Trading me Profit hony k baad
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    g hamein jab profit milta hai ani mehnat se tu wo hamare insta forex k account me hota hai wp phr hum pr depend krta hai k hum kitni withdraw karein jitna ziada ap kaam kar k earning krenge utni he ziada ap amount nikl sktey hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      Ye baat bulkul teak hai ky jasa sy be ho forex ko seeko aur jadar sy mumkan ho knowledge basal karo takey ap log forex sy munafa ly lo aur apney zindigi ko sanearov q k ye bohat acha business hai
      • #93 Collapse

        profit jab hota hai tu aap acha feel kartay hain aur koi bei business ho aaap us waqt tak success hasil naai kar saktay jab tak aap hard working naa kar sakey is liye aap ko is business mein effort ki fullys need hoti hai aur mein news tradings karta hoon aur bohat thoray sy times mein is market sy acha money make kar leta hooon.
        • #94 Collapse

          Assalam o alaikum g. G bhai g agre ap ka account fourm ka h to to mare kaylse se 10 15 usd se zyda ke with drwaw na lagya or apne real accoutn accoutn me jita marze with draw le sakte ha je
           
          • #95 Collapse

            Assalam o alaikum g. G bhai g hume jo forex me trading karne se profit hota hai humare insta account me chala jata hai jaha se hum jab chahe or jitna chahe apna profit withdraw karwa sakte hai ye to humare apne per depend karta hai
             
            • #96 Collapse

              tardding main profit honee k bad app ko confidence bar jata hai and app ko confidence ho jata hai and asee main app ko loss bee ho sakta hai asee situation main tarde na kia jai
              • #97 Collapse

                waise to mujhy abhi tak forex par koi profit nai mila hai agat mujhy koi profit mila bi to main apne liye koi achi si shoping kar k chez khreedow ga.
                • #98 Collapse

                  trading mein profit hota hy aur loss bhi hoga aur ager ap kay pass knowledge nahi hoga tu ap forex say money make nahi kar sakay gayn iis liye mein ap ko kahon ga kay ap kisi friend say or website say forex ko learn karay takay ap ka knowledge gain karay is tarha ap forex say achi earning karnay mein kamiyab ho jay gayn and dosro ko bhi teach kar sakay gayn .
                  • #99 Collapse

                    Behtar to ye ho ga k agar app ny forum sah 200 usd deposit kiay tha to 300 usd earn kiay hain to koshsh karein k 200 ka he first time withdraw lagain our phr us k bad 50 % kr k to earning hony py withdraw lagain.
                    • #100 Collapse

                      is k leyeh har aik ka mukhtalif point of wiew gy kuch log sara profit nikalwa lyty hain aur kuch to apna capital barhany k leyeh apna sara profit nikalwaty hi nai k humara capital zeyada ho ga to hum asani k sath trade kr sakain gy lakin mery kyal main aap ko apna50% profit nikalwa lena chahyeh
                      • #101 Collapse

                        trade mai jab app ko profit ho jye to app or ki greed mat karo or apna profit hasil kar k trade say exit ho jao
                        • #102 Collapse

                          ye ap ki marzi pr he k ap trading se jo profit hasil hoa he us se kitna withdra krna chate hen ku k boht se log apne profit ko jama krte rehte hen or akhte yani aik dafa ziada niklwa lete hen likn behtr ye he k ap 10 se 12% profit withdrwal kr len
                          • #103 Collapse

                            Dear sir instaforex trading business main agar aap ko profit howa hay to aap bounas account main say mazimum 15 dollor withdraw karwa saktay hain. agar aap ka real investment ka account hay to us ki koi limit nahi hay.
                            • #104 Collapse

                              depend kerta hay aap nay kitna profit earn kia hay aur aap usmay say kch withdraw kerwa lein aur kch dobara invest kerdein tak next time ziada investment k oper aur ziada profit earn kersakein.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                اصل پيغام ارسال کردہ از: samsaam پيغام ديکھيے
                                Dear Dosto mujhy ap se sirf itna pochna he k humy jab Trading me profit ho jay to hum Maximum kitny Dollar k withdraw ki request submit kerni chahiye.....:confused:

                                it depends.....agar aap ka balance km hai tu kuch uss ko barhaein....owr kuch ko withdraw krwa lein....kuch broker withdraw ki bhi limit rakhtey hain...k aap 200 ya 100 dollar se km nahein niklwa saktey.........i think so.....if i am wrong...please forgive me

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X