Forex trading ko dil or mind sy kry..

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading ko dil or mind sy kry..
    Dosto forex trading ma agr kamyab hona chaty hy to ap ko es business ma dil or mind dono lgany ho gy phr he ap es ma mhenat kr k kamyab trader bany gy
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    forex trading man jub trader loss man hota ha tu na dil lgta ha or na hi learning ki taraf trader ka dil jata ha. laikin ager trader apna mind use kery tu oc ku learning k baad ju profit ata ha tu dil buhut lug jata ha forex k sath.
    • #3 Collapse

      ye bat apki bil kulthk h mein apki is sosh ko daad deta hoin k agr koi mtrader trading krta h to use nfa hasil krta h to kosh hota h or agr yaeh trader loss mein chla jata h to is se pareshan ho jata h is lye agr trading ko saeh mind se folow kya jae or mind ka set hona is mein behtareen chez h agr mind feresh ho ga kam utna acha ho ga
      • #4 Collapse

        Forex business mai kamyabi k lye hard work bahot zarori hai agr ap ka dil karay ga forex p kaam karne k lye tab hi ap hard work kar sakein gay otherwise ap aor forex aik sath nae chal saktay is lye forex business mai kamyaab honay k lye dil LGA kar mehnat karein
        • #5 Collapse

          G han bhai ap na balkul teak kha hai forex tarding main agar ap mind ka use nahi kary gan to forex trading main hum kamyabi hasal nahi kar sakty hai. Forex trading main aksar trader agar thora profit kamaty hai to wo lalach main a kar banah sochy samjy trade ko laga dety hai is se wo loss karty hai. Is leya forex trading main ap ko mind or dil dono ko fresh rakha cheyai.
          • #6 Collapse

            Aslam o alikum dosto is business mai kamyabi ke liye zarori hai k hum dil laga kar kam kary apna time waste karny say bacha lay. Kio ka dil laga kar kam karny say kafi faida melta hai. Agar hum dil laga kar kam nahi karty tu hum kisi tarah kamyab Ho jay. Kamyab ke liye zarori hai ka hum apna time waste hony say bacha lay
            • #7 Collapse

              forex trading ki dill say nai karna hota hay is ko mind say karna hota hay is main agr kam karna hay to hard work kar kay trade karna hoti hay jis say achi earning hasil hos akti hay magr humain lain dain karny kay liye balance ka hona zrori hota hay us ko forum say earn kar kay phir hi mind ko active kar kay trade ko place karna ho ga
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                Forex aik bahut acha business hai.is main kamyabi k liye zaruri hai keh is ko passion sy learn kiya jaye..new traders ko chahye keh wo forex ki basics ko achi tarah learn krain aur demo account per ziyada sy ziyada practice krain..aur money management per focus krain.lot size ko account k capital k mutabiq use krain..aisy karny sy new traders forex main kamyab ho sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                  G han bilkul jb bi ap koi kaam Dil see krty hn to us men ap mehnat bi bohat krty hn aur us kaam men kamyabi k liye ap apni koshish ko jari rkhty hn aur trading men Dil aur mind dono ka hone zroori ha is k bgher ap successful trader Ni bn skty aur na he successful trading kr skty hn q k forex trading krny k liye mind ka active aur relax hona bohat zroori ha aur agar ap is sincere ho k kren ge to he ap kamyab ho sken ge.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                    forex mai hamy ache learning hasial kar ky fresh mind ho ky trading karne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai out off cost account bana kar be kam kar sakty hain
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                      g haan bhai ap ne thek hi kah hai kee ham ko as main dil aor ham ko as main mind se kam kana chahy hai tu hi ham as main kmayb ho sakte hain aor ham ko as main ache se kam karna chaiy hai aagar as main kmayb hona hai tu
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                        Forex trading business mein hum kaamyaab hi tab ho saktay han jab hum forex trading business mein dil laga kar kaam kartay han aur mehnat aur hardwork kar k learning knewledge aur experience hasil kartay han aur forex trading business ko fresh mind k sath karain gay tu kaamyaab ho saktay han is liye mehnat zaroori hy aur mehnat kar k fresh mind se trading kar k kaamyaab ho saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                          Forex trading aik aisa kam hay ager is ko fatigue samag ker kia jay to ye kam sahi traha say nahi ho sakay ga. is liye jab trader zehni aur jismani tour per trading kay liye tayyar nahi ho tab tak wo kabi bhi trade na kaya keray. is say trader ko sahi samag nahi ati aur wo fatigue ya tension ki waja say trading ko sahi tour per nahi ker pata jis say loss kay chances zayada ho jatay ahin.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Forex trading ko dil or mind sy kry..

                            as me koyi shak nai hye ke agr hum forex ko sekhne me bohat zayda mehant krte han and apne mind se kam lete han to as bussines me hum easy se kamyab ho sakte han agr hum as bussines me new new way se mehnt krte han to as se hum ko new new way se earn ka moka melta hye as leye hum ko chahye ke as me zayda time lagyan js se hum as me achi expert ban sakte han jab hum expert ban jate han to hum as se easy way se earn kr sakte han

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X