trader fail kun hoty hain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    trader fail kun hoty hain
    dear bhai hum dakhty hain bohat trader is business man fail ho jaty hain is ka resin yah hota hai k on k pass experience kam hota hai is luy woh thek sy money management nahi krty or na he stop loss or take profit lgaty hain luy woh fail ho jaty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Trader fail es lye hotey hai k en kay passs low knowledge aur llow skill level honay ki waja say en ko loss hotey hai ya phr jab wo emotional ho kr trade krtay hai tou en ko losss hotyey hai. Forex market mai lalach ya low learning ki waja say loss ya fail hotey hai.
    • #3 Collapse

      G apny bilkul thek kaha hy boht sy log esy hy Jo learning k bina trade shuru krty hy is liy unhy pta ni hota k trade kaha lgay is waja sy unhy kafi loss hota hy or WO trading chor b deity hy is liy trading boht zroori hy
      • #4 Collapse

        forex man daily basis pay hazaroon traders log in hoty han laikin forex man earning kerna itna asan nae ha or start man tu her kisi ku loss hota ha. jub loss hota ha tu trader learning ku jata ha jis man her koi interest nae lyta.
        • #5 Collapse

          Dear brother ap ki bat bilkul theek hey k forex trading men bahot se log nakam ho jatay hen iss ki bahot c wajoohat hen aik training nah hona dusara demo account pe practice nah karna iss waja se experience hasil nhi hota jiss ki waja se zyada tar log trading men fail ho jatay hen
          • #6 Collapse

            trade main fail hanay ki kuch wajha hain 1 )market ko theek tarah say na dekhna 2)trade lagatay hoya apna profit ko mind main rakhna market ko nai 3) lalach kerna 4) trade main kamiyabi kay bad is per juldi say phir trade kerna ager hum in sub say buch jaya to achi trade ker saktay hain
            • #7 Collapse

              forex trading ik bht acha bissnes hy is mn logo ki fail hony ki kch wjohat hn ak to logg bht zda lalch krty hn or ik bht ziada jldi krty hn or jiski wja sy nkam hojty hn lalch bht bri chez hy yhi insan ko mrwata hy forex trading mn woi log kmyab hn jo regular mhnt krty hn or lalch nhi krty thory profit sy khus hojty hn is liy is mn kmyab hony ky liy dil lga kr kam krna chhay or displnes roles ko folow krna chahy
              • #8 Collapse

                Assalamualaikum Meri is baare mein Yeh advice Hai Ke Jab trader Bina knowledge ke hi trading karna Shuru kar dete hain aur Agar Ho Jaye to usko adjust karne ki wajah usko Aur lahsun Ke Liye Chod Dete Hain aur aur is wajah se wo fail ho Jate Hain Hame chahiye kya Hum Jogi trading kar usse Pehle Hame uski knowledge honi chahiye tabhi Hum Baithe trading kar Sakenge Shukriya
                Pakistan zindabad
                • #9 Collapse

                  Dear forex trading ek bht hi complicated or tuff business hai es m akser log without experience trading start kar dety hain jis ki wajha se wo loss kar dety hain market trend ko achi trha analyse kr k patience se trade krni chahiye hai firex m akser log greed bhi krty hain jisvwajha se wo fail ho jaty hain.
                  • #10 Collapse

                    trading fail hone ki kaafi wajan hain laikin us mai sab se bari waja lalach hona aik aham waja hai jis se trading seekhe bina he trade lagata hai aur lot size bhe use karne se acc jaldi wash ho jata hai aur experience banaye bagair he real acc se trade karne ki waja se bhe banda trade mai fail ho jata hai
                     
                    • #11 Collapse

                      trade fail hone ki waja experience na hona aur fundamental analysis ka sahi se read na karna yani k experience na hona aur trade laga dene se loss ho jata hai aur technical analysis pe proper grip na hona bhe trade fail hone ki waja banti hai aur indicators use karne se bhe trade fail ho jati hain kyun k indicator bhe ziyada reliable ni hote trading ke liye
                       
                      • #12 Collapse

                        G han brother jab tak hum pora knowledge hasal key bagar he tradeing karin gay ya apny money management ko dekhy begar he tradeing karty hain to tab hamra profit hasal karna mushkal hota hay es lay agar ap kamyab hona chaty hain to pehly apna knowledge pora karin kari acha experience hasal karny kay bad apny capital ko manage karty hoy apni tradeing karin tab he ap kamyab ho pain gay
                        All The Best Dear Friends
                        • #13 Collapse

                          Trading mai bhot exprience waly bhi fail hu jaty hain bhai is mai koi pareshani wali baat nai baat itni si hai k hamy trading k waqt ek dam chukana hona parta hai har choti bari chez par nazar rakhni parti hai jabi tu hamy faida hota hai loss nai hota
                          • #14 Collapse

                            Re: trader fail kun hoty hain

                            forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy galtiyo ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar sakty hain forex business aik aam job ke nisbat bohat ache job hain is mai dunya ky bary bary mumalik sahmil hain is mai hamara koi boss nahi hain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: trader fail kun hoty hain

                              Trade fails honay ki kaafi wajoohat hosakti hain. Aur agar hum apni trading ko tamam zaroori rules ko follow kartay huye apply kartay hain aur phir bhi humain loss hojata hai to phir humain pehlay market ki fundamental news ko dekhna hoga phir us kay baad humain technical news ko dekh kar hi jaiza lena hoga kay kis jaga per hum mistake kar rahay hain.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X