karty hain or acha bonus earn karty hain demo hamy as a teacher guide karta hain is mai kam karny sy hamary knowledge or experience mai azafa hota hain is mai trading ky bad jab hum real account mai kam karty hain to hum loss sy bach jaty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: real vs demo

                          Real aur damo main bohat fraq hai
                          Damo
                          Sirf pratic kliy istmal hota hai.
                          Damo main risk nahi hota
                          damo say experince lain
                          Damo ko mazaq mat samjhain
                          damo main learn krain
                          es ko real samjh ker trade krain
                          Real
                          Anlysexker k trade krain
                          Experince k sath trade
                          No risk
                          No greed
                          Stop loss and tp k sath trade
                          Emotsion say aviod
                          • #14 Collapse

                            Re: real vs demo

                            Demo account aur real account mein aik hi market forex trading business ki real market hoti hy aur demo account mein bhi real market hoti hy aur demo account par hum kiok apni investment nhi kartay aur demo account par investment fake hoti hy is liye us par trading se profit aur loss nhi hota aur real account mein kiok hum apni investment kartay han tu is par hum ko profit aur loss hota hy
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: real vs demo

                              Dear ager dakha jay to Demo account b real account ke traha he hota hai jesy ham real par trade karty hai wasy he ham demo account sy trading karty hain likn farq sirf wtna hai
                              ky jab demo par hamy trade sy koi profit ya loss milta hai us sy hamy koi farq nhi parta ku ky Demo sirf practice k liy hai us main hmari koi investment nhi hoti
                              likn jab real account sy hamy loss ya profit milta hai to wo hmara apna hota hai us sy hamy faida ya naqsan hota hai ku ky us account main ham apni money invest ke hota hai jis ke waja sy ager loss ho jay to wo hmary hisy main ata hai our profit b hamary hisy main he ata hai

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X