Kis pair per trade open ki jaye.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kis pair per trade open ki jaye.
    Seniors members se request hai ky please batain ky kon se pair per trade lagai jaye.
    Please apny se kuch guide ker dein.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Dear hamen koshish krni chahiye k ham sirf only major pairs pe trade lia kren aur koshish kua kren k ham uss pair pe trade len jis je ham kafi practic kr kr chu hon
    Jab tak hamari kissi pair pe achi tarah se practic na ho hamen kabhi bhi tade ta li jay hamen only hi uss usor pe trade li jay jis pe hamari practic ho
    • #3 Collapse

      Dear member sab currency pair apni jaga pe bear hain jis currency pair pe apka experiences achy hun ya pe Karen siwaye GBP currency pair k q k brexit ki waja se ye currency pair bohat unusual hua hai aur apko bohat loss day sakta hai.
      • #4 Collapse

        Sir apny experience ka mutabak kisi be pair pa ap trade open kar sakty hai ya sari baty experience ka hai agar gold pair mai apka experience acha hai ye euro/USD mai apka experience acha kisi be pair pa aap trade open kar sakty hai
        • #5 Collapse

          Jaha tak meri information haybus k mutabik agar hum currancy pairs par trading karte hain tou us k liay best pairs hai euri usd aur jbp jpy wagre aur agar hum metal par trade krte hain tou humain gold aur oil par trade karni cahiay zada tar trader oil aur gold pr hi trading karte hain lekin in pairs par trade karne k liay humare pass experiance zada hona cahiay tab hi hum is maim successfull tradeing kar pate hain
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: MOhibahmad پيغام ديکھيے
            Seniors members se request hai ky please batain ky kon se pair per trade lagai jaye.
            Please apny se kuch guide ker dein.
            Hame us pair pair trading Karni chahiye Jisko Hum achhe se understand kar rahe ho aur Hume market ki samajh mein aa rahe ho Agar us pair pair trading Karenge toh hum achchi trading kar sakunga trading profit Na Sakenge
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              brother hum ko usi pair per trade karni caheyh jis may yh cheezin hooo
              1) us pair ke market trend may hoo side way na hoo
              2) us pair per koe heigh news na hoo
              3) jis ka stop loss money managment k hissab say kam say kum aur profit zada hoo.
              • #8 Collapse

                aghar aap ko trading mai success hasil krni hai to aap ko ye pata hona chahiye k major currency pairs konsi hai aur un main analysis kaisay ki jati hai sab sa famous eur/usd hai jiss main trading kr sktay hain aur iss per analysis k liye europe aur america ki economic conditions aap ko maloon honi chahiye tab hi aap iss main trading kar sko ghay.
                www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
                :1f609: and get free signals 90% accuracy
                Add me on skype furqan.ramey
                • #9 Collapse

                  bhai is ka to muje bhia sahi tarah se knowledge nai he lakin agar kisi or ko he to wo zaroor apna experience hum sub se share kare or agar koi new trader he or wo real account me trading bhi karta he or us ko agar demo account ka knowledge nai he k demo account kya hota he to me ye bhi bata dun k demo account ek free account hota he jis par ap free practice kar sakte ho.
                  • #10 Collapse

                    forex man trader ku trade open kerny k liye pair ka analysis kerna chahye oc ku her angle say check kiya jai k buy man trade kerna chahye ya sell man. dosron pay depend na kiya jai apna work best hota ha.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Kis pair per trade open ki jaye.

                      dear hmy hmesha koshish krni chahiye hai k un pairs ma trading kren jis ka hmy acha ecperience ho or try kren k ek hi pair ma hnesha kam kren because agr hm ek se zayada pairs ma kam krty hain to hm achi trha analysis nahe kar paty hain confused ho jaty hain hr menver apni strategy or experience k according pair select krta hai new bies ko chahiye hai k wo low movement waly pairs se trading start kren

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X