Forex trading mai 90% trader q nakaam ho jaaty hain?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading mai 90% trader q nakaam ho jaaty hain?
    Dear members mai ye janana chahti hun k forex trading mai 90% traders q nakaam ho jaaty hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Forex trading men 90% log isliye nakaam ho jate hain k wo trading k liye aik acha experience nhi rakhte hain jab unke pass aik acha experience nhi hota hai then wo loose ho jate hain
    Tradiing men kamyabi k liye hamare pass skills ka hona bahot hi zaruri hota hai agar hamare pass skills nhi hain to ham kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain
    • #3 Collapse

      Dear myry khial sy to aksar loog jo forex main jysy he kaam start krna shurru krty hyn to jab un ko agar lgatar postyn krna paryn or un ko forex k bary main bilkul knowledge na ho to wo is sy ukta jaty hyn or ye kyna shurru kr dyty hyn k ye kaam to un k. Liye na mumkin hy or wo to id ko ni kr sakty yu 90 percante loog nakaam rehty hyn
      • #4 Collapse

        Forex trading main zada tar nakam is wajha se hote hain k un k pass experiance kam hota hay knowledge ki kami ki wajha se log trading min success hasil nai kar pate aur is k ilawa learning ki kami ki wajha se bhi logon k liay mushkil ho jata hai trading se achi earning karna aur sab se bhar kar konnew trader ki problem hay wo hay greed jis new trader zada profit k chakar main par apna loss karte hain so agar ap trading main succesd hasil.krna cahte hain tou ap ko cahiay k ap in tamam baton ka khyal rakahin aur phir is business ko join karain
        • #5 Collapse

          forex trading mai logh itna loss iss liye krtay hain aur sif 10% logh hi kamyab hotay hain uss ki wajha ye hai zyada tarr sochtayhain k forex trading aik money making machine yahan bsss paisa dalo double triple kr k nikal lo satta khailo bss yahi wajha hai iss k ilawa koi wajha ni hai aghar greed na krain aur proper knowledge aur training k sath trading krain tab ja k kamyabi mil skti hai.
          www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
          :1f609: and get free signals 90% accuracy
          Add me on skype furqan.ramey
          • #6 Collapse

            Dear ap NY buhat acha question kia ha mery kyal ma forex trading mai WO log nakam hoty ha jo trading ko bina knowledge or bina practice kiye baghir start kar dayty ha to phir WO nakam he hoty ha es liye hame successful hony k liye es ka acha knowledge or experience lay na chahiye to phir he ham es ma kamyab ho sakty ha or hemasha WO log nakam hoty ha jin k pas forex trading ka knowledge or experience na ho
            • #7 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Teesuleman پيغام ديکھيے
              Dear members mai ye janana chahti hun k forex trading mai 90% traders q nakaam ho jaaty hain.
              Forex trading main 90% of traders in isliye unsuccessful Hote Hain Koun ke jaibu trading karte hain Tumi trading ke baare mein learning nahi karte ho director real account mein apni money invest Karke trading Shuru kar Deti Hai Jiski wajah se
              FRD 07 TRADING JOURNAL
              • #8 Collapse

                Dear friends market may loog 90% karni ke yh waja ho sakti ha
                1) money managment ka khyal na rakhna sub say bari waja ha.
                2)Dosari waja yh ha k hum jub be order put karty hain stoploss use nahe karty
                3) aur baki sub say bari waja yh ha k friends trend k against trade kartin hain
                Ager hum ko forex may kamyab hona ha to hum ko rules k sath he trade karni caheyh.
                • #9 Collapse

                  forex man ninty percent trader ka loss kerna mainly lake of experience ki weja say hota ha. traders ku ager experience hu tu loss kysy hu ga, main reason trader ki laperwahi or oc ka unexperienced honna hota ha.
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading mai 90% trader q nakaam ho jaaty hain?

                    forex trading main boht say log kam karty hain is main boht say log kabhi profit karty hain or kabhi loss karty hain magr is main ziada tara log loss is waja say karty hain kay market main un ko ziada learning nai hoti hay agr to hum market ko achy say siikhty hain to is main kam karna humain kafi faida day sakta hay magr humain low risk say b trade ko start karna ho ga
                    "The mind is everything, What you think you become"
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading mai 90% trader q nakaam ho jaaty hain?

                      bhai forex trading main wohi members fdail hoty hain jin k pass trading ka ilm nahi hota hai jis k pass trading ka ilm hota hai tu wo apni trading main kbhi bhi fail nahi hoty hain tu har members ko chahye k tradingf k apahly knowledge gain karen os k bad trading karen ayse wo kbhi bhi apni trading se fail nahi hungy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X