Indicators sy profit
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Indicators sy profit
    Trading me agar ap RSI ya CCI indicator use karty hai to ap dono ko ek sath use kary apko acha result mily ga bus sahi point sy trading kary ap.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Indicators se hamen kabhi acha profit nhi mill pata hai q k jo log bhi indicators pe depends rehte hain wo kabhi bhi kamyab nhi ho pate hain
    Hamen chahiye k ham indicators k bajay only ham analysis pe depends kia kren ta k ham kamyab trading kr saken
    • #3 Collapse

      Dear trader waisy to sab hi indicators bohat valuable hain lakin mai indicators pe believe nai karta support zarur laiti hun q k koi bhi indicator kisi bhi time 100% thek nai hota q k forex ka future kisi ko nai pata.
      • #4 Collapse

        Main samjhti hun k indecatore koi bhi ho humain un par trustvnai karna cahiay koubk abhi tak meri jo information hay us k mutabik indicatores humain kabhi 100% trade nai btate aur humain zada tar indicatores k mutabik trade kar k loss hi hota hay is liay behtar hay apninkhud ki mehnat se trading karain aur indicatores par zada trust nai karain
        • #5 Collapse

          g bhai theak kah rahay ho bohat sa trading indicatros hain jo marke tmain signals daitay hain per main sirf technical analysis use krta hu support resistance level aur news aur market sentiments tab ja kar main trading krta hu mere khayal main sirf aik indicator per hi banday ko inhasar ni krna chahiye blkay proper analysis kr k kaam krna chahiye.
          www.instaforex.com/?x=HFVY join instaforex by my link
          :1f609: and get free signals 90% accuracy
          Add me on skype furqan.ramey
          • #6 Collapse

            اصل پيغام ارسال کردہ از: abcd2 پيغام ديکھيے
            Trading me agar ap RSI ya CCI indicator use karty hai to ap dono ko ek sath use kary apko acha result mily ga bus sahi point sy trading kary ap.
            traders ko chahiye to in indicators share trading karne mein helpline lekin Teen Titans go ek baar apne mind Mein Rakhna chahiye ki koi bhi indicator 100% right nahi hota aur Hamein indicators se trading Karke bhi loss ho sakta hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              profit forex man her chiz say aa jata ha laikin ic man trader pay depend kerta ha k wu kis kisum ka trader ha oc nay kis chiz ka experience gain kiya ha. trader scalper ha long term trading kerta ha ya short indicator use kerta ha ya trend.
              • #8 Collapse

                hum ko caheyh k hum indecator per totaly depend na karin kau k koe be indecator 100% perfect nahe hota aur hum forex k aur rules ko be follow karna caheyh aur baki analysis ko be dakh kar trade karni cahyh kay k ager hum 100% indecator per trust karin gay to hum ko zada nuqsan he hoo ga. es leayh indicator k sath sath apnay analysis ko be dakhna caheyh
                • #9 Collapse

                  yes brother idicator ko use kerty huwe bhi profit bnaya ja sakta hy.laikin her trader ka apna aik treeqa hota hy...koi trader markete ko analyse kerta hy graph dhk ker kuch values ko dhker ker kuch trader news aor tecnical analyse kerty hain.
                  • #10 Collapse

                    Piary dost indicators key use se main apko nhen rokta leken in per ziada inhisar nhen kerna chaey. Forex trading main seb se jo important chez hey woh hey experience. Ager apko trading ki samjh bojh hey to phir apko trading main profit se koi chez nhen rok sekti.
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      assalam o alikum bhai jan indicator se forex me ap is tarah kam kar sakte ho k ap ko news par nazar rakhni ho ghi k fresh news kya he agar us me ap ko achi tarah pata chal jay k ye news sahi he to ap us news k mutabik kam kar sakte ho or agar ap ko us news par yakeen nahi he to ap us k mutabik kabi kam na karo ku k agar ap is tarah kam karo ge to loss hone k chances zayada hon ge.

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X