yeh economic calendar kya hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    yeh economic calendar kya hai
    mujey aap sab sy yeh pochna hai ky yeh economic calendar kya hai aur is mein high impact ,medium impact aur low impact kya hai
    economic calendar ka kya relation hai forex sy is mein kya hota hai ?
    explain please:cool:
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    dear mjhy abhoi idhr bhtt kam time hoa hai ise join krty hoe tou abhi me khd learning kr rhi hn mjhy abhi khd is key bary mein koi knowledge nhi hai tou me kuch nhi keh skti is bary me abhi ;)
    • #3 Collapse

      ye news hotey hay jaha es ham read karke jab icnomical news atey hya to market may buhtu hey movement ajay=tey haya ur market par asar par jata hay...i jis p economy depend krti hai. or high impact, medium impact or low impact ye sb news ki kind hain
      • #4 Collapse

        mujhy is k bary main koi knowledge nahe hai k economic calendar kia hai or is main high impact midium impact or low impact kia hota hai main ziada nahe janta is lye main kuch nahe khena chahan ga
        • #5 Collapse

          mery khayal me economic calender trading karny ka 1 time hota hay jes me trading kar k app achi earning kar sakty ho or ye to expert traders achi tarha es k bary me un ko knowledge ho ga.
          • #6 Collapse

            bahi ecnomic celender ak celender hai jah forex k barin mai hone wali mitingsa ka humin pehle pata chal jata hai k is mulq mai abhi ye news ya data a ra hai ye sab celender per hi mil sakte yhain apko.
            • #7 Collapse

              there is no time in the Forex that nonsense. Take a quantum of a simple example. A man came to the company to get a job traders, they care less experience, show a profitable trading history on account pair professional issues quickly to dot the "I", "Experience" training in general about what does not speak, except to not have the ability to this sort of activity, in the sense that such a use if it flounder about five years and has not mastered one of the market analysis methods
              • #8 Collapse

                Aksar newbies ko pata nahi hota k economic calendar kiya ha, to economic calendar ek calendar hota ha, jis mein daily, weekly and monthly k hisaab se forex related events hotay hain, kuch events high impact k hotay hain, kuch medium and kuch low, to trading kartay waqt economic calendar ko zarur check karna chahiye ta'k agar us din koi important event ha, to ap careful ho k trading kar sakain.
                • #9 Collapse

                  ji yeh app kop sahi trhan sy bta deta hai k app sahi trhan sy kia kam kr skty hain es liey mein app ko yehi kahun ga yeh kam sahi trhan sy smjh k kren yeh kam sahi hai acha hai ........................!
                  • #10 Collapse

                    dear mein nahi janta hon ye aik acha buiness hai is ko koi bbi kr skata hai ye aik acha biness hai is ko kisi tie bhi kia ajs kta hai ye aik real buiness hai is ko kisi time bhi ia ajskta hai ye aik acha buiness hai
                    • #11 Collapse

                      boht say log trade kam karty hain to humain is main agr success hasil karni hay to humain practice kar kkay kam karna ho ga kun kay trade main logo kam kar kay success hasil karty hain
                      "The mind is everything, What you think you become"
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        is main hamain kam kar k boht hi achi earning hoti hai aur market main experience hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny k kabil ho skaty hain aur rules ko follow kar k hi hum earn karein gay

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X